 |
|
|
|
|
|
|
 |
|
|
Registered User
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 25
|
Eik Aurat hon Mein !!!Eik talkh haqeeqat ! -
30th October 2007, 11:22 PM
Jab chaha qadmon tale kuchal dee gayee
jab chaha jism se mere arq nichor lya gaya
jab chaha chutkiyon mein masal dee gayee
jab chaha hevanon ki tarha bhanbhur lya gaya
kabhi daad o tehseen ki bharmaar kar dee gayee
pal bhar men kabhi izat taar taar kar dee gayee
Hur zulm ke aagye sar jhukaye hon
hur waar is dil e natawan pe khaye hon
kehae bina koi chara nahi ,sehne ka ab yara nahi
phir bhi zehar ye peena parae ga
tu kahe tou mar jaoun tu keh deyto jeena pare ga
Dharti pe bojh ki soorat hon mein
EIK AURAT HON MEIN !!!
ishee ke saza patee rahee hon
ishee kee saza patee rahon gee
sada hee bejurm sataaya gaya mujhe
bekhata hee zulm sehtee rahon gee
|
|
|
|
|
DIL KI BAAT DIL TAK
Offline
Posts: 1,188
Join Date: Apr 2007
Location: MORADABAD (U.P.)
Rep Power: 38
|

31st October 2007, 12:52 PM
Quote:
Originally Posted by MahamAzmi
Jab chaha qadmon tale kuchal dee gayee
jab chaha jism se mere arq nichor lya gaya
jab chaha chutkiyon mein masal dee gayee
jab chaha hevanon ki tarha bhanbhur lya gaya
kabhi daad o tehseen ki bharmaar kar dee gayee
pal bhar men kabhi izat taar taar kar dee gayee
Hur zulm ke aagye sar jhukaye hon
hur waar is dil e natawan pe khaye hon
kehae bina koi chara nahi ,sehne ka ab yara nahi
phir bhi zehar ye peena parae ga
tu kahe tou mar jaoun tu keh deyto jeena pare ga
Dharti pe bojh ki soorat hon mein
EIK AURAT HON MEIN !!!
ishee ke saza patee rahee hon
ishee kee saza patee rahon gee
sada hee bejurm sataaya gaya mujhe
bekhata hee zulm sehtee rahon gee
|
Salaam Azmi ji..........Aapki yeh Nazam to Aaj ke waqt ki haqiqat ko Aaina dikhati hui lagi jisme Aaj ke halato.n aur Aurat ke uper horahi zulm zyattiun ko bakubi bayaan kiya hai aur ek dard ka ehsaas karaya hai itne pyare ehsaas hamse pesh karne ke liye Bahut bahut Mubarakbaad ke saath purkholoos dili daad kubool ho...........
"Do Pal Ruka Khushio.n ka Karwan"
Dunia ke sitam ki koi perwah nahi mujhko,
wo kyoun mujhpe ungliya uthaye ja rahe hain.
Jis shaks ko janta tha ek chehre se ''kashif''
Uske kitne chehre samne laye ja rahe hain.

|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 25
|
31st October 2007, 09:48 PM
Quote:
Originally Posted by Mohammad Kashif
Salaam Azmi ji..........Aapki yeh Nazam to Aaj ke waqt ki haqiqat ko Aaina dikhati hui lagi jisme Aaj ke halato.n aur Aurat ke uper horahi zulm zyattiun ko bakubi bayaan kiya hai aur ek dard ka ehsaas karaya hai itne pyare ehsaas hamse pesh karne ke liye Bahut bahut Mubarakbaad ke saath purkholoos dili daad kubool ho...........
|
Mohtaram hazrat ,
behud shukriya ke aap ne isko na sirf psand kiya balke isko samjha bhi ,
Mumnun thehree Maham
Due Respects ,

|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 850
Join Date: Nov 2005
Location: mumbai
Rep Power: 23
|
frnd 4 ever -
31st October 2007, 03:13 PM
Quote:
Originally Posted by MahamAzmi
Jab chaha qadmon tale kuchal dee gayee
jab chaha jism se mere arq nichor lya gaya
jab chaha chutkiyon mein masal dee gayee
jab chaha hevanon ki tarha bhanbhur lya gaya
kabhi daad o tehseen ki bharmaar kar dee gayee
pal bhar men kabhi izat taar taar kar dee gayee
Hur zulm ke aagye sar jhukaye hon
hur waar is dil e natawan pe khaye hon
kehae bina koi chara nahi ,sehne ka ab yara nahi
phir bhi zehar ye peena parae ga
tu kahe tou mar jaoun tu keh deyto jeena pare ga
Dharti pe bojh ki soorat hon mein
EIK AURAT HON MEIN !!!
ishee ke saza patee rahee hon
ishee kee saza patee rahon gee
sada hee bejurm sataaya gaya mujhe
bekhata hee zulm sehtee rahon gee
|
Aadab Maham ji,
kaise hain aap?
aaj aapki is kavish ne Aaurat ki ek or surat dikhai hain,
wese to aurat ek maa hai,jiske kadmo me jannat hain,
ek aurat pure parivaar numa motiyon ko,apne dhaage me sambhale rehti hai,
fir b uski rusawai har jagah hoti hain,
apki yeh kavish hame sachhai se puur mehsus hui,
bohot achhi koshish rahi,,
daad kabul kijiye,
APNA KHAYAL RAKHIYE,
KHUSH RAHIYE,
ALLAH HAFIZ
Apki dost
Sweet HASSONI,
( Badrul HaSSaN ki SoNi )
()""""()()""""()
( ,'o' ) ( ,'o' )
(,) (,) (,) (,)
SoNY _ Badrul HASSAN
forever..
and ever and ever!
**********(¨`·.·´¨) Always *************
`·.¸(¨`·.·´¨) Keep
(¨`·.·´¨)¸.·´ Smiling!
`·.¸.·´
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
|
31st October 2007, 04:01 PM
Quote:
Dharti pe bojh ki soorat hon mein
EIK AURAT HON MEIN !!!
|
uff! kya baat kah dee aap ne.. sach me.n laava ban kar dil ke paar nikal gaya.. koii lafz nahii.n hai, hats off to you!
Mayank
*reputation points added
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 25
|
2nd November 2007, 06:16 PM
Quote:
Originally Posted by Mayank
uff! kya baat kah dee aap ne.. sach me.n laava ban kar dil ke paar nikal gaya.. koii lafz nahii.n hai, hats off to you!
Mayank
*reputation points added
|
itni barjasta beikhtiyaar bharpur daad ke ehtaram mein sar jhuka ke apka shukriya hazrat ,
Due Respects ,
MahamAzmi
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 25
|
1st November 2007, 04:03 PM
Quote:
Originally Posted by munfairy
Aadab Maham ji,
kaise hain aap?
aaj aapki is kavish ne Aaurat ki ek or surat dikhai hain,
wese to aurat ek maa hai,jiske kadmo me jannat hain,
ek aurat pure parivaar numa motiyon ko,apne dhaage me sambhale rehti hai,
fir b uski rusawai har jagah hoti hain,
apki yeh kavish hame sachhai se puur mehsus hui,
bohot achhi koshish rahi,,
daad kabul kijiye,
APNA KHAYAL RAKHIYE,
KHUSH RAHIYE,
ALLAH HAFIZ
|
Aurat MEHNDI ki tarha hotee hie mohtarama aisa hum sochte ein
mashre ke pathar pe pisstee hei , ghar ko rang bakhshtee hei magar us ke liye buahat sabr buahat qurbani denee partee hei usko
khushnaseeb vo aurat jiski in qurbaniyon ki qadr karene wala ho
na ho to badnaseeb vo aurat ..............
aisi hee eik aurat ka qiss'sa hei yeh
apne isko mehsus kiya acha laga hamae
Thanx hazaroun gulistan for all ur precious wordz ma'am
due respects
Maham Azmi
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 32
|
31st October 2007, 05:32 PM
Quote:
Originally Posted by MahamAzmi
Jab chaha qadmon tale kuchal dee gayee
jab chaha jism se mere arq nichor lya gaya
jab chaha chutkiyon mein masal dee gayee
jab chaha hevanon ki tarha bhanbhur lya gaya
kabhi daad o tehseen ki bharmaar kar dee gayee
pal bhar men kabhi izat taar taar kar dee gayee
Hur zulm ke aagye sar jhukaye hon
hur waar is dil e natawan pe khaye hon
kehae bina koi chara nahi ,sehne ka ab yara nahi
phir bhi zehar ye peena parae ga
tu kahe tou mar jaoun tu keh deyto jeena pare ga
Dharti pe bojh ki soorat hon mein
EIK AURAT HON MEIN !!!
ishee ke saza patee rahee hon
ishee kee saza patee rahon gee
sada hee bejurm sataaya gaya mujhe
bekhata hee zulm sehtee rahon gee
|
maham ji bohat karrwe sach se roshnaas kerwaya aapne bohat khoob likha hai keep writing .......
Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 25
|
3rd November 2007, 01:00 AM
Quote:
Originally Posted by koi to ho
maham ji bohat karrwe sach se roshnaas kerwaya aapne bohat khoob likha hai keep writing .......
|
Thanx hazaroun gulistan for liking this piece of my trivial writing ,
due respects
MahamAzmi 
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 33
Join Date: Oct 2007
Location: banglore
Rep Power: 0
|
hi maham g.. -
1st November 2007, 05:20 PM
Quote:
Originally Posted by MahamAzmi
Jab chaha qadmon tale kuchal dee gayee
jab chaha jism se mere arq nichor lya gaya
jab chaha chutkiyon mein masal dee gayee
jab chaha hevanon ki tarha bhanbhur lya gaya
kabhi daad o tehseen ki bharmaar kar dee gayee
pal bhar men kabhi izat taar taar kar dee gayee
Hur zulm ke aagye sar jhukaye hon
hur waar is dil e natawan pe khaye hon
kehae bina koi chara nahi ,sehne ka ab yara nahi
phir bhi zehar ye peena parae ga
tu kahe tou mar jaoun tu keh deyto jeena pare ga
Dharti pe bojh ki soorat hon mein
EIK AURAT HON MEIN !!!
ishee ke saza patee rahee hon
ishee kee saza patee rahon gee
sada hee bejurm sataaya gaya mujhe
bekhata hee zulm sehtee rahon gee
|
maham g namaste...
aapne pahle kuch lines me ekdum sahi farmaya k aurat par sachmuch hamesha julm hote aaye hai..lekin aapne kaha ki"bekhata hee zulm sehtee rahom gee" maham g aap senior hai kaafi accha likhti hai par ye line mujhe kuch acchi nahi lagi...aurat bekhata zulm kyu sehti rahe hamesha?
ab to waise bhi zanama badal gaya hai..haina?
aaj to aurat aadmi se kandha se kandha milaakar kaam karti hai or apne jyadatar faisle khud le bhi leti hai..aapko shayad last ki kuch lines me aurat ko jagaana chahye tha..use prerit karna chahye tha aage badhne k liye..fir aapki ye pyaari c poem or bhi khoobsrat ban jaati..
ye sirf meri niji raay hai..jo dil me aaya aapko bataya..ummeed hai ap bura nahi maanenge...
baki poem bhot hi acchi likhi h aapne
khush rahiye..
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 25
|
3rd November 2007, 01:16 AM
Quote:
Originally Posted by nanhi pari

adaab arz hie mohtarma,
Nahi janab hamae zara bhi bura nahi laga ap ka kuch bhi kehna
when we post something in public for public , the person reading it had all the rites to add to it and give their honest and truthful opinion and that s wat i alwayz look for , and like wise i either do not touch a poem i don t enjoy reading or when i touch it i do full justice to it,
ZAMANA BADAL GAYA HEI ?!
muskura dee apki baat parh kar
shayed aap bhul gayeen ke kuch hee aurton ke liye zamana badla hai
aaj bhi hamare mulk pakistan aur apke des Bhaarat ki aam aurat zulm chupchap seh rahe ehie ghar ghar gaoun goun , vo aaj bhi mard ke zulm ka shikaar bantee hie , aaj bhi uspe baladkaar hota hai , koi aur nahi aisi aurton ko bhi jantee hei maham jinke shauahar unki marzi ke khilaaf bhi ........................aisa hota hai mohtarama , ye sach hie buahat talkh haqeeqat hie ,
aaj bhi aurat do paise ke liye apni aulaad ka pait bharne ke liye sarak ke kinaare bik jatee hei , aaj bhi yeh ho raha hie ....
Ap ne jo kaha ke hamae nazm ka ikhtitaam aurat ko encourage kar ke karna chahyae tha to hum is se sehmat nahi hien janab
hum ne ye koi WOMEN S LIB ya kisi aur maqsad se nahi likhee nazm , ye eik haqeeqat thee jo dard mein dubi hoe e thee aur dard kabhi bhi parh ke ACHA nahi lagta magar sach zaroor hota hei
Aurat ki taqdeer sirf jab badlee jaa saktee hei jab mard ki fitrat badal jayae ,
Aurat ki financial dependency ka faida utha ke mard jo jo karta hie apni hee aurat ke sath vo hum ne dekha bhi hie mehsus bhi kiya hei ,
Behairkaif
ap ki baat parh ke ye kuch kehnae ka mauqa mila acha laga hamae
Thanx for reading my trivial creation wid so much of concentration and interest
I m honoured
Due Respects !
:-)
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 33
Join Date: Oct 2007
Location: banglore
Rep Power: 0
|
namaste maham g.. -
4th November 2007, 10:00 AM

maham g namaste..kaisi hain aap?
didi aapne bilkul sahi kaha k aurat par aaj bhi bhot c jgah par berehmi se julm hote aa rahe hai..or ye baat sabse chipi nahi hai..
aaye din balaatkaar k cases,maar-pitaai in sabke hajaar cases hume padhne or sunne ko milte hain..infact mere aas paas hi najaane esi kitni aurate hai jo apne hi gharwalo ki darindagi ki shikaar ho chuki hain..
mai ye nahi kah rahi hu k aaj aurat par julm poori tarah band ho chuke hain..
par didi mujhe ek baat jo bhot andar se mehsoos hoti hai or jisemai shayri ka or likhne ke aadhar maanti hun wo ye k ek shayar jo bhi likhe wo kuch is tarah likhe use k saamne waale ko use padhkar ek aasha ki kiran ya ek ummeed najar aaye..specially jab topic kuch is tarah ho jaisa aapne chuna..
agar shuru se lekar last ki har line tak hum negative hi likhenge to saamne padhne wale k mind me negativity hi jaayegi..
jaise maan lijiye aapne ye jo poem likhi hai use ek esi aurat abhi padh rahi hai jo kisi ki darindagi ki shikaar ho chuki hai..or wo ise padhkar udaas hi hogi..par agar aakhiri ki kuch lines me aap use protsaahit karti to wo ise padhkar shayad kuch seekh leti
aapne aurat ki jo haalat bayan ki hai usme mujhe ya kisi ko koi shaq nahi..ekdum ek ek shabd sahi farmaya aapne..
par fir bhi mujhe esa lagta hai last me kuch aap thode se changes agar apni is khoobsurat c kavita me daal de to ye rachna or bhi behtareen ho jaaye..
fir shayad ise padhkar kisi aurat ko sukoon mile.aage badhne ki.julmo se ladne ki prerna mile..
bas..agar koi baat buri lage to maf kijiyega..
khush rahiye hamesha..
aapki nanhi pari
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 25
|
4th November 2007, 01:58 PM

Nahi mohtarama apki koi baat buree lagee hei na lage gee kabhi bhi
Hur insaan ko apni baat karne ka haq hie aur usko ye haq haacil hona chahye ke vo jo soch raha hie usko pooree aazadi se keh de ,
bura jab lagta hei jab lehja tursh ho jaye talkh ho jayae
ap to ite pyare andaz mei apni raiy detee hein phir kaise maham ko bura lage hmm?
Dekhiye jo ap ne kaha vo apke hicaab se sahee hoga
magar Maham ka qalam jab uthta hei na to vo ye nahi soch rahe hotee ke koi prerena denee hei ya kisi ko inspire karna hai ya koi sabaq parhanaa hei
Maham to jab jab dil jo jo kehta hai likhtee jaatee hei , ye INSPIRING POETRY to buahat se log kar rahe hien , hum to bsa dil jo mehsus karta hie raqam kar dete hein ,
Its not a poem for some socialwork concept or some women s lib issue neither is it some reformary missiion
Maham ne dekha mehsus kiya maham ka dil dukha aur maham ka qalam chal para
bass iti see baat ,
Yunhee apna qeemte waqt nikaaltee rahein ge ap umeed hei aur yunhee ap se bazm ki raahon mein mulaqat hotee rahe gee ye bhi umeed kartee hon ,
waise SHAYERI E ISHQ mein hamaree buahat sada sada pyar se ki gayee piyaree see baatain bhi hein nazmon ki soorat , zaroor dekhiye ga shayed ke is nazm ki talkhee apka zehan bhula paye ,
yehe to zindagi hei
kabhi dhoop kabhi chaoun
kabhi khushi kabhi gham
kabhi bahaarain kabhi mausam e khizaan
shab ka andhera na taree ho to din ke ujaalon ki kaun qadr kare
so zindagi ishee ka naam hie
Due Respects,
MahamAzmi
|
|
|
|
|
Rahnuma istiyaq
Offline
Posts: 103
Join Date: Sep 2007
Location: mumbai
Rep Power: 21
|
maham ji -
1st November 2007, 11:38 PM
bahut khoob maham ji aapka ye ahsas wakai kabil e tareef hai kya kahun achcha kahunga to ye achcha nahi hoga kyun ki ye bahut achcha hai waise bhi aap meri nazar men wo meenar hain jo samundar ke faferon ko khata hai aur jahajon ko rasta dikhata hai aapka kalam ho ke aapki dad dene ki ada ya ke ham chote chote shayeron ki rahnumai sab nirala hai...yun hi kaha kijiye ..khuda hafiz....rahnuma[meri nazm budi sawari shayeri e dard ke kalam peje no.3 me hai]
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 25
|
4th November 2007, 03:36 AM
Quote:
Originally Posted by rahnuma
bahut khoob maham ji aapka ye ahsas wakai kabil e tareef hai kya kahun achcha kahunga to ye achcha nahi hoga kyun ki ye bahut achcha hai waise bhi aap meri nazar men wo meenar hain jo samundar ke faferon ko khata hai aur jahajon ko rasta dikhata hai aapka kalam ho ke aapki dad dene ki ada ya ke ham chote chote shayeron ki rahnumai sab nirala hai...yun hi kaha kijiye ..khuda hafiz....rahnuma[meri nazm budi sawari shayeri e dard ke kalam peje no.3 me hai]
|
baauahat hasas insaan hien aap
bauaht gehrayee se maham kee hur tukbandi ka mutaleya karte hien aap
aur yehe baat maham ke liye kisi bhi daad se barh ke qeemtee hei hazrat,
Thanx hazaroun gulistan for all ur wordz which are really really precious for Maham,
Due Respects

|
|
|
|
|
Zakhm-e-Rooh
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 34
|
hi -
3rd November 2007, 01:09 AM
Quote:
Originally Posted by MahamAzmi
Jab chaha qadmon tale kuchal dee gayee
jab chaha jism se mere arq nichor lya gaya
jab chaha chutkiyon mein masal dee gayee
jab chaha hevanon ki tarha bhanbhur lya gaya
kabhi daad o tehseen ki bharmaar kar dee gayee
pal bhar men kabhi izat taar taar kar dee gayee
Hur zulm ke aagye sar jhukaye hon
hur waar is dil e natawan pe khaye hon
kehae bina koi chara nahi ,sehne ka ab yara nahi
phir bhi zehar ye peena parae ga
tu kahe tou mar jaoun tu keh deyto jeena pare ga
Dharti pe bojh ki soorat hon mein
EIK AURAT HON MEIN !!!
ishee ke saza patee rahee hon
ishee kee saza patee rahon gee
sada hee bejurm sataaya gaya mujhe
bekhata hee zulm sehtee rahon gee
|
maham jee aaj ap ki yeh kavish padh kar aankh bhar aayi aap ne bilkul hee sach kaha hai jo dil dehlaadenewala hai. aaj ke yug men jis jis aurat par julm hote rahe hai un ke jakhmo ko aap ne jubaa.N dee hai. bahut khoob likh hai magar mujhe afsos hai ki is yug men aurat kii kyaa haalt hui hai.......... 
yunhee apne jazbo ko ZubaaN dete rahiyega
regards
manu
|
|
|
|
|
Shayri.com Moderator
Offline
Posts: 10,555
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 61
|
4th November 2007, 10:40 AM
Maham jee :
aadaab..
ees talKh haqeeqat ko aapne jiss taraH bayaaN kiYaa haii .. usske liYe mere paas kehne ko ko'ii lafz nahiiN.. bahot hi umdaah koshiSh.. Khudaa aapko KhuSh raKheN.. apnaa Khayaal raKheN
duaaoN ke saath ijaazat
aapka
~ Dhaval
*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 25
|
5th November 2007, 08:25 AM
Quote:
Originally Posted by dhavalrami4you
Maham jee :
aadaab..
ees talKh haqeeqat ko aapne jiss taraH bayaaN kiYaa haii .. usske liYe mere paas kehne ko ko'ii lafz nahiiN.. bahot hi umdaah koshiSh.. Khudaa aapko KhuSh raKheN.. apnaa Khayaal raKheN
duaaoN ke saath ijaazat
aapka
~ Dhaval
|
Bauahat apnaiyat se buahat ache se ap reply ete hein , bhala lagta hei apka andaz hamae ,
apko ye kaavish pasand ayee hamae bauhat acha laga
Thanx hazaroun gulistan ,
MahamAzmi

|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 3,896
Join Date: Jul 2006
Location: currntly : Italy and ( home'town : Jaipur )
Rep Power: 35
|
4th November 2007, 01:50 PM
Salaam Maham ji,
Aapki ye rachna wakkai kabil'e'tarif hai.......ek aurat ki sacch me yahi halat hai..na jaane kyu purush stri ko apni jagiir samajhte hain.....?...kya stri ki yahi dasha rahegi sadaa...?.....ha shayad us waqt tak jab tak stri khud apne haq ke liye ladna naa sikh le....lekin stri apni halat ki khud zimmedaar hai...rishte me bandhi stri khud ko azaad karna hi nahi chaahati....pati atyachaar kare to apna bhaag samajh leti hai...kahani tab tak aisi hi rahegi jabtak pati ko parmeshvar ke ohade se na hataya jaye....
ha ye bhi sacch hai atyachari sirf purush nahi aurat bhi hoti hai....
apki rachna bahot pasand aai....daad haziir hai....
ab ijaazat!!
grazie
pooja
===========Deepika=========== Pyaar Hai Yaa sazaa ayi mere Dil bataa Toot'ta Kyu.N naHi.N Dard Kaa Silsilaa
Last edited by pooja_d; 4th November 2007 at 01:59 PM..
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 18
Join Date: Mar 2007
Rep Power: 0
|
4th November 2007, 04:01 PM
Azmi Ji Salam,
waqai aap ne aaj ke zamane ki sachchai zaahir kar di,
Mashallah bahut achcha kalaam pesh kiya hai
kya kahu tareef ke liye alfaaz hi nahi mil rahe, bas itna hi kahunga aage bhi aise hi likhte rahiye
Bahut Umda
Khuda Hafiz
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 25
|
6th November 2007, 10:13 PM
Quote:
Originally Posted by finalyiamback
Azmi Ji Salam,
waqai aap ne aaj ke zamane ki sachchai zaahir kar di,
Mashallah bahut achcha kalaam pesh kiya hai
kya kahu tareef ke liye alfaaz hi nahi mil rahe, bas itna hi kahunga aage bhi aise hi likhte rahiye
Bahut Umda
Khuda Hafiz
|
Adaab arz hie,
bauaht bauhat shukriya hazrat ,
apki hauslaafzayee ke liye apke lafzon ke liye
thanx hazaroun gulistan for all ur wordz here ,
due respects 
|
|
|
|
|
Humanity
Offline
Posts: 6,227
Join Date: Aug 2003
Location: Delhi
Rep Power: 44
|
7th November 2007, 12:11 PM
Hi Maham,
Likha to bahut accha hai aapne... but I do not agree with your thoughts... Aaj ke zamaane me kaun kis se kam hai... Maanaa things are more in favour of men, but agar yeh sochkar bauth jaayen ke zulm shena hi padhega sirf isliye ke aap aurat hain... yeh to galat hai...
Agar yehi khayal sab apnaa len to list will go endless... Gareeb kahenge ameeron ke hisaab se duniya chalti hai so humen to zulm sehne hi padhenge... Asians kahenge Duniya pe raaj to americans ka hai... humaare hone ka kyaa faayda...
Likhti rahiyega aage bhi... take care...
Kab sochaa thha milegaa humsafar "Shweta" jaisaa
Lagta hai is baar "Pulkit", kismat teri bhi rang laayii hai
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 875
Join Date: Nov 2004
Location: udaipur
Rep Power: 36
|
7th November 2007, 01:33 PM
aadaab ar^z!!
aapkii tehreer daikhii, dar'd me Duboyii kalam dekhii! aur kuchh yaad aa gayaa! daad!!
mahinoN pehle kuchh kahne ki koshish kii thii, aazaad khayaal thaa, par haqiikat meN qaid thaa!
bas ek ra.ng!fakat ek ra.ng me.n! umr guzaregii ab!!
aur nahii!
ab aur nahii!
dast ra.ng-e-hinaa me.n sarobaar nahii!
rukhsaaro se shafak kaa karobaar nahii!
aakharii mahak gesuo.n se u.D chalii!
joo.De ko gulo se ab sarokaar nahii!
naa utaaregaa koii ab mirii najar!
aa.nkho ko kaajal kii darakaar nahii!
wo jo guzar gayaa thaa shauhar thaa meraa!
rasmo-rivaaje-dayaar ne raqeeb banaa diyaa!
wo jo bera.ng kar gayaa shauhar thaa meraa!
ek libaas ko meraa naseeb banaa diyaa!
bas ek libaas!fakat ek libaas me.n! umr guzaregii ab!
jisake daaman ko
ra.ngo ke chhi.nTo se bachaanaa hai!
dari.ndo ke uchhaale
kicha.D ke chhiTo.n se bachaanaa hai!
ye safedaa hii merii aabaroo hai!
isii sa.ng jeenaa hai ab!
mujhe jeene do
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 25
|
7th November 2007, 02:07 PM
Quote:
Originally Posted by dheer

oh Dheer uffffffff kiya likh dya ye ap ne , bakhuda palken bheegee see payeen iske ikhtittaam talak atae ate uffff bauhat ajub hei taceer is nazm ki , dil mein jaise hur dharkan saakit bethee reh gayee , kuch bhi nahi kehne ko , siwa is sakut ke jo ruh mein mehsus ho raha hie
Dard ki soorat phel gayee rug rug mein apki nazm ,
ajub hei apka qalam ,
Jakar leta hei zehan o dil ko betarha ,
I just luv ur creations sir ,
do keep writing ,
wid all my due respects ,
MahamAzmi
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 25
|
7th November 2007, 02:00 PM
Quote:
Originally Posted by Pulkit_gupta
Hi Maham,
Likha to bahut accha hai aapne... but I do not agree with your thoughts... Aaj ke zamaane me kaun kis se kam hai... Maanaa things are more in favour of men, but agar yeh sochkar bauth jaayen ke zulm shena hi padhega sirf isliye ke aap aurat hain... yeh to galat hai...
Agar yehi khayal sab apnaa len to list will go endless... Gareeb kahenge ameeron ke hisaab se duniya chalti hai so humen to zulm sehne hi padhenge... Asians kahenge Duniya pe raaj to americans ka hai... humaare hone ka kyaa faayda...
Likhti rahiyega aage bhi... take care...
|
Hazrat agree ya disagree karna to hur parhne wale ka haq hei so apko bhi haq hei ap jo chahae kahain magar sach ye hei ke likhne wala jis tajurbe se guzarta hai , ushee tajurbe ki bhati mein tap ke jab lafz kundan bante hein to nazm ka janam hota hei , ye eik zaati see nazm hei , koi dunia ke halaat ke baare mein nahi thee ye kaavish , so bas jo mehsus kiya vohi likh dya maham ne
aap ayae apne isko parha samjha mehsus kiya aur apna qeemtee waqt sarf kiya is pur hamae waqayee khushi hoee
I luved ur honesty and strightfwdness sir,
Do keep dropping by ,
Due Respects ,
MahamAzmi
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 65
|
7th November 2007, 02:47 PM
Quote:
Originally Posted by MahamAzmi
Jab chaha qadmon tale kuchal dee gayee
jab chaha jism se mere arq nichor lya gaya
jab chaha chutkiyon mein masal dee gayee
jab chaha hevanon ki tarha bhanbhur lya gaya
kabhi daad o tehseen ki bharmaar kar dee gayee
pal bhar men kabhi izat taar taar kar dee gayee
Hur zulm ke aagye sar jhukaye hon
hur waar is dil e natawan pe khaye hon
kehae bina koi chara nahi ,sehne ka ab yara nahi
phir bhi zehar ye peena parae ga
tu kahe tou mar jaoun tu keh deyto jeena pare ga
Dharti pe bojh ki soorat hon mein
EIK AURAT HON MEIN !!!
ishee ke saza patee rahee hon
ishee kee saza patee rahon gee
sada hee bejurm sataaya gaya mujhe
bekhata hee zulm sehtee rahon gee
|
Maham ji Namaskaar.........alfaz nahi haiN mere paas......speechless !
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 25
|
8th November 2007, 02:47 AM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
Maham ji Namaskaar.........alfaz nahi haiN mere paas......speechless !
|
vo sab jo ap ne nahi kaha , Maham ne sun bhi liya samjh bhi liya sunita ji 
|
|
|
|
|
Command Performance
Offline
Posts: 475
Join Date: Nov 2007
Location: Kampala,Uganda-Basicly from Gujarat India
Rep Power: 18
|
From A Dost -
9th November 2007, 01:33 PM
Haalo Azmiji,
Namaskar, aapki shayri to achhi thi lekin mining less lagi
KYU KI
do dard aapki shayri me he, use kagaz pe utarne ke bajay, apni taqat banao, aur us taqat se zindki ki har muskil se lado,
Aapko lage ga ki ek mard hu is liye ye sab keh sakta hu he na??????
JI NAHI... is liye kyu ki me ri maa ko bhi me ne bahut hi kharab halat me dekha he, par usne jis himmat se duniya ka samna kiya, our muje uar meri sister ko padha likha ke is kabil banaya ke aaj lagta he ke agar wo tut gai hoti to sayad me bhi ishi tarah apne dukhde suna raha hota
Meri kisi bat se bura laga ho to ek dost samaj kar maaf kar dijie ga
Aap ka dost
Raj
Quote:
Originally Posted by MahamAzmi
Jab chaha qadmon tale kuchal dee gayee
jab chaha jism se mere arq nichor lya gaya
jab chaha chutkiyon mein masal dee gayee
jab chaha hevanon ki tarha bhanbhur lya gaya
kabhi daad o tehseen ki bharmaar kar dee gayee
pal bhar men kabhi izat taar taar kar dee gayee
Hur zulm ke aagye sar jhukaye hon
hur waar is dil e natawan pe khaye hon
kehae bina koi chara nahi ,sehne ka ab yara nahi
phir bhi zehar ye peena parae ga
tu kahe tou mar jaoun tu keh deyto jeena pare ga
Dharti pe bojh ki soorat hon mein
EIK AURAT HON MEIN !!!
ishee ke saza patee rahee hon
ishee kee saza patee rahon gee
sada hee bejurm sataaya gaya mujhe
bekhata hee zulm sehtee rahon gee
|
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 25
|
9th November 2007, 04:27 PM
Mohataram hazrat
sab se pehlee baat to ye ke apko meri nazm ko MEANINGLESS kehna ka koi haq nahi kyun ke koi jab bhi lafzon ko nazm ya ghazal ke supurd karta hei to vo uske liye eik qeemtee asaasaa hoa karta hei , dosree baat yeh ke dukh dard kaghaz pe bayan karne ka matlab yeh nahi ke aap us shayer ya shayera ki tamam zindagi ko judge kar len ke vo taqatwar hei ke nai , vo mazloom hei ke nai vo acha hei ke nai
Teheer mei ndard khushi pyar mohabba hur baat hee kahee jaatee hie , ap ne sirf eik nazm parh ke jo faisle kiye vo mujhe ache nahi lage kyun ke eik to aap kisi bhi taur mere DOST nahi hien , aap ajnabi hein mere liye aur Maham dost ka lafz itni asaani se nahi istimaal akrtee , dosre baat yeh ke kisi ko jaane bina uske liye aise sab kehna sirf naadaani kahee jaa saktee hei
Lamhon ka ehsas lafzon tak jata hia , zindagi ka poora time table nahi
Beharkaif ,
umeed kartee hon ke aap zaati zindagi mein dakhal andazi karne kee bajaye sirf tehreer ko ya to daad se navazain ge aur agar achi nahi lagee to mujhe khushi ho gee ke aap sach sach keh den ke ye nazm apko achi nahi lagee ,
behud shukriya ap ka yahan anae ka aur waqt dene ka
Due Respects,
MahamAzmi
Last edited by MahamAzmi; 9th November 2007 at 04:29 PM..
|
|
|
|
|
Command Performance
Offline
Posts: 475
Join Date: Nov 2007
Location: Kampala,Uganda-Basicly from Gujarat India
Rep Power: 18
|
9th November 2007, 04:57 PM
Are Mahamji aapto vakay naraz h gay,
mera apka dil dukhane ka katay irada nahi tha, muje sirf ye bat achi nahi lagi ke aapki ghazal me ek aurat ke kuchle jane ya taklif me hone ka jo bayan kiya he wo atlist is zamane me kuch jama nahi,
fir bhi apko bura laga ho to dil se mafi mangta hu, REALY VERY VERY SORRY,
ummid he aapka gusha thanda ho gaya hoga
aapne dost to nahi banaya is liye sirf
Raj
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 25
|
26th December 2009, 09:59 AM
Quote:
Originally Posted by Saloniraj
Are Mahamji aapto vakay naraz h gay,
mera apka dil dukhane ka katay irada nahi tha, muje sirf ye bat achi nahi lagi ke aapki ghazal me ek aurat ke kuchle jane ya taklif me hone ka jo bayan kiya he wo atlist is zamane me kuch jama nahi,
fir bhi apko bura laga ho to dil se mafi mangta hu, REALY VERY VERY SORRY,
ummid he aapka gusha thanda ho gaya hoga
aapne dost to nahi banaya is liye sirf
Raj
|
apne d esh ke gaoun ka eik chakkar laga ke dekhiye hazrat ..........hazaroun aisi kahaniyaan mil jayen gee ke us ke baad apko aurat pe ye nazm SACH lage gee
aaj bauhat arse baad ayee is forum pe ye khat para dekha socha javab de don.
navazish is tehreer ko waqt dene ke lye
due respects...
ye dil soye hoay jazbon ka hei aisa mehal jis mein
kisii jazbe ka ab mumkin nahi bedaar ho jana
_____________________________________
eik lamha e visaal tha vaapis na aaska
vo waqt ki micaal tha vaapis na aasaka
mujh ko mere vajud se jo kar gaya judaa
kaisa vo baakamal tha vaapis na asaka
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 35
|
26th December 2009, 10:38 AM
Aadaab o tasleemaat !
sab se pehle to aik achi aur kuch kuch sachi koshish per meri daad qabool fermaaieN , dosra kuch pehlo mere zehn maiN aaye haiN inka jawab ager app day sakieN to appki karam nawazi hogi .
aik aurat se prime minister ban gai haiN per dukh kam naheiN huwa ? , daftroN maiN aurtoN ko nokri milti hai aur mardoN ko aurtoN ki waja se reject ker diya jaata per gila ajj bhi khatam naheiN huwa , busoN , trainoN etc ... maiN aurat ko jaga dene ko mard khaRe ho jaate haiN per shikyatieN kam nahieN huwi , banks , stores , airports , groceries , trains , colleges , schools , gher , desh ki dekh bhaal ke liye police army kahaN app ko izzat se naheiN nawaza gaya ? taj maHel kis ke liye banaya gaya ? sab se zyada fassad kis cheez ke liye hote haiN ?
waise to baRe fakhr se kaha jaata hai hum mardoN se kam nahieN chaand tak bhi aurat pahunch chuki hai is baar appko kuch nazar naheiN aata ?
waise to mardooN ke shaana ba shaana khare hone ka bahut kaha jaata hai mager ajj bhi dekh laiN app kitni Had tak mardoN ke shaana bashaana hone ki himat hai ?
Smaaj maiN majood kuch anaasir ki waja appko lagta hai keh aurat ke saath anyaaey ho raha hai ?
app khud ko dekh laiN apne aas pass dekh laiN , araboN mard apni biwioN ko itna piyaar kerte haiN keh unke liye kiya kuch naheiN kerte , her aram o araaish se nawaza gaya mager phri bhi pata naheiN sirf anyaaey hi kiyoN nazar aata hai aurtooN ko ...
aik baat yaad rakhieN , Haiwaan ke liye insaaniyat kuch naheiN hota mard ho ya aurat koi farq naheiN peRta usse .
talKh HaqqeeqatieN ager raaz bani rahieN to hi acha hota hai ...
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 25
|
26th December 2009, 11:10 AM
Quote:
Originally Posted by Mujeeb

adaab arz hei hazrat,
sab se pehle is tehreer ko waqt dene aur apke khat ke lye shukriya
shayer apne tajarbon ki bina pe shayeri karta hai , jo mein ne dekha apne atraaf mein uske mutabiq likha
agar apka tajurba iske baraks hei tou khushi ki baat hei
ye b ehas aurat mard ki nahi mere apne nazariyaat aur tajurbaat ki bina pe ye nazm hoee hei
isko daad se navazne ke lye shukriya
due respects
ye dil soye hoay jazbon ka hei aisa mehal jis mein
kisii jazbe ka ab mumkin nahi bedaar ho jana
_____________________________________
eik lamha e visaal tha vaapis na aaska
vo waqt ki micaal tha vaapis na aasaka
mujh ko mere vajud se jo kar gaya judaa
kaisa vo baakamal tha vaapis na asaka
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,089
Join Date: Jun 2004
Location: Toronto,Canada
Rep Power: 33
|
26th December 2009, 07:23 PM
Maham ji,
umeed karti hu aap khairiyaat se hongii ??? aapki ghazal ke ashar dil mein bas gayee ... aapny dil ki gherion se ehsaas humare saamne rakheeee ,,,, dil se daad kabool kijiye.....
likhtye rahye auur khsuh aur bahut khush rahyee
aapna khayal rakhiyega.!!!
aapki dost
mandeep
|
|
|
|
|
Aapki dost
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 58
|
28th December 2009, 09:58 AM
Bohat accha likha hai aapne Maham ji.......EhsaasoN me bohat dard hai....but i agree with Mujeeb saheb and Pulkit jee.....
Things have chaged a lot.....ab shayed aysa nahi hota.......
Zainy
PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...
Nm
|
|
|
|
|
Anshumali
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 88
|
28th December 2009, 10:48 AM
Maham Saheba Ji....Aadaab ! aapne apni nazm mai aurat ki jo tasveer pesh ki hai......woh bahut hadh tak sahi hai.....magar aaj ke daur mai aurat ki yeh tasveer nahi hai.....yeh kehna galat nahi hoga....aurta ka daman har daur mai hota aaya hai......aur waqt ke saath uska roop badla hai.....isse inkaar nahi kiya jaa sakta.....
viase aapka subject acha laga......aur nazm se jo aapne batane ki koshish ki hai.........uski shakal purni lagi mujhe......agar ise padhne tak rakhu....toh bahut achi likhi hai......
Kiyonki aaj ki aurat yeh chehra bilkul nahi hai.....
khair yeh toh mere vichaar hai........aap isse dusre maayene mai mat lena....
phir bhi nazm ko daad diye bina nahi reh sakta......kabul ki jiye...
khush rahiye....
apna khayal rakhiyega...
duaaon ke saath.....
YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...
Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...
---Naresh Mehra----
|
|
|
Posting Rules
|
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts
HTML code is Off
|
|
|
Powered by vBulletin® Version 3.8.5 Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com
|
 |