View Single Post
masha-allah ! kya khoob likhte hai aap
Old
  (#3)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
Thumbs up masha-allah ! kya khoob likhte hai aap - 16th June 2015, 04:39 PM

Quote:
Originally Posted by azharsabri View Post
Mere naseeb me baqi jara gumaan bhi nahi
Agar zameen bhi nahi meri asmaan bhi nahi

Jise shumaar kiya karta tha sitaaron me
Raha ab uska to baaqi nishaan bhi nahi

Tu lot aa me karunga gila na sikwa kuch
Jo fasle the kabhi ab wo darmiyaan bhi nahi

Me kar raha hoon ata muft me ye dil apna
Ata ye mol karega tumhe jahaan bhi nahi

Naya naya sa lage aisa kya likhoon "Azhar"
Ke mere paas koi aisi dastaan bhi nahi
Azhar ji.........hame to aapki yeh daastaa bahut bhaaye...aap kehte ho ki koi daasta bhi nahi

hame ab har roz aapki nye nye poetry ka intezaar rhega....bahut kamaal ka likhte hai aap.

dil se daad hazir hai.


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote