"Santra Kha Ke"
dosto maine yeh game kahi dekhi thi aur ab aapke saath jaha khelne chahti hoon.....umeed hai aap sab mere saath rahogey....yeh game hai ki humey aapni har baat ke peechey lagana hai "Santra kha ke"
lijiye mai.n shuru karti hoon game....santra khake :) ab jaldi kijiye aap bhi .....santra khake ;-) |
Quote:
Kya game hain yeh di..santra khake......... kya karna hain ismein..santra khake:D chalo main chalti hoon....santra khakeee:D |
Quote:
aree guju ladki jo kar rahi ho sahi hai....santra khake aur mam jati kaha ho......santra kha ke |
bahut bada ho gaya main.........santra kha ke
ladikyon aab peeche aati hain..........santra kha ke lol lol |
munna, maine abhi tumhey PM kiya hai....santra kha ke
mujhe to tum bahut chottey lagtey ho....santra kha ke ;-) |
main abii aapka pm padta hun...santra kha ke
abb main aaple kaunga....santra kha ke :) |
Sunita G aaj ja raha hoon Santra kha ke
kal phir milunga Santra kha ke bbye to all of you aur haan Santra khana na bhoolna Santra kha ke.. |
Quote:
yeh to galat game ho jayegi.....santra kha ke munna kal mai.n office se chutti par hoon.....santra kha ke so site par nahi aaungi mai.n........santra kha ke |
chutti mila gayi santra kha ke
bahut miss karenge santra kha ke chalo apple nahi khaynge santra kha ke agar bhuk lagi to kya khayun santra kha ke |
Quote:
|
aree...manish...es se panga mat lena...santra kha ke
yeh bahut sar firi hai :cool:.....santra kha ke pooja bahut pyari hai...:p:p.santra kha ke |
Quote:
god pe gussa kabhi na hona santra khake...:) apne di ki yeh baat man le santra khake...:) mujhe uska nam batade santra khake...:D taki uski main pitai karu santra khake:D fir bazaar se aur le au santra santra khake...:D |
didi main b sar fira ho gaya.....santra kha ke
pooja ko jail lunga...santra kha ke hum b punjab se hain........ santra kha ke dekhna main kya karta hun.....santra kha ke |
abi chali santra kha ke
bad me javab dungi santra khaa ke.......... hehhehehe bye bye santra khaa ke |
hey ram....ab kaya hoga...santra kha ke,
2 sarphiry ek saath jaha...santra kha ke |
abb to bahut kuch ho ga...santra kha ke
aap tayar ho jayein............. santra.... kha ke sharaab vali post par jayen..........santra kha ke batayein kaisa laga.....santra kha ke |
kaise jau waha mai.n....santra kha ke,
mausam aur santre manga rahi hai....santra kha ke chorr kar jane ka man nahi hai....santra kha ke par jana hi padeyga ....santra kha ke |
mujhe nasha ho gaya santra khake
main akeli jhumne lagi santra khake:D:D koi mujhe bachao santra khake main girne lagi santra khake:D |
jaldi jayein...aur jaldi aayein........ santra kha ke
varna koi aur kha jayega app kha santra....apna........santra kha ke |
masaum didi behak gaye.......santra kha ke
kuch aur kahaya........santra kha ke chot to nahi lagi.......santra kha ke ek aur santra kana.........santra kha ke |
santra chilke haat dukh rahe hain santra khake.
aur khaya to mar jaungi santra khake.... bahut khatte hain yeh naye santre santra khake... koi mere liye strawberries le aao santra khake:D |
Quote:
jab aapni saja puri karei.....santra kha ke raat ko dance karna hai....santra kha ke aur aapne hubby ki baat nahi sun-ni hai...santra kha ke |
strawberries kana manna hai...santra kha ke
santra hi kana hai......santra kha ke mujhe pyaas lagi hai......... santra kha ke paani ka taste b santre jaise hai..........santra kha ke |
Quote:
jo aisi sazaa di apne mujhe santra khake fikar na kare di aap meri santra khake woh aaj raat ghar nahin ayenge santra khake woh bahar gaye hain santra khake... kal ayenge woh ghar santra khake yahooooooooooooooooooo aaja nachle santra khake........ di ki sazaa waste ho gayi santra khake:D:D |
Quote:
fruitwale ne aur dene se mana kar diya santra khake... paaani dawaa lagta hain santra khake... ab icecream khayenge santra khake |
yhe saaja kal se shuru hai......santra kha ke
abb main huss raha hun....santra kha ke........ paro bhangra.....santra kha ke main b chala........santra kha ke |
Quote:
saza to ho chuki aaj santra khake.. ab main bhi chalti hoon santra khake... ho sakega to fir aungi santra khake... warna kal milenge santra khake.... di yeh kya game layi aap santra khake.. badaa mazaa ayaa santra khake:D:D |
maiN bhee aa gaYaa saNtraa Khaake...
aap sab chhilke KhaayeNge saNtraa Khaake:D |
Quote:
lekin aap to gayab ho santra khaa ke:rolleyes: |
hahahahha app bhi na santra khake
pagal hogaye hain santra kha ke:p:p |
haye allaah santra khaake
mujhe paagal bana diya santra khaa ke |
Quote:
arey nahi tumhara reply to apna reply dene ke baad dekha santra kha ke:p pooja ke ilawa sab pagal santra kha ke ab kal meri class lagay gi in sab se santra kha ke |
hahahahahaha vary funny santra khaa ke
achha abhi jana hai santra khaa ke milte hain break ek baad santra khaa ke |
Quote:
|
Quote:
|
Quote:
|
koi hai santra khaa ke?
|
main hoon santra kha ke
pehla italian naam batayo santra kha ke bahut gusse wala aadmi hun santra kha ke jaldi jaldi naam batayo santra kha ke |
sabhii dostoN ko good morning santraa Khaake:D
|
very good after noon all of you santra khake....
AAj main bahut thak gayi hoon santra khake.. bahut kaam kiya ghar mein santra khake AAj ek bhi servant nahin aayi santra khake.. jaane kaha sab ki sab gayi santra khake...:D |
All times are GMT +5.5. The time now is 02:55 PM. |
Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.