25th January 2015, 09:07 PM
Ah ha ha ..Hassan bhai aap tau ankhon ankhon pe bahut kuch keh gaye bhai ...
Hazaaron in se qatal hue hain
Khuda ke banday sambhal ankhien
Apke ke makte ne tau mera bhi qatl kar diya .... hazoor aap ke kalam tau humare liye
aise ho gaqye , jaise ki Eid ka chand ... Yun hi aate rahein aur dil lubhate rahein ...
Sanjay Sehgal
khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.
|