Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Mashahoor Shayar

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Meer's
Old
  (#1)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
Meer's - 23rd November 2006, 02:30 PM

ibtidaa-e-ishq hai rotaa hai kyaa ,

ibtidaa-e-ishq hai rotaa hai kyaa
aage aage dekhiye hotaa hai kyaa

[ibtidaa-e-ishq = beginning of love]

qaafile me.n subah ke ik shor hai
yaani Gaafil ham chale sotaa hai kyaa

[qaafilaa=caravan; Gaafil=one who is careless/ignorant]

sabz hotii hii nahii.n ye sar_zamii.n
tuKhm-e-Khvaahish dil me.n tuu botaa hai kyaa

[tuKhm-e-Khvaahish=seeds of desire]

ye nishaan-e-ishq hai.n jaate nahii.n
daaG chhaatii ke abas dhotaa hai kyaa

Gairat-e-yusuf hai ye vaqt-e-aziiz
'Meer' is ko raayegaa.N khotaa hai kyaa

[Gairat-e-yusuf=Yusuf's honour; aziiz=dear]

dil kii baat kahii nahii.n jaatii, chup ke rahanaa Thaanaa hai

dil kii baat kahii nahii.n jaatii, chup ke rahanaa Thaanaa hai
haal agar hai aisaa hii to jii se jaanaa jaanaa hai

surKh kabhuu hai aa.Nsuu hoke zard kabhuu hai muu.Nh meraa
kyaa kyaa rang mohabbat ke hai.n, ye bhii ek zamaanaa hai

fursat hai yaa.n kam rahane kii, baat nahii.n kuchh kahane kii
aa.Nkhe.n khol ke kaan jo khole bazm-e-jahaa.n afsaanaa hai

teG tale hii us ke kyuu.N naa gardan Daal ke jaa baiThe.n
sar to aaKhir_kaar hame.n bhii haath kii or jhukaanaa hai

  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
frnd 4 ever
Old
  (#2)
munfairy
Registered User
munfairy is a jewel in the roughmunfairy is a jewel in the roughmunfairy is a jewel in the roughmunfairy is a jewel in the rough
 
munfairy's Avatar
 
Offline
Posts: 850
Join Date: Nov 2005
Location: mumbai
Rep Power: 22
frnd 4 ever - 23rd November 2006, 08:52 PM

Quote:
Originally Posted by Anjana Rahi View Post

wooooow, its reallly nice,,kya baat hai ANJANE JI,,

( sabz hotii hii nahii.n ye sar_zamii.n
tuKhm-e-Khvaahish dil me.n tuu botaa hai kyaa )

bohot khuub,aayinda bhi aap isi tarah apne khayalat,apni pasand ,hum sabse bantiyega ,
apna khayal rakhiye
bye

**********(¨`·.·´¨) Always *************
`·.¸(¨`·.·´¨) Keep
(¨`·.·´¨)¸.·´ Smiling!
`·.¸.·´

Apki dost
Sweet HASSONI,
( Badrul HaSSaN ki SoNi )

()""""()()""""()
( ,'o' ) ( ,'o' )
(,) (,) (,) (,)
SoNY _ Badrul HASSAN
forever..
and ever and ever!

**********(¨`·.·´¨) Always *************
`·.¸(¨`·.·´¨) Keep
(¨`·.·´¨)¸.·´ Smiling!
`·.¸.·´
   
Reply With Quote
aafreen ...wah..
Old
  (#3)
pyarasa_bhoot
Registered User
pyarasa_bhoot is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 7
Join Date: Jan 2005
Location: india
Rep Power: 0
aafreen ...wah.. - 30th November 2006, 10:12 PM

wah dost bahot achcha likha hai aapne...please keep it..

" Woh bichda is -Ada- se - k - Root hi badal gayi
Ek - Shaqs - sare shehar ko - Viraan - kar gaya"

pramit
 Send a message via ICQ to pyarasa_bhoot Send a message via Yahoo to pyarasa_bhoot Send a message via AIM to pyarasa_bhoot  
Reply With Quote
aarazuue.n hazaar rakhate hai.n
Old
  (#4)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
aarazuue.n hazaar rakhate hai.n - 4th December 2006, 05:05 PM

Thanks Munfairy jee & Pyaasa jee:

ek aur Ghazal meer taqi meer saaheb ka,

aarazuue.n hazaar rakhate hai.n
to bhii ham dil ko maar rakhate hai.n

barq kam hausalaa hai ham bhii to
dil ek beqaraar rakhate hai.n

Gair hai muuraad-e-inaayat haa_e
ham bhii to tum se pyaar rakhate hai.n

na nigaah na payaam na vaadaa
naam ko ham bhii yaar rakhate hai.n

ham se Khush zam-zamaa kahaa.N yuu.N to
lab-o-lahajaa hazaar rakhate hai.n

chhoTe dil ke hai.n butaa.N mashhuur
bas yahii aitabaar rakhate hai.n

phir bhii karate hai.n "Meer" saahib ishq
hai.n javaa.N iKhtiyaar rakhate hai.n
  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
frnd 4 ever
Old
  (#5)
munfairy
Registered User
munfairy is a jewel in the roughmunfairy is a jewel in the roughmunfairy is a jewel in the roughmunfairy is a jewel in the rough
 
munfairy's Avatar
 
Offline
Posts: 850
Join Date: Nov 2005
Location: mumbai
Rep Power: 22
frnd 4 ever - 5th December 2006, 12:24 PM

Quote:
Originally Posted by Mayank View Post

hi mayank ji,kaise hai aap?
kya kehne aapke,aap meer taki meer ki itni pyari pyari ghazal hamien post kar rahe hai,is ke liye shukriya,
waise woh shayar to dil nikal kar rakh diya karte the,wakayi unki ghazal padhkar kafi achha lagta hai,aur hamein kuch sikhne ko milta hai,
aap isi tarah hamein pyari pyari ghazal post karte rahiye,
thnx again
tk cr,bye

Apki dost
Sweet HASSONI,
( Badrul HaSSaN ki SoNi )

()""""()()""""()
( ,'o' ) ( ,'o' )
(,) (,) (,) (,)
SoNY _ Badrul HASSAN
forever..
and ever and ever!

**********(¨`·.·´¨) Always *************
`·.¸(¨`·.·´¨) Keep
(¨`·.·´¨)¸.·´ Smiling!
`·.¸.·´
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
17th December 2006, 06:11 PM

Quote:
Munfairy jee:

meer kee GhazloN kii baat hi kuchh aur hoti hai.. to maiN isi laRI meiN ek aur Ghazal post kar raha huuN...

na sochaa na samajhaa na siikhaa na jaanaa

na sochaa na samajhaa na siikhaa na jaanaa
mujhe aa gayaa Khud_ba_Khud dil lagaanaa

zaraa dekh kar apanaa jalwaa dikhaanaa
simaT kar yahii.n aa na jaaye zamaanaa

zubaa.N par lagii hai.n wafaao.n ki muhare.n
Khamoshii merii kah rahii hai fasaanaa

gulo.n tak lagaayii to aasaa.N hai lekin
hai dushwaar kaa.NTo.n se daaman bachaanaa

karo laakh tum maatam-e-naujavaanii
pa 'mir' ab nahii.n aayegaa woh zamaanaa

  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
frnd 4 ever
Old
  (#7)
munfairy
Registered User
munfairy is a jewel in the roughmunfairy is a jewel in the roughmunfairy is a jewel in the roughmunfairy is a jewel in the rough
 
munfairy's Avatar
 
Offline
Posts: 850
Join Date: Nov 2005
Location: mumbai
Rep Power: 22
Smile frnd 4 ever - 18th December 2006, 10:33 PM

Quote:
Originally Posted by Mayank View Post

na sochaa na samajhaa na siikhaa na jaanaa

na sochaa na samajhaa na siikhaa na jaanaa
mujhe aa gayaa Khud_ba_Khud dil lagaanaa

zaraa dekh kar apanaa jalwaa dikhaanaa
simaT kar yahii.n aa na jaaye zamaanaa

zubaa.N par lagii hai.n wafaao.n ki muhare.n
Khamoshii merii kah rahii hai fasaanaa

gulo.n tak lagaayii to aasaa.N hai lekin
hai dushwaar kaa.NTo.n se daaman bachaanaa

karo laakh tum maatam-e-naujavaanii
pa 'mir' ab nahii.n aayegaa woh zamaanaa

hi mayank ji,kaise hain aap?

karo laakh tum maatam-e-naujavaanii
pa 'mir' ab nahii.n aayegaa woh zamaanaa

kya kahun mayank ji,,,?

to bas itna hi kahungi,,,
,k yeh mahan shayar kisi tarif ke mohtaaj nahi hai,
phir se ek baar aapka shukriya,itni pyari ghazal ko post karne ke liye.
apna khayal rakhiye

**********(¨`·.·´¨) Always *************
`·.¸(¨`·.·´¨) Keep
(¨`·.·´¨)¸.·´ Smiling!
`·.¸.·´

Apki dost
Sweet HASSONI,
( Badrul HaSSaN ki SoNi )

()""""()()""""()
( ,'o' ) ( ,'o' )
(,) (,) (,) (,)
SoNY _ Badrul HASSAN
forever..
and ever and ever!

**********(¨`·.·´¨) Always *************
`·.¸(¨`·.·´¨) Keep
(¨`·.·´¨)¸.·´ Smiling!
`·.¸.·´
   
Reply With Quote
ab jo ik hasrat-e-javaanii hai
Old
  (#8)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
ab jo ik hasrat-e-javaanii hai - 3rd January 2007, 04:23 PM

Thanks munfairy jee:

ess laRi meiN meer taqi meer kee ek aur Ghazal pesh karta huuN

ab jo ik hasrat-e-javaanii hai
umr-e-raftaa kii ye nishaanii hai

(This yearning for youth that I now have
is but a relic/sign of my past life/bygone time)

Khaak thii maujazan jahaa.N me.n, aur
ham ko dhokaa ye thaa ke paanii hai

(The world raised waves of dust/ashes
and I took it to be a ocean)

giriyaa har vaqt kaa nahii.n behech
dil me.n ko_ii Gam-e-nihaanii hai

(My weeping is not without reason
there must be some grief hidden in my heart)

ham qafas zaad qaidii hai.n varanaa
taa chaman parafashaanii hai

(We are prisoners who are fond of our cages
For the garden is but a wing's beat away)

yaa.N huye 'Meer' ham baraabar-e-Khaak
vaa.N vahii naaz-o-sargiraanii hai

(Here, Meer, we lower ourselves to the very dust
There, pride still reigns supreme)
  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
frnd 4 ever
Old
  (#9)
munfairy
Registered User
munfairy is a jewel in the roughmunfairy is a jewel in the roughmunfairy is a jewel in the roughmunfairy is a jewel in the rough
 
munfairy's Avatar
 
Offline
Posts: 850
Join Date: Nov 2005
Location: mumbai
Rep Power: 22
Smile frnd 4 ever - 3rd January 2007, 07:00 PM

Quote:
Originally Posted by Mayank View Post
Thanks munfairy jee:

ess laRi meiN meer taqi meer kee ek aur Ghazal pesh karta huuN

ab jo ik hasrat-e-javaanii hai
umr-e-raftaa kii ye nishaanii hai

(This yearning for youth that I now have
is but a relic/sign of my past life/bygone time)

Khaak thii maujazan jahaa.N me.n, aur
ham ko dhokaa ye thaa ke paanii hai

(The world raised waves of dust/ashes
and I took it to be a ocean)

giriyaa har vaqt kaa nahii.n behech
dil me.n ko_ii Gam-e-nihaanii hai

(My weeping is not without reason
there must be some grief hidden in my heart)

ham qafas zaad qaidii hai.n varanaa
taa chaman parafashaanii hai

(We are prisoners who are fond of our cages
For the garden is but a wing's beat away)

yaa.N huye 'Meer' ham baraabar-e-Khaak
vaa.N vahii naaz-o-sargiraanii hai

(Here, Meer, we lower ourselves to the very dust
There, pride still reigns supreme)
Assalam walekum,mayank ji
kaise hai aap?

sabse pehle,,aapko eid_ul_zoha,,aur naya saal mubarak ho ..

mayank ji aapki bheji har ghazal hum padhte hain,,aur use padhkar ek baat zarur sikhte hain,
ki ghazal likhne ke liye sirf achhe khayal ka hona zaruri nahi hai,balki achhe alfaaz ka hona bhi laazmi hai,
thnx aapke bheje meer taqi meer ji ke yeh ghazal kisi ko achha likhne main madad bhi karte hai,
thnx again
plzz isi tarah achhi ghazal post karte rahiyega
tk cr Allah hafiz

**********(¨`·.·´¨) Always *************
`·.¸(¨`·.·´¨) Keep
(¨`·.·´¨)¸.·´ Smiling!
`·.¸.·´

Apki dost
Sweet HASSONI,
( Badrul HaSSaN ki SoNi )

()""""()()""""()
( ,'o' ) ( ,'o' )
(,) (,) (,) (,)
SoNY _ Badrul HASSAN
forever..
and ever and ever!

**********(¨`·.·´¨) Always *************
`·.¸(¨`·.·´¨) Keep
(¨`·.·´¨)¸.·´ Smiling!
`·.¸.·´
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com