View Single Post
Old
  (#21)
AHMAD SHAKIL
Registered User
AHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant future
 
AHMAD SHAKIL's Avatar
 
Offline
Posts: 1,105
Join Date: Oct 2010
Location: Faisalabad
Rep Power: 34
21st March 2012, 05:09 PM

Quote:
Originally Posted by masoodhassas View Post
aadaab
go ki poori ghazal aabdaar hai magar sach ye hai ki meraa tabsera ka koi mood nahi tha magar

Khud Apnay Ta'aqub Me Kab Se Hun Main Sargarda'an
Main Gum Hun Kahan Maula, Kuch Meri Khabar Aaye

is sher ne qadmon me beDiyaansi daal deen aor maa fizzameer ki adaayegee pe majboor kar diyaa

is baat se inkaar na mumkin ki aap ki shairee me dam kham badarja e atam maoujood hai balki mazkoorah bala sher ki jaanib isharah kar ke agar kaha jaaye ki aap khud me doob ke shairee ki aabyaari karte hain to be ja na ho ga
ji haan aise ashaar saahab e qismat likha kartey hain aor aap saahab e bakht hain mobaarak ho
masood hassaas
fee amanillaah



Janab Masood Hassaas Saheb.....!
Sab Se Pehlay To Is Baat Par Aap Ka Mashkoor Hun Ke Aaap Ne Is Adnaa Se Kalaam Ke LIye Waqt NIkala.
Aap Jaisay Qad-Aawar Sukhan-war Se Daad Pana Yaqinan Mere Jaisay Adnaa Se Shaayer Ke Liye Kisi Aizaaz Se Kam Nahi........
Ye Faqat Aap Ki Inayat Or Zarrah-nawazi Hai Jo Aap Ne Is Haqeer Si Kaawish Par Daad Or Hausla-Afzaayi se Nawaza.........
Aap Ki Aamad Ka Or Hausla-afzaayi Ka Be-had Shukria......
Guzaarish Hai Ke Yunhi Sath Banaye Rakhiye.....
Sada Khush Rahiye........




Ay Chaara-Saaz Dil Pe M're Daal Ik Nazar
Mujhko Bas Aik Jism Ka Aazaar Hee Nahi

AHMAD ALI SHAKIL
   
Reply With Quote