Quote:
Originally Posted by mussafir
Bahut acha likha hai dost....
Bass do ALfaaz apkey likhey hue dard main pesh hai...
Roya Karengey aap bhi pehron issi tarah jab atka kahin jo apka dil bhi meri tarah...
|
janaab mussafir sahib aapko raj ka salaam.....aapne apna keemti waqt nikaal kar mujh nacheez pe karam kiya mere kalaam ko parne ke qabil samjha main tahe dil se aapka shukar guzaar hoon.....umeed hai yu hee aapka saath milta rahega......take care........raj.........