12th July 2006, 05:23 PM
faru dd,bahut dino baad padha aapko.ahcha laga padh kar.pata hai aapki title padh kar mujhe meri kuch favorite line yaad aa gayi.
daag dehelvi ji ki line hai,
lafz-e-mohabbat adna ye fasana hai,
simte to dil-e- aashiq,faile to zamana hai.
bas yunhi likhti rahiye aap.
|