2nd June 2010, 01:25 AM
Bazaar e ishq mein kharid farokhat kare Parwaaz
Kayi din ho gaye hume naya ghusla badle huye
Faisle taqdeer ke lakeere badal nahi sakti
Eh insaan teri uske aage hargiz chal nahi sakti
Aaj tu zameen par hai kal zameen mein hoga
Maut tujhe aani hai har roz tal nahi sakti
|