View Single Post
Old
  (#13)
pooja_d
Registered User
pooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud of
 
pooja_d's Avatar
 
Offline
Posts: 3,896
Join Date: Jul 2006
Location: currntly : Italy and ( home'town : Jaipur )
Rep Power: 33
21st September 2006, 05:59 PM

Quote:
Originally posted by ghayal_shayar
janaab main aapki baat se sehmat hun par maine iske liye nahi kaha ki agar aap alag sheron me alag shabd kahen to kuch nahi hoga.par jab ek hi sher me dono shabd hon tab gadbad hoti hai.

jaise

tum samjho sirf ishq k bare me,
ye dard ko sirf unko hi samajhne do.......

tum likha karo ishq bhari kalam,
ye dard bhari kalam to unko hi likhne do......



ab yahaan wahi ishq ko samjhengi v aur dard ko v samjhayengi,aur ishq ke kalaam aur dard ke kalaam dono wo hi likhengi.yahaan mere khayaal se kuch sudhar ki jaroorat hai.nahi to lagta hai saare kam unhi se karwaye jaa rahe hain.jabki baaki ke kalaam me aapne kuch apne liye rakha hai aur kuch unke liye.

ho sakta hai maine kuch galat kaha ho.maafi chahunga iske liye.par mujhe yahi mehsoosh hua.
ghayal ji gustakhi maaf......mein samjhati hu plzz sorry.........yahan ''tum'' se matlab uss shaqs se hai jise dhaval ye kah rahe hai ki tum sirf pyaar ke kalam hi likho....aur ''unko'' ka use un logo ke liye hai jo dard bhari kalam likhte hai.........ye tum aur unko alag alag shaqs ke liye use kiye gaye hai.......

gratse

aapki dost
pooja


===========Deepika===========
Pyaar Hai Yaa sazaa ayi mere Dil bataa
Toot'ta Kyu.N naHi.N Dard Kaa Silsilaa
   
Reply With Quote