View Single Post
Old
  (#39)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
30th May 2009, 11:59 AM

Quote:
Originally Posted by Ek Ghazal View Post
YaaraaN-e-bazm ko mera adaab!

DostoN, Chand roz pahle Mohd' Rafi Sahab ka gaya huwa ek gana sunaa tha "Theheriye hosh mein aa loon to chale jayiyega". Yeh mere pasandida gano mein se hai... Use sun ne ke baad socha ke kyun na aisi koi ghazal likhi jaaye..... aur fir apni soch aur kalam ke saath se yeh ghazal likhi.........

toh leejiye, pesh kar rahi hoon maiN phir ek nayii ghazal ...gaur farmaaiyega ..





Haal-e-dil apna suna loon to chale jaana
Tumko humraaz bana loon to chale jaana

Kab talak chupaa .unga apni Ulfaat tumse
ikraar –e-mohabat jo kar loon to chale jaana


Sharm-o-haya se rukh par jaise bikhri zulfe.N
Un.ko rukh par mei.N saja loon to chale jaana


Tere Husn par fidaa hai yahan deewane kayi.
Tum ko Nazaro.N mein chupa loon to chale jaana


Jaam bahot peeye teri qaatil nazaro.N se mei.Ne
ek jaam tuje hootho.N se pila loon to chale jaana


Ek muddat se pyaasa hoo.N mein teri chahat ka
Tuj ko ek bar seene se laga loon to chale jaana


Tum mujh ko hi chaaho aur duniya bhulaa do
Jaadu yeh ishq ka chalaa loon to chale jaanaa


Tum ko dil me.n basaa kar likhi hai yeh “Ghazal”
Dhire se usko gun-gunaa loon to chale jaana
main iss khusurat ceration ki kaha se taarif shuru karu...bas itna keh sakta hu....bahut khubsurat Ghazal hai aapki...daad kabul farmaaye.....




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote