bhut khub -
27th April 2008, 07:55 PM
janaab mayank sahib ko is nacheez ka adaab.....yahi kahounga....
is ghar ko aag lagg gayii
ghar ke chiraag se........
aapki gazal bhut khub rahi main samjh sakta hoon.....raj.......
un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
|