View Single Post
Old
  (#60)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
9th July 2015, 03:32 PM

Quote:
Originally Posted by ISHK EK IBADAT View Post
Sunita jee, Aapne sahi kaha shaant to mai hoon aur prabhu kripa hi hai ki man shaant hai. Yada kada gussa bhi aata hai lekin kshanik hi aata hai. Bas control kya karna hai agar koi baat aisi saamne aa jaaye to gussa paida kar rahi hai to mai bahas na kar hat jaata hoon apne ko doosre kaary me vyast kar deta hoon gussa chala jaata hai kisi bhi baat se apne aham ki pushti nahi karta bas ye hi kaaran hai ki gussa thahrata nahi hai.

radhe radhe

Rajinder ji........bahut khoobsurat jawaab diya hai aapne, gussa control karne ka solution bhi bataya shukriya


agla sawaal:

1. aap pichley 6 saal se sdc se judey hai, aapne en 6 saaloN meiN sdc meiN kya badlaav mehsoos kiye ?

2. agar aapko SDC meiN kuch badlaav karna ho to aap kya badlaav karna chaheNge ?

2. aap ko agar SDC ki shaan meiN kuch kehna ho to aap kya kaheNge


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote