View Single Post
Old
  (#119)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
4th November 2015, 03:44 PM

Quote:
Originally Posted by KunaaL View Post

Mujhe koi yaad kar le ye hi kaafi hai ... aur wo yaad buri na ho ye tamanna rahegi .. (bahut khoob Kunaal ji )



saahab waseem barelvi ka ek sher ..

hai jeene ka haq usi ko is zamaane maiN ..
jo idhar ka lagta rahe aur udhar kaa ho jaaye..
(baat to yeh galat hai par sher sahi hai, aaj log aise hi haiN)


ye sher abhi do din pehle hi likha hai.. sabhi chahne waloN ke naam ...

Sifar kuch bhi nahi uns-o-rafiiqoN se juda hoke..
magar asraar kuch dil maiN dabe rehna zaroori hai ...

Kunaal
(bahut khoobsurat sher...poori gazal padne ka mokka bhi dijiye)

Kunaal ji........aapko jaan kar bahut accha lga, agar yeh guftagu ka silsilla yahan na hota to shayad kabhi bhi aapko etne kareeb se jaan.ne ka mokka hi nahi milta, eske liye maiN sdc ki shukarguzaar hu aur apni es selection (aapko guftagu meiN laane) ke liye muje bahut khushi ho rhi hai...umeed karti hu aapse ab raabta bana rhega.

aur ham duaa karte hai bhagwaan se ki aap ab jaldi se shaadi ke bandhan meiN bandh jaaye aur aapki zindgi gul se gulzaar ho jaaye


aapne meri baat maan kar, apna keemti waqt ham sabko diya eske liye aapka bahut bahutttttt shukriya.

bahut si duaoN ke saath


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...



Last edited by sunita thakur; 4th November 2015 at 03:54 PM..
   
Reply With Quote