11th August 2010, 01:31 AM
jabse gali sharab mein mashhoor ho gaya
tabse dil-e-dard se mai door ho gaya
peeta hoon mehfi-e-yaar mein jahan bhool kar
ab nasha hi meri shakl ka noor ho gaya
anjana prem sab meri muskurahat se jalte hai, mai sabko hasata chala gaya. pasand thi jamane ko meri barbadi, mai unpe dil-o-jaan lutata chala gaya.
|