View Single Post
Old
  (#140)
roopali
sifar
roopali is a jewel in the roughroopali is a jewel in the roughroopali is a jewel in the roughroopali is a jewel in the rough
 
roopali's Avatar
 
Offline
Posts: 957
Join Date: Oct 2003
Rep Power: 24
28th April 2004, 04:39 PM

Gumnam ji mujhe itni knowledge nahin hai likhne ki..but sikhna jaroor chahoongi
Well ek sher post kar rahi hoon….i knw jaroor galtiyan hongi & I hope ki aap sab usse sudhar denge issi bahane main bhi kuch sikh jaoongi..shukriya.
Ghazal ka 6th sher

Tum meri wafaaon Ka sila Kyon Nahi Dete"
Ya phir meri saanso ko ghata kyon nahin Dete"?

-Gumnam

Hai Khaak hui jal kar, hasrat e mohabbat,
Chingaariyon ko Bujhhti, hawa kyu nahi dete?

-Banno

jeene ka maqsad ab to, kuch bhi nahin baki,
marne ka bahana bhi bata kyun nahin dete?

-Manoj Kureel

Badhne laga hai dard andheroN sa jami par
Tum ummeed-e-shama koi, jala kyoN nahi dete?

-Chand

Mujhe haD se guzarne ka koi shauq nahi hai
meri haD kya hai mujhko bata kyon nahi dete.

-Talib

Rookhsat hui ja rahi hain khushiyan sabhi
Tum bachi hui aas ko bhi baha kyon nahin dete?


Main zakhm zakhm hoon phir bhi tujhe dikhayi na doon
tadap uthoon bhi toh zalim teri duhayi na doon
(NM)
   
Reply With Quote