Aaye kaha se lout kar aankho ko neendeiN Ab.
Aaye kaha se lout kar aankho ko neendeiN Ab.
Latt pad gayi Aankhon ko tere intezaar ki Mud kar kahaan mumkin hai ham peeche dekh le Lat pad gayi gardan ko bahoon ke Haar ki Tu saz sawanr ke kyu bhala nikli hai janeman Tujhko hai kab jaroorat solah singaar ki Mousam ki rangeeniyaN Ab rayiengaa hai sab Aankhon me utar Aayi hai rangat khumar ki Nazuuk si vo kali hai dil me basi hui Armaan ko kya jarurat Ab Hai bahar ki Ash@armaan@ |
Bahut hee khoob kalaam likha hai aapne...daad kubul karein...khush rahein ..aate rahein
|
Aaye kaha se lout kar aankho ko neendeiN Ab.
Latt pad gayi Aankhon ko tere intezaar ki Mousam ki rangeeniyaN Ab rayiengaa hai sab Aankhon me utar Aayi hai rangat khumar ki Wah, kyaa baat hai. Bohot khoob. Likhte raheiN. Khush raheiN. |
All times are GMT +5.5. The time now is 06:56 AM. |
Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.