Thread
:
~.. Baandhiye
View Single Post
(#
7
)
janumanu
Banned
Offline
Posts: 2,586
Join Date: Jun 2008
Location: New Delhi
Rep Power
: 0
16th December 2012, 07:03 PM
Quote:
Originally Posted by
uff ak
bhai 2nd , 4th aur 5th ashaar ko samajh nahi paaya main.............ho sake to inki explaination kar de............baaqi ke sabhi ashaar achchhe rahe...........daad qabool kare.............take care
shukriyaa bhayee ..................
chalo kuch aisa hai jo tumko samjh ni aata hai
chalo let me try... magar tumhi kahte ho na... apna kaha aap his amjhe to kya samjhe.... magar yaar ........ jo na samjhe wo anaari hai ..
are yaha par ek "Anaari" sahab bhi thye...
----
jism se rooh tak ek sa bandhiye
naam se naam ko naam sa bandhiye
haan to ye sher yuN hai... yaar teri bhabhi k liye likhaa hai... aur un sabke liye jo shadi karne wale ho ....
jisme se rooh tak .. ek sa bandhiye ...
ek sa bandhiye means .... jism aur rooh ko ek sa milaa do...
naam ko naam se ...... naam sa bandhiye...
means apne naam ko uske ya mere... naam se aise jodo ki ek hi naam lage
jaise teri bhabhi pahle aarti
chandel
thi... fir.. after shadi aarti
rana
ho gayee
theek
----
ye jo dil hai kayee raste haiN ise
aisa kariye ise do jagah bandhiye
hmm.... yaar kitna aasaan sher hai....
oola main kaha hai ki ye jo dil hai... iske pas bahut raaste hai... bhaag jane ke ud jane ke...
aisa karo... ise ek baar ni do baar yaa do jagah se baandho.... haatho se pairo se.. ab dil ke hath pair na dhoonda
sabne dair-o-haram maiN hai baandha use
aap bhi Qaafiye meiN khudaa bandhiye
oolaa to samjh aa gaya hoga ... means sabne ... khuda ko.. mandir masjiz main .... seemit .. kar diyaa hai... baandhne se yaha matlab ... limit main kar dene se hain ..... koe sach main baandhne se ni... u know its not possible to say
to sher aapse kuch ye kahta hai ki
ufaq saab .. sabne apne mandir masijid main khuda rakh liyaa .. aap shayer ho... qafiye main khudaa bandh lo..
qafiyaa bandhnaa means .... kafiyaa lagana ....
yaani khuda ko qafiye main use karo...
jaise maine khudaa ko kafiyaa banaya ...
so bas itna hi tha isme...
halki fulki ghazleN likh shayar bantaa firta huN
ye bhi sab uska socha ho.... aisa bhi ho sakta hai
janumanu
View Public Profile
Visit janumanu's homepage!
Find More Posts by janumanu