1st May 2015, 11:39 AM
Aaye kaha se lout kar aankho ko neendeiN Ab.
Latt pad gayi Aankhon ko tere intezaar ki
Mousam ki rangeeniyaN Ab rayiengaa hai sab
Aankhon me utar Aayi hai rangat khumar ki
Wah, kyaa baat hai.
Bohot khoob.
Likhte raheiN. Khush raheiN.
Sagar Aashna
****************
Qaul thae ke 'Sagar' milengae kal magar
Taareeki musalsal hai, savera nahii hota
|