7th August 2014, 04:29 PM
Keemti waqt dekar kharide the kuchh khawab
Bik gaya har khawab saajo samaan ki tarah
wahh! Wahh! Sabir saheb..
Sab se pehle to welcome to shayri.com...
Umeed hai ke aap ka yahan ka waQt be-inteha
acha guzray ga...
Ghazal kamal ki likhi hai aap ne....
tamaam ashaar dilkash hai..
lekin maQta khaas pasand aaya,
Likhte rahiye,
Aate rahiye,,
DuaooN ke saath,
*hSn* : parStaar
tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN... ("Asad")
|