12th February 2009, 11:27 PM
Haqeeekat ho tum, kaise tujhe apna kahun ?
Tere har dard ko main apna kahun,
Sab kuch qurbaan hai mere yaar tere liye,
kaun hai tere siwa jise main apna kahun
AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
|