2nd May 2010, 12:54 PM
janab Bakhtiyar sb.Assalam-0-alaikum,
aap ne Author ka naam likhne ko kaha hai bhai Author itna mashoor nahi waise agar aap thoda apni aankhon aur zehan ko takleef dete to aap ko aap k sawaalon ka jawab yaqinun milll jata khair shukria aap k reply ka.
take care
ALLAH HAFIZ
|