Thread: Pallavi
View Single Post
hi
Old
  (#26)
chandsi
Registered User
chandsi will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 1,192
Join Date: Sep 2004
Rep Power: 21
hi - 23rd August 2005, 06:18 PM

me sorry MR CHAAND AND meena ji ..........agar mere kisi bhi baat se aapko dukh huaa ho ................


but sach.. maine bas itna hin kaha ki kahaani ek jaisi hai ..........
...iska matlab ye bilkul nahi tha ki chaand ji ka koshish kabilee taareef na tha ,,,,,,,,,,,,,har ghar .har gali ...har shehar ki ek hin kahaani ...............kaahaani ek jaisa hona koii aashchray waali baat nahi thi ..........issliye bilkul dill se na laagaaye aap dono ............


kahaani kya har poem maine har shayri maine aapko shabd alag milega lakin BHAV wahi hota hai .......kooi royaa toh kooi hasta hai .......kooi bichda toh kooi............


jab main iss site main aai thi main pagloono ki tarah sabse puchti thi ki ...mere hin sahbd kahaa se churaaye unhone ......mujhe lagta tha ki na jaane ye sab koun likh raha hai ..........kunal se bhi priya se bhi sabse maine yahi puchaa ki ye saare poems jo wo likhte hain kaha se likhte hai kyoun ki mujhe lagta tha ye saare shabd mere hain ..........

issi tarah ......wo chmeli ki story ho ya kisi aam dukhi insaan ki
har ek story ek si hin hoti hai.............


aap dono ka likha kaafi achca hai .........sabne pasand bhi kiya ............plz likhte rahiye .............


bye tc




.
Bada hua to kya hua jaisay paid khajoor,
Panthi ko chhaya nahin, phal laagen ati door.

Nahaye dhoye kya bhala jo man ka mail na jaay
Meen sada jal mein rahe par tan ki baas na jaay

Akath Kahani Prem Ki, Kutch Kahi Na Jaye
Goonge Keri Sarkara, Baithe Muskae





.................................bye and tc ..................
   
Reply With Quote