View Single Post
Re: Mil jata gar aise ,mujhe hichk na ho haath feelane se
Old
  (#6)
manoj kureel
Kureel
manoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of light
 
manoj kureel's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Jul 2003
Location: new delhi INDIA
Rep Power: 28
Re: Mil jata gar aise ,mujhe hichk na ho haath feelane se - 30th May 2006, 02:39 PM

Duniya he paathar ki ,main patthar ko shiv kar detee
Gar mil jaati sachhi murat,apnee ankhon ka jal detee
Har murat mai ravan ne aakaar liye kaha jana maine
Pyaar nahi milta, pattharo.N par ansoo bahane se

chhote se kisse ko fasana bana hi diya logone ne
aaj fir pyaar par ilzam laga hi diya logon ne
Sawalon,ke kathaghre mai kadhi hairan hoon zindgi
Duniya ne uthaya fayada ,kya khoob bhahane se


kya kehne..!!! wah..!!!
shrdh ji
bahooot khooob...!! padhte hue yun laga jaise dil nikaal kar rakh diya hai aapne...jis bebaaki se apne jazbaaton ko nazm ka aakaar dia hai aapne,,wo kaabile tareef hai..meri daad kubool kijiye
-MANOJ


apne usoolon par ham apne andaaz se chalte hai
karte hai jo "kureel" se gila karte rahein.
  Send a message via Yahoo to manoj kureel  
Reply With Quote