View Single Post
Old
  (#22)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
5th March 2013, 05:17 PM

Quote:
Originally Posted by zidd View Post
aapki is baat se koi do raaye nahi ho sakta ki FB sabko alag alag tarah se effect karti hai....

sabse badi baat ye ki agar FB itni khraab cheez hoti to itni hit hi nahi hoti...

magar baat ye bhi to hai ki cigarette aur beer kharaab cheeze hai aur hit bhi !!!

aur hyrat ki baat ye bhi hai ki jab koi shaks cigarette ya sharaab peeta hai to usko immediate releif ka ehsaans hota hai, matlab destress ho jata hai...
magar ye baat to sabko pata hai ki dono ke long term effect 'stress' aur depression ke roots hai.

ye to zaahir hai ki FB addictive hai.kyuki aapko bahut acchi lagti hai...ab jo accha lagta hai us kaam ko baar baar karne ka mann karta hai... so agar control na kiya jaaye (ya kisise control ho hi na)...to addiction ho jayega.

ab kisi cheez ke aadi huye nahi ke problems shuru ho jaate hai....ab aap Fb par na jaao ya na jaa sako to temporary stress ka sabab banega..

aap Fb par hon aur koi mil jaaaye jisse aap baat na karna chahte ho ,magar vo aapke peeche laga hi hai...aur aap naa nahi bol sakte ...to stress ka sabab banega....aur is tarah ki bahut saari baate aaap khud hi add kar sakte hain.
ye sab long term me depression ka reason ho saktin hain.

kyuki FB ek general site hai..aapke life ke har pahlu ko cover karne ke saamaan waha maujood hai...aap usse peecha chudaa nahi sakte...kyuki vo multi faceted hai...jaise ki aapka shayri karne ka mann nahi phir bhi aap waha jaooge...kyuki aapke bacpan ke dost hain waha...ab shayri bhi nahi karni aur bachpan ke dosto se bhi milne ka mann nahi phir bhi jaooge kyuki aapka boss waha par hai.....aap chah kar bhi peecha nahi chudaa sakte.

magar agar aapke shayri karne ka mann nahi ya shayri se judne ka mann nahi temporirili, to aap bina kisi prob ke SDC ko zindagi se nikaal sakte hai....

iska proof aap khud hain...aap ek puraane member hai...beech me mann nahi kiya aap bina kisi takleef ke SDC par nahi aaye....aur jab mann kiya to phir aa gaye...on & on & on.

ho ho ho great explaination, with Khatruu examples... with osummm relativity.... hatsoffff....................


Shaad...

Last edited by sameer'shaad'; 5th March 2013 at 05:19 PM..
   
Reply With Quote