hi....
main mausam tumhari mehfil mein late as always par kya karu probs hi itni badi thi ke aa nahin payi......hamesha ki tarah ek aur dil lubhata hua sunday special....ab to tumhare sunday special ki adat si ho gayi hain......wow kya topic choose kiya hain aur words bhi.......kitne romantic.........pyar na karna chahe to bhi ho jaaye.......2 good.....waise illustartion pe balon ke color ki tum chinta na karo aajkal fashion hain so roop bhi karva legi....hee
tumhari dost..
mausam