View Single Post
Old
  (#24)
furqann
Registered User
furqann has a spectacular aura aboutfurqann has a spectacular aura about
 
furqann's Avatar
 
Offline
Posts: 159
Join Date: Jul 2014
Location: mumbai
Rep Power: 11
15th July 2014, 02:01 PM

Quote:
Originally Posted by N@zneen View Post
Mere dost ladki bus aur train ke piche nahin bhaagna chahiye, ek jaegi to dusri ayegi ye dialogue yaad hai

On a serious note ladki hamesha majburi mein sath chhorti hai aur wo majburi ghar ki izzat hoti hai......so called society ladki ke bhaagne ke baad uski family ko jeene nahin degi......ladkon keliye asaan hota hai majnu banke ladkiyon ko bewafa kehna jo ladka sachcha pyar karega apne pyar ko puri izzat ke sath haasil karega.....agar usmein itni himmat nahin to pyar na karein qki kamzor logon ka pyar bhi kamzor hota hai waqt ki sakhti tod deti hai aage chalke phir wahi pyar khatakne lagega isliye bewafa koi nahin 'kind of love' matter karta hai ki kis tarah ka pyar hai.

dialogue to yaad bt agar inme se koi hamare piche aaye to kya kare ????
kyu k hame kisi k piche baghna pasand nahi bcz gulami to ham bas khuda ki karte hai dunya k liye to ham kal bhi badsha the aur aaj bhi hai :P

I agree ladki hamesha majburi me saath chorti hai bt shayad tum mere comt thk se read nahi kar rahe mera sawaal ab bhi wahi ka wahi hai n bcz jis majburi ki tum baat kar rahe ho shadi k bad nahi hoti wo

re read karo ise shayad samajh pao

(ye story kahi na kahi
kai logo k life se related hai jo saath
jeene marne ki qasame khate hai aur
{unme se ek chalte chalte thak jaata
hai aur saath chor jaata hai hamesha
k liye} aur jaate jaate apne pyaar ko
jeene ki saza de jaata hai tab ye baat
samajh nahi aati k saza kyu mili wafa
ki ya bewafai ki qasme to dono ne
khai thi to wo jo chale Gaye bewafai
ki ya ye jo zindagi saza ki tarha jee
raha hai kis ki saza hai wafa ki
ya................)

baat ladke ya ladki ki nahi hai wo koi bhi ho sakta n kabhi waqt Mila to is se related ek story batauga jo sachai hai kisi Ajnabi k life ki wo ajnabi jo kabhi bohat mashhoor hua karta tha aur ab khud k liye ajnabi ban gaya Pata nahi kiya chahta hai kis bhool ki khud saza de raha hai kahi na kahi is story me Maine uske sawaal ka jawaab talaashne ki koshish ki hai



safar yun hi Kat jaye khushyon bhara
sa
dua hai rahe saath yun hi hamara
ye mehfil hamesha sab yun hi sajana
ham na ho jahaa'n me to yaad rakhe zamana



I like 2 wlk in rain bez its hide my
tears bcz

My smile is fake.......

Last edited by furqann; 15th July 2014 at 02:10 PM..
   
Reply With Quote