Shayri.com

Shayri.com (http://www.shayri.com/forums/index.php)
-   Shayri-e-Dard (http://www.shayri.com/forums/forumdisplay.php?f=4)
-   -   aaj ek bichhada hua saathi (http://www.shayri.com/forums/showthread.php?t=74224)

krenil 4th January 2012 08:47 PM

aaj ek bichhada hua saathi
 
aaj ek bichhada hua saathi yaad aaya hai
jise main aksar dreamgirl kaheta tha

na subah ka pata tha na khabar shaam ki thi
har pal har lamha uski aagosh me raheta tha

uski hasi bachho jaisi aur gussa aag se tez tha
phir bhi us se baat kiye bina ek pal nahi gujarta tha

meri zindagi me aake jisne zindagi sawar di thi
uska pyaar khuda ki khudai se jyada achha lagta tha

kaheti thi kabhi chor ke mat jana jee nahi paungi
uski is baat pe saath zindagi bitane ke sapne dekhta tha

jaise waqt badalta gaya wo bhi saath badalti gai
phir bhi kambakht dil usi se pyaar karta tha

uski zindagi me kisi aur ke aane se khush thi wo
akela main kone me baith ke aansu bahata tha

kyu aai thi wo meri zindagi me jab jana hi tha use
bas yahi ek sawal apne khuda se karta raheta tha


naresh_mehra110 4th January 2012 09:59 PM

TakhleeQ Ke Khayaalaat Behad Khoobsurat Likhe HaiN ... Krenil Ji !

AchChhi Peshkash ... Dilee Mubaaraqbaad !!! :)

krenil 4th January 2012 10:07 PM

Quote:

Originally Posted by naresh_mehra110 (Post 435430)
TakhleeQ Ke Khayaalaat Behad Khoobsurat Likhe HaiN ... Krenil Ji !

AchChhi Peshkash ... Dilee Mubaaraqbaad !!! :)


dil se sukhriya ada karta hu naresh jii aise hi saath dete rahiye

Manshaa Thaakur 5th January 2012 06:04 PM

Quote:

Originally Posted by krenil (Post 435427)
aaj ek bichhada hua saathi yaad aaya hai
jise main aksar dreamgirl kaheta tha

na subah ka pata tha na khabar shaam ki thi
har pal har lamha uski aagosh me raheta tha

uski hasi bachho jaisi aur gussa aag se tez tha
phir bhi us se baat kiye bina ek pal nahi gujarta tha

meri zindagi me aake jisne zindagi sawar di thi
uska pyaar khuda ki khudai se jyada achha lagta tha

kaheti thi kabhi chor ke mat jana jee nahi paungi
uski is baat pe saath zindagi bitane ke sapne dekhta tha

jaise waqt badalta gaya wo bhi saath badalti gai
phir bhi kambakht dil usi se pyaar karta tha

uski zindagi me kisi aur ke aane se khush thi wo
akela main kone me baith ke aansu bahata tha

kyu aai thi wo meri zindagi me jab jana hi tha use
bas yahi ek sawal apne khuda se karta raheta tha


very nice feelings .................. !

krenil 5th January 2012 08:37 PM

Quote:

Originally Posted by Manshaa Thaakur (Post 435462)
very nice feelings .................. !



dil se sukhriya ada karte hai mansha jii

Praneeta 6th January 2012 06:49 AM

Quote:

Originally Posted by krenil (Post 435427)
aaj ek bichhada hua saathi yaad aaya hai
jise main aksar dreamgirl kaheta tha

na subah ka pata tha na khabar shaam ki thi
har pal har lamha uski aagosh me raheta tha

uski hasi bachho jaisi aur gussa aag se tez tha
phir bhi us se baat kiye bina ek pal nahi gujarta tha

meri zindagi me aake jisne zindagi sawar di thi
uska pyaar khuda ki khudai se jyada achha lagta tha

kaheti thi kabhi chor ke mat jana jee nahi paungi
uski is baat pe saath zindagi bitane ke sapne dekhta tha

jaise waqt badalta gaya wo bhi saath badalti gai
phir bhi kambakht dil usi se pyaar karta tha

uski zindagi me kisi aur ke aane se khush thi wo
akela main kone me baith ke aansu bahata tha

kyu aai thi wo meri zindagi me jab jana hi tha use
bas yahi ek sawal apne khuda se karta raheta tha


Krenil ji
bahot achchi koshish hai aap ki
ehsaas dil ke qareeb lage
daad qabul farmayen

Regards:)

krenil 6th January 2012 07:56 AM

Quote:

Originally Posted by Praneeta (Post 435480)
Krenil ji
bahot achchi koshish hai aap ki
ehsaas dil ke qareeb lage
daad qabul farmayen

Regards:)



praneeta jii bahot sukhriya aapka aise hi saath dete rahiye

vikramjethi 6th January 2012 12:21 PM

Quote:

Originally Posted by krenil (Post 435427)
aaj ek bichhada hua saathi yaad aaya hai
jise main aksar dreamgirl kaheta tha

na subah ka pata tha na khabar shaam ki thi
har pal har lamha uski aagosh me raheta tha

uski hasi bachho jaisi aur gussa aag se tez tha
phir bhi us se baat kiye bina ek pal nahi gujarta tha

meri zindagi me aake jisne zindagi sawar di thi
uska pyaar khuda ki khudai se jyada achha lagta tha

kaheti thi kabhi chor ke mat jana jee nahi paungi
uski is baat pe saath zindagi bitane ke sapne dekhta tha

jaise waqt badalta gaya wo bhi saath badalti gai
phir bhi kambakht dil usi se pyaar karta tha

uski zindagi me kisi aur ke aane se khush thi wo
akela main kone me baith ke aansu bahata tha

kyu aai thi wo meri zindagi me jab jana hi tha use
bas yahi ek sawal apne khuda se karta raheta tha


kernil ji,

ek achhi koshish pe daad haazir hai qubuul kijiyega....:)

AHMAD SHAKIL 6th January 2012 02:17 PM

Krenil JI............! Aap Boht Meethi Meethi Yaaden Le Kr Bazm Me Aaye Hain...... Aap Ke Ahsaasaat Ke Liye Daad..... Yunhi Koshish Krtay Rahen....... Likhtay Rahen........Khush Rahen

zainy 9th March 2013 04:35 PM

Quote:

Originally Posted by krenil (Post 435427)
aaj ek bichhada hua saathi yaad aaya hai
jise main aksar dreamgirl kaheta tha

na subah ka pata tha na khabar shaam ki thi
har pal har lamha uski aagosh me raheta tha

uski hasi bachho jaisi aur gussa aag se tez tha
phir bhi us se baat kiye bina ek pal nahi gujarta tha

meri zindagi me aake jisne zindagi sawar di thi
uska pyaar khuda ki khudai se jyada achha lagta tha

kaheti thi kabhi chor ke mat jana jee nahi paungi
uski is baat pe saath zindagi bitane ke sapne dekhta tha

jaise waqt badalta gaya wo bhi saath badalti gai
phir bhi kambakht dil usi se pyaar karta tha

uski zindagi me kisi aur ke aane se khush thi wo
akela main kone me baith ke aansu bahata tha

kyu aai thi wo meri zindagi me jab jana hi tha use
bas yahi ek sawal apne khuda se karta raheta tha


bohat khoob...............................


All times are GMT +5.5. The time now is 12:51 PM.

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.