View Single Post
Old
  (#6)
salauddin.azam
main shayar to nahin
salauddin.azam is on a distinguished road
 
salauddin.azam's Avatar
 
Offline
Posts: 46
Join Date: Feb 2008
Location: Presently Cochin kerela
Rep Power: 0
10th August 2008, 08:50 AM

Quote:
Originally Posted by Love Neha View Post
Aj Ki Raat Teri Yaad Main Dobe Guzri
Aj Ka Din Tere Dard Se Bojhal Sa Raha


Itni Bechan Muhabbat Thi Mere Charoon Taraf
Main Tere Piyar Tere Lums Se Pagal Sa Raha


Main Ne DI Thi Wo Muhabbat JoMere Bas Main Rahi
Aur Main Uski Muhabbat Ko SaiiL Sa Rahaa


Uski Zulfon Ka Basera Tha Mere Kandhoon Par
Raat Bhar Unki Main Hiddat Se PagaL Sa Raha


Zindagi Shuro Hoi Uske Bina Beet Gai......
Phir B Yaron Wo Mere Lamhon Main ShamiL Sa Raha
Beautifulfull poetry chalo bahut dino baad post kiya aapne par itna acha post kiya ke shari kami door hogayi bahut khoobsoorat andaaz hai aur meaning bhi mera daad kabool farmaiye nehaji


Har Saans pe hai maut ka pehra laga hua,
Kitni badi mazak hai ye zindagi ke sath

Wo kaise Log the Ya Rub Jinhone Pa Liya Tujh ko
Hume To Hogaya Dushwar Ek Insaan ka Milna

s@L@uddinSuh@n...


   
Reply With Quote