Dil... thikana! -
8th March 2003, 09:27 PM
dil ka koi thikana nahi hota
saath hota hai jo
wo anjana nahi hota
sab janta hai jo
usey kissi gham ko chupana nahi hota
chahat mein uski rehtey hain subha shaam
yeh dil youn hi to deewana nahi hota
hAYA
Karti Nahi Shairee... aur qalam utha rakha hai.....
Ay zindagi terey har modr ko kagaz pe saja rakha hai....
|