intazaar hi to pyar ki ik aanokhi baat hai jis kay baaray main har koi khabardaar hai..
jis nay pyar kiya hai woh intazaar ko samjhta hai aur jis nay nahi kiya woh sirf ish ko sir dard samjhta hai ....
bilkul sahi farmaya apne...jo pyar kare woh jane ki intjar kis bala ka naamhai......jis kambhaqt ne kabhi pyar ko mahsus tak na kiya ho woh jane intzar kya hota hai....
Tum se milna shayad itefaaq ho sakta hain,
Lekin tum se bichudna naseeb nahi,
Tum to meri har sans main base ho,
To kyon lagta hain ki main tere karib nahi.....
Tum se milna shayad itefaaq ho sakta hain,
Lekin tum se bichudna naseeb nahi,
Tum to meri har sans main base ho,
To kyon lagta hain ki main tere karib nahi.....