Shayri.com

Shayri.com (http://www.shayri.com/forums/index.php)
-   Anjuman-e-Shayri (http://www.shayri.com/forums/forumdisplay.php?f=27)
-   -   Ek Pyara Sa Dost (http://www.shayri.com/forums/showthread.php?t=54501)

TariqAhmadAzmi 16th January 2007 09:44 AM

Ek Pyara Sa Dost
 
Doston
Mai aapke samne ek nazam pash ker raha hoon. Umeed kerta hoon ki aapko pasand aayegi ye nazam mere kisi khaas DOST ke liye hai...

Zindagi ki bheer me ke ajnabi mila,
Phir paas aaya mere or zindagi bana.

Kuch din to mere saath chala dost banke wo,
Phirbhi har moor per kuch fasla raha.

Jiska hua tujhe kabhi aihsaas tak nahi,
Wo derd humne zindagi ka beinteha saha.

Aie DOST tere dil ki kasak jaanta hun mai,
Gar mai nahi to chain se tu bhi nahi raha.

Aap ka dost
SHAAN
:)

munfairy 16th January 2007 06:35 PM

Assalam walekum SHAAN ji,
kaise hain aap?
bohot achhi koshish thi aapki,
yeh Ashaar hamein khaas kar pasand aaya

Aie DOST tere dil ki kasak jaanta hun mai,
Gar mai nahi to chain se tu bhi nahi raha.

Allah aur achha likhne ki taufik ata kare AAMIN

************************

Dost milte hain magar
har kisi ka saath sachha nahi hoTA
per aapka aur hamara milna
aisa bhi har baar nahi hoTA
************************
allah hafiz
**********(¨`·.·´¨) Always *************
`·.¸(¨`·.·´¨) Keep
(¨`·.·´¨)¸.·´ Smiling!
`·.¸.·´

TariqAhmadAzmi 17th January 2007 05:54 PM

Quote:

Originally Posted by munfairy (Post 223342)
Assalam walekum SHAAN ji,
kaise hain aap?
bohot achhi koshish thi aapki,
yeh Ashaar hamein khaas kar pasand aaya

Aie DOST tere dil ki kasak jaanta hun mai,
Gar mai nahi to chain se tu bhi nahi raha.

Allah aur achha likhne ki taufik ata kare AAMIN

************************

Dost milte hain magar
har kisi ka saath sachha nahi hoTA
per aapka aur hamara milna
aisa bhi har baar nahi hoTA
************************
allah hafiz
**********(¨`·.·´¨) Always *************
`·.¸(¨`·.·´¨) Keep
(¨`·.·´¨)¸.·´ Smiling!
`·.¸.·´


Munfairy ji K0 Mera Salam

Mai thik hun. Aap ne mere Ashaar parhe such mujhe bahut achaa laga or khaas ker aapka mere liye or achaa likhne ki khuda se duaa maagna suche bahut achaa laga perhker. Aap isee tarah mujhe parhte rahe or agar aapki dua or khuda ka saath raha to mai or bhi achaa likhne ki koshish karonga..Ameen
Aap esee tarah mujhe housala dete rahe..

Allah Hafiz
SHAAN:)
-------------------------------------------------------------
Gamo ki keder karo or unke saath jiyu.
Kyuki Gam kabhi fareb na denge khushi ki tarah.
Shaan

rohitsingh 17th January 2007 08:02 PM

mujhe sayai nahi aati

TariqAhmadAzmi 19th January 2007 09:34 AM

Thanx
 
Quote:

Originally Posted by rohitsingh (Post 223398)
mujhe sayai nahi aati

Rohit ji ko Mera salam,

Rohit ji ye achee baat hai ki aapko shayri nahi aati jo insaan waqt se chot khaya hota hai wahi shaire kar sakta hain aap itna kaam to zaroor ker sakten ki logo ko hosala dete rahen jyasa ki abhi aapne mere ashar per diya hai bas kisi shair ko yahi cheez chahye aap isee tarah humlogo ko perhte rahe.bas is umeed ke saath mai likhna banad karta hun. ok take care

SHAAN

Dhaval 19th January 2007 11:05 AM

shaan ji adaab aur namskaar

bahot hi achhi kosisH hai ye aapki aur se paRh ke bada achha laga .aapke ehsaas is meiN dikhai de rahe haiN ummid karta huN aap aage bhi yuhiN likhte raheNge

khus raheN aur apna khayal rakheN

duaoN ke sath ijazat

allah hafiz

aapka dost
dhaval

TariqAhmadAzmi 19th January 2007 05:58 PM

Bahut Shukriya
 
Quote:

Originally Posted by dhavalrami4you (Post 223520)
shaan ji adaab aur namskaar

bahot hi achhi kosisH hai ye aapki aur se paRh ke bada achha laga .aapke ehsaas is meiN dikhai de rahe haiN ummid karta huN aap aage bhi yuhiN likhte raheNge

khus raheN aur apna khayal rakheN

duaoN ke sath ijazat

allah hafiz

aapka dost
dhaval

Dhaval ji ko mera salam,:)

Aapne mere ashar pare Bahut bahut shukriya is nacheez ko hosla dene ke liye, Aap sab jyase dost ki wajah se hi mai shayri.com per aata hun yahan bahut or bahut achee log jo humare dost ban chuke hain. Aap isee tarah mujhe parte rahen mai koshish karonga ki kuch achaa likhon...
Ap ijazat dijiye Apna khyaal rakhiye or khush rahen, Take care

Alllah Hafiz
SHAAN

rohitsingh 19th January 2007 07:07 PM

Namaskar
 
Quote:

Originally Posted by TariqAhmadAzmi (Post 223513)
Rohit ji ko Mera salam,

Rohit ji ye achee baat hai ki aapko shayri nahi aati jo insaan waqt se chot khaya hota hai wahi shaire kar sakta hain aap itna kaam to zaroor ker sakten ki logo ko hosala dete rahen jyasa ki abhi aapne mere ashar per diya hai bas kisi shair ko yahi cheez chahye aap isee tarah humlogo ko perhte rahe.bas is umeed ke saath mai likhna banad karta hun. ok take care

SHAAN

Shaan ji namaskar

waise main bhi shayri karta hoon ek do najarana pess kar raha hoon

kisi se pyar karna bura to nahi
kisi ko dil me basana khata to nahi
gunah hai yeh jamane ki nazar me to kya
jamane wale khuda to nahi

TariqAhmadAzmi 20th January 2007 11:37 AM

Aap to shiyar bhi hain
 
Quote:

Originally Posted by rohitsingh (Post 223539)
Shaan ji namaskar

waise main bhi shayri karta hoon ek do najarana pess kar raha hoon

kisi se pyar karna bura to nahi
kisi ko dil me basana khata to nahi
gunah hai yeh jamane ki nazar me to kya
jamane wale khuda to nahi

Rohit Ji ko mera salam,:)

Kyaa baat hai rohit ji dheere dheer aap ke sabhi raaj khul rahen hai. Aap to ek achee shair bhi hain or aap ne ye raaj humse chupaya rahkhaa koi baat nahi shayri.com side hi aisee hai ki wah sabhi shayron ke dil ki awaz ko pesh kerne me hub sub ko ek plateform deta hai. Mai is side ka bhi shukerguzaar hun khyair aap isee tarh likhte rahne or khuda ne chaha to aap bhi shayri.com apne jagah bana sakte hai. ok ab chalta hun

[B]take care
Allah Hafiz
SHAAN
[/B]
------------------------------------------------------------------------
Gamo ki keder karo or unke saath jiyu,
Kyuki Gam kabhi fareb na denge khushi ki tarah.
Shaan

TariqAhmadAzmi 29th January 2007 09:19 PM

hello sana
 
sana ko mera salam

shaan
------------------------------------------------------------------------
Gamo ki keder karo or unke saath jiyu,
Kyuki Gam kabhi fareb na denge khushi ki tarah.
Shaan[/QUOTE]

aryanvishu 31st July 2007 12:53 PM

Quote:

Originally Posted by TariqAhmadAzmi (Post 223322)
Doston
Mai aapke samne ek nazam pash ker raha hoon. Umeed kerta hoon ki aapko pasand aayegi ye nazam mere kisi khaas DOST ke liye hai...

Zindagi ki bheer me ke ajnabi mila,
Phir paas aaya mere or zindagi bana.

Kuch din to mere saath chala dost banke wo,
Phirbhi har moor per kuch fasla raha.

Jiska hua tujhe kabhi aihsaas tak nahi,
Wo derd humne zindagi ka beinteha saha.

Aie DOST tere dil ki kasak jaanta hun mai,
Gar mai nahi to chain se tu bhi nahi raha.

Aap ka dost
SHAAN:)

wow kya baat hai

Aie DOST tere dil ki kasak jaanta hun mai,
Gar mai nahi to chain se tu bhi nahi raha.

tc bye
--aryan

TariqAhmadAzmi 22nd August 2007 05:39 PM

Quote:

Originally Posted by aryanvishu (Post 241241)
wow kya baat hai

Aie DOST tere dil ki kasak jaanta hun mai,
Gar mai nahi to chain se tu bhi nahi raha.

tc bye
--aryan

Thanx aryan ji,

aapko humari koshish achaa lagi, bas aap mujhe yun hi hausla dete rahen
take care
SHAAN

Ek_Haseena 12th July 2008 02:35 PM

TariqAhmadAzami wah wah kya shayere he aapke. Aapke shayere dekkar main to bade bade Shayeroke shayere bholgaye Bahot acha kalah hain aapka!!![COLOR="Red"]

Ek_Haseena 12th July 2008 03:11 PM

" Yadin, yadin hoti hain, Zindgi to nahin.Hum aap ke dil may rahatay hain, dooooor to nahin... "

sunita thakur 18th July 2008 02:29 PM

Quote:

Originally Posted by TariqAhmadAzmi (Post 223322)
Doston
Mai aapke samne ek nazam pash ker raha hoon. Umeed kerta hoon ki aapko pasand aayegi ye nazam mere kisi khaas DOST ke liye hai...

Zindagi ki bheer me ke ajnabi mila,
Phir paas aaya mere or zindagi bana.

Kuch din to mere saath chala dost banke wo,
Phirbhi har moor per kuch fasla raha.

Jiska hua tujhe kabhi aihsaas tak nahi,
Wo derd humne zindagi ka beinteha saha.

Aie DOST tere dil ki kasak jaanta hun mai,
Gar mai nahi to chain se tu bhi nahi raha.

Aap ka dost
SHAAN
:)


namaskaar shaan ji.............aapki nazam bahut acchi lagi...sabhi sher tareef ke kabil haiN :)

god bless u

TariqAhmadAzmi 18th October 2008 08:08 PM

Quote:

Originally Posted by Ek_Haseena (Post 296627)
" Yadin, yadin hoti hain, Zindgi to nahin.Hum aap ke dil may rahatay hain, dooooor to nahin... "

Thanx

aapko itne pasand aai

Yaadon se mere dost jaya na kijye,
mujhe tanhayun me rulaya na kijiye

thanx

yun hi padhti rahe
take care

~Shaan~

zainy 22nd March 2009 06:52 PM

Quote:

Originally Posted by TariqAhmadAzmi (Post 223322)
Doston
Mai aapke samne ek nazam pash ker raha hoon. Umeed kerta hoon ki aapko pasand aayegi ye nazam mere kisi khaas DOST ke liye hai...

Zindagi ki bheer me ke ajnabi mila,
Phir paas aaya mere or zindagi bana.

Kuch din to mere saath chala dost banke wo,
Phirbhi har moor per kuch fasla raha.

Jiska hua tujhe kabhi aihsaas tak nahi,
Wo derd humne zindagi ka beinteha saha.

Aie DOST tere dil ki kasak jaanta hun mai,
Gar mai nahi to chain se tu bhi nahi raha.

Aap ka dost
SHAAN
:)


bohat khoobsurat ehsaas hain.............ummid hai aapki ye pyari si nazm aapki dost ko zarur pasand aayi hogi...:)

zainy

TariqAhmadAzmi 2nd June 2009 05:05 PM

Quote:

Originally Posted by sunita virender (Post 297338)
namaskaar shaan ji.............aapki nazam bahut acchi lagi...sabhi sher tareef ke kabil haiN :)

god bless u


thanx........................
humare ahsaas ji aapne samjha

yun hi likhte rahe.....

Baqtiar 2nd June 2009 05:16 PM

Tariq Saheb bahut hi khoooobsurat ehsaas hai
dosti kya hai ye sabko aapse seekhna chahiye

tahey dil se daad quboool kijiye...
dil fareb aur dil ko chu ne wali ghazal hai...khush raheye

Baqz ( Sameer in disguise)

TariqAhmadAzmi 10th June 2009 04:50 PM

Quote:

Originally Posted by zainy (Post 341690)
bohat khoobsurat ehsaas hain.............ummid hai aapki ye pyari si nazm aapki dost ko zarur pasand aayi hogi...:)

zainy

kaash wo padh paati..................
der ke liye maafi.. aapne ehasaas ko samjha achaa laga

apna kyaal rakhe or hamesha muskurate rahe..................:)
t.k.


All times are GMT +5.5. The time now is 03:50 PM.

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.