Showing Visitor Messages 1 to 8 of 8
-
22nd February 2011 10:37 AM
anaarhi
Zamaana samjhe chaahe guroor-o-aib ki baatin,
anaarhi takhal'lus hai jahir-e-izhaar nahin hai..
-
daawr-e-mahshr ne jab meri fard-e-amal taul li,
sazaa mukar'rar kya karein farishtey sabhee bulaa liye.
-
13th December 2010 10:29 AM
anaarhi
"Koi Khudee nahin bulaand itni,
ke khuda uski razaa poochhe,
bata ke usko razaa apni,
tu kyun apni sazaa poochhe,....."Anaarhi"
-
13th December 2010 10:28 AM
anaarhi
"wafaa ke har mukaam par tera hi imtihaan hai,
apne liye to unke hein aur paimaane yahan."
-
Sab aapki zarranawazi hai mere bhai, warna Ghayel kya uski aukaat kya ke woh sher kahe. Kayel tu main aapki dosti ka mere bhai......Allah aapko dono jahaan ki khushiyaa.N ataa kare AAMEEN.
-
28th September 2010 01:37 PM
shayari
Hai Anaarhi Ji bhot khub bhot umda,aapka dost
Pawan(shayari)
-
23rd September 2010 10:14 AM
anaarhi
Bharosa hai apne fun pe - kuch is tarah se,
ke chal deta houn kisi bhi aur - Rasta pooche bagair,
-
this one is what i m in the world of sher-o-shayri
perr -e- perwaaj haasil na the bus youn hi ek din
waqt ki aandhi ne patte ko falak dikha diya.
pakda di kalam rafeek ne ik khuloos se
lafzon ne khyalon ko moorat bana diya.
ahl-e -nazer ko diwaane main kuch dikha shayad
pakad ke bahn jo buzm -e- sukan main bitha diya.
hai salaahiyat koi na khaasiyat sukhan main
shatir tha her fun main "ANAARHI" bana diya.