View Single Post
Old
  (#773)
aadeil
Registered User
aadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud of
 
aadeil's Avatar
 
Offline
Posts: 1,646
Join Date: Oct 2013
Location: Mumbai, India
Rep Power: 22
26th August 2014, 12:40 PM

Quote:
Originally Posted by Hassan View Post
guzre haiN zeest meiN janay kese kese nasheeb-o-faraaz
zikr hua hai to batlaatay haiN kese hua pyar ka aaghaaz

pan-ghat pe mili alhad si mutyaar, jis pe hum dil the gaye haar!
Qurbat hi faQt matloob rahi, dil meiN kabhi rakhi na koi aaz

faQt : only, just
aaz : desire

tamaam lawaazim us ke rakhe apne sir pe aur chal pad’ay!
dar tha woH uktaa na jaye raste meiN, hum ban gaye laffaaz

lawaazim : baggage
laffaaz : one who talks too much

lazim tha ke zindagi ik dosray ka aasra ban ke basar karte
kiya waada, rakheN ge aise aap ko jese aap koi Khuda-saaz

Khuda-saaz : God’s gift

‘parStaar’ naazaaN hai bohat apne pyar pe aur ba-zidd hai ke!
dil masroor rahe taa-umr gar paas rahe woH nau-bahaar-e-naaz

naazaaN : proud, arrogant
taa-umr : life long
nau-bahaar-e-naaz : lover
waaaaaaaaaaaaaaaahhhhhhhhhh!!!
Hassanbhai, laajavaab... iise aap shayri-e-ishq meN bhii post kar dijiye... behad khubsurat hai ye rachnaa (banjaaran kaa naam nahi hai tehriir kii baat kar rahaa hooN) .........



ख़ुदा परेशां तेरी बला से तेरे सितम से तेरे अधम से
अगर हसीँ होते ज़ुल्म तेरे तू भी तो कुछ शर्मसार होता



http://www.shayri.com/forums/signaturepics/sigpic89874_2.gif
   
Reply With Quote