Shayri.com

Shayri.com (http://www.shayri.com/forums/index.php)
-   Shayri-e-Dard (http://www.shayri.com/forums/forumdisplay.php?f=4)
-   -   dard .... (http://www.shayri.com/forums/showthread.php?t=57060)

jawed 26th July 2007 06:09 PM

dard ....
 
Woh kahte hain humse ki bhool jaaao hamein,
Bhula do woh sare pal jo kabhi humne saath guzare the,
Jala do woh sare khat jo kabhi humne likhe the,
Woh badi aasani se yeh kahker mera sab kuchh chheen le gaye,
Na main unhen jawaab de paaya aur na woh sunne ke liye ruke.

Ab neend kise kahte hain yeh bhi bhool gaya main,
Aksar tanhaaiyon mein unhen yaad kerna,
Unke likhe khaton ko baar baar padhna,
Yahi mera muqaddar ban gaya hai.

Main jaanta hoon ki ab woh nahin aayenge,
Fir bhi raahon mein palken bichhaye baithe hain.
Aey kaash koii jaa ke unse pooche
kis ke sahare pe mujhe chhor gaye hain woh.

mausam 26th July 2007 06:56 PM

kaise hain jawed ji..............
bahut dard hain aapki kalam mein ..par sachaai bhi..aur likha bhi kafi badhiya hain.....aise hi likhte rehna

Woh kahte hain humse ki bhool jaaao hamein,
Bhula do woh sare pal jo kabhi humne saath guzare the,

Woh badi aasani se yeh kahker mera sab kuchh chheen le gaye,
Na main unhen jawaab de paaya aur na woh sunne ke liye ruke.

Aksar tanhaaiyon mein unhen yaad kerna,
Unke likhe khaton ko baar baar padhna,
Yahi mera muqaddar ban gaya hai.

aise hi yaha aate rehna.........

mausam:):)

jawed 26th July 2007 07:22 PM

mere kalam ko padhne ka...bahut bahut shukriya mausam ji....

Mohammad Kashif 26th July 2007 09:38 PM

Quote:

Originally Posted by jawed (Post 240347)
Woh kahte hain humse ki bhool jaaao hamein,

Bhula do woh sare pal jo kabhi humne saath guzare the,
Jala do woh sare khat jo kabhi humne likhe the,
Woh badi aasani se yeh kahker mera sab kuchh chheen le gaye,
Na main unhen jawaab de paaya aur na woh sunne ke liye ruke.
Ab neend kise kahte hain yeh bhi bhool gaya main,
Aksar tanhaaiyon mein unhen yaad kerna,
Unke likhe khaton ko baar baar padhna,
Yahi mera muqaddar ban gaya hai.
Main jaanta hoon ki ab woh nahin aayenge,
Fir bhi raahon mein palken bichhaye baithe hain.
Aey kaash koii jaa ke unse pooche
kis ke sahare pe mujhe chhor gaye hain woh.

JAVED sahab ko mera salam bahut hi umda likha hai apne apka likh hume pasand aya dilse nikli daad hazir hai kubool ho.........aap ka dost

jawed 27th July 2007 03:30 PM

Bahut Bahut shukria Kashif sahab.....

ki jo humne likha woh aapko pasand aaya...

munfairy 27th July 2007 03:55 PM

frnd 4 ever
 
Quote:

Originally Posted by jawed (Post 240347)
Woh kahte hain humse ki bhool jaaao hamein,

Bhula do woh sare pal jo kabhi humne saath guzare the,
Jala do woh sare khat jo kabhi humne likhe the,
Woh badi aasani se yeh kahker mera sab kuchh chheen le gaye,
Na main unhen jawaab de paaya aur na woh sunne ke liye ruke.
Ab neend kise kahte hain yeh bhi bhool gaya main,
Aksar tanhaaiyon mein unhen yaad kerna,
Unke likhe khaton ko baar baar padhna,
Yahi mera muqaddar ban gaya hai.
Main jaanta hoon ki ab woh nahin aayenge,
Fir bhi raahon mein palken bichhaye baithe hain.
Aey kaash koii jaa ke unse pooche
kis ke sahare pe mujhe chhor gaye hain woh.

Aadab JAWED ji,
kaise hain aap?

MASHA ALLAH,

BOHOT KHOOB.

dard se bhare,,aur dil ko chhu jane wali,,is mukammal nazam ke liye,,,dilse nikli daad kabul kijiye,

ALLAH apko aur tarakki de,
AAMIN,SUMM AAMIN.

apna khayal rakhiye,
KHUSH RAHIYE,
ALLAH HAFIZ

Apki dost
HASSONI,
( HaSSaN ki SoNi )

()""""()()""""()
( ,'o' ) ( ,'o' )
(,) (,) (,) (,)
SoNY _ HASSAN
forever..
and ever and ever!

**********(¨`·.·´¨) Always *************
`·.¸(¨`·.·´¨) Keep
(¨`·.·´¨)¸.·´ Smiling!
`·.¸.·´

jawed 27th July 2007 07:17 PM

Zaaranawazi ka shukriya sony sahiba....

Jawed

Woh jaante the haalaat mere fir bhi doston...
usne mizaz poochhker dil dukha diya...

Mayank 27th July 2007 07:44 PM

jawed jee:

Really an outstanding work:)

Kitna aasaan hota hai yeh kahana kii bhool jaao.. lekin.........

Mayank

rajveeer 28th July 2007 11:44 AM

nice
 
Quote:

Originally Posted by jawed (Post 240347)
Woh kahte hain humse ki bhool jaaao hamein,
Bhula do woh sare pal jo kabhi humne saath guzare the,
Jala do woh sare khat jo kabhi humne likhe the,
Woh badi aasani se yeh kahker mera sab kuchh chheen le gaye,
Na main unhen jawaab de paaya aur na woh sunne ke liye ruke.

Ab neend kise kahte hain yeh bhi bhool gaya main,
Aksar tanhaaiyon mein unhen yaad kerna,
Unke likhe khaton ko baar baar padhna,
Yahi mera muqaddar ban gaya hai.

Main jaanta hoon ki ab woh nahin aayenge,
Fir bhi raahon mein palken bichhaye baithe hain.
Aey kaash koii jaa ke unse pooche
kis ke sahare pe mujhe chhor gaye hain woh.

jawed bhai ko raj ka adaab........jawed ji bhut khub bilkul ek ek lafaz sacha hai aapki nazam ka.....daad hazir hai........raj.......

Dhaval 28th July 2007 12:18 PM

Bahot Khuub jawed jee....

apney jaZbaatoN ko YuuN hii bayaaN karte rahiYe...

KhuSh raheN... apnaa Khayaal raKheN...

duaaoN ke saath ijaazat

aapka dost

~ Dhaval

jawed 30th July 2007 03:06 PM

Shukriya Mayank ji, Rajveer ji and Dhaval ji.....ki aap logon ko mera likha kalaam pasand aaya....bas iase hi aate rahiye...

acharya_mj 30th July 2007 04:09 PM

hi
 
Quote:

Originally Posted by jawed (Post 240347)
Woh kahte hain humse ki bhool jaaao hamein,
Bhula do woh sare pal jo kabhi humne saath guzare the,
Jala do woh sare khat jo kabhi humne likhe the,
Woh badi aasani se yeh kahker mera sab kuchh chheen le gaye,
Na main unhen jawaab de paaya aur na woh sunne ke liye ruke.

Ab neend kise kahte hain yeh bhi bhool gaya main,
Aksar tanhaaiyon mein unhen yaad kerna,
Unke likhe khaton ko baar baar padhna,
Yahi mera muqaddar ban gaya hai.

Main jaanta hoon ki ab woh nahin aayenge,
Fir bhi raahon mein palken bichhaye baithe hain.
Aey kaash koii jaa ke unse pooche
kis ke sahare pe mujhe chhor gaye hain woh.

bahut hi achha likha hai jawed ji aap ne yunhi likhte rahiyega
dil se daad kabool karen

regards
manu

UnwrittenStory 31st July 2007 05:59 AM

Bahot Khoob
 
hello Jawed well said. kitana badhiya likha hai apne its an excellent work. apne dard ko badi khoobi se zuban di hai apne. keep writing

god bless u

UnwrittenStory

jawed 31st July 2007 01:32 PM

Quote:

Originally Posted by UnwrittenStory (Post 241194)
hello Jawed well said. kitana badhiya likha hai apne its an excellent work. apne dard ko badi khoobi se zuban di hai apne. keep writing

god bless u

UnwrittenStory

Bahut bahut Shukriya UnwrittenStory ji (Real name don't know).....ki aapko mera likha pasand aaya....

jawed 31st July 2007 01:33 PM

Quote:

Originally Posted by acharya_mj (Post 241097)
bahut hi achha likha hai jawed ji aap ne yunhi likhte rahiyega
dil se daad kabool karen

regards
manu

Bahut bahut Shukriya Manu ji ....ki aapko mera likha pasand aaya ....bas aise hi hausla afzai kerte rahiye......

All times are GMT +5.5. The time now is 08:51 AM.

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.