View Single Post
Old
  (#6)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
30th October 2010, 08:31 AM

Lamha Ji .. Namaste !

Aapki Ghazal ke ehsaas bahut khoobsurat lage mujhe ... sabhi ashaar ki saadgi aur maasumiyat ko aakhir tak barqaraar rakhne ki koshish acchi lagi mujhe ... kuch sher mujhe behad pasand aayen ... khaas kar matlaa bahut asardaar laga mujhe ....


daikha nahi hai usko magar jaanti hun main
qadmoN ki aahatoN se pehchaanti hun main


Tahe Dil Se Daad Hazir hai ...

Reps +++++++++++++ Added

aise hi likhti rahen aage bhi ... khush rahen ...

duaaon ke saath ....




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----

Last edited by naresh_mehra110; 30th October 2010 at 08:35 AM..
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote