Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
apanii aag mein Khud jal jaayenge..!
Old
  (#1)
manoj kureel
Kureel
manoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of light
 
manoj kureel's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Jul 2003
Location: new delhi INDIA
Rep Power: 28
apanii aag mein Khud jal jaayenge..! - 14th July 2003, 07:27 PM

ab ye hogaa shaayad apanii aag mein Khud jal jaayenge
tum se duur bahut rah kar bhii kyaa paayaa kyaa paayenge

dukh bhii sachche sukh bhii sachche phir bhii terii chaahat mein
ham ne kitane dhoke khaaye kitane dhoke khaayenge

aql pe ham ko naaz bahut thaa lekin ye kab sochaa thaa
ishq ke haathon ye bhii hogaa log hamen samajhaayenge

kal ke dukh bhii kaun se baaqii, aaj ke dukh bhii kai din ke
jaise din pahale kaate the ye din bhii kaT jaayenge

--------------------Manoj Kureel
  Send a message via Yahoo to manoj kureel  
Reply With Quote
Old
  (#2)
kshitiz
.. ek andaaz
kshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud of
 
kshitiz's Avatar
 
Offline
Posts: 1,681
Join Date: Mar 2003
Location: lucknow , hindustaan
Rep Power: 37
14th July 2003, 07:45 PM

Bahut achha likha hai bhai ..

Dil se likha hua mahsos hota hai . . padh kar bahut achha laga ..

Likhte rahiye ..


andaaz
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
Afshan
Kadeer ki...
Afshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the rough
 
Afshan's Avatar
 
Offline
Posts: 2,334
Join Date: Apr 2003
Location: In Kadeer's heart.... VERY comfortable place!
Rep Power: 27
15th July 2003, 03:06 PM

Manoj ji,

Sach, bohat khubsoorat ghazal hai aapki!.. Har shayar ka apna alag andaaz hota hai.. us andaaz se unki pehchaan hoti hai.. hume lagta hai ki jald hi sab aapko apke kalaam ke zariye pehchaanne lagenge.. basm yunhi khubsoorat kalaam likhte rehna..


Tum chale jaaoge to sochenge... Humne kya khoya, humne kya paaya...
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
manoj kureel
Kureel
manoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of light
 
manoj kureel's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Jul 2003
Location: new delhi INDIA
Rep Power: 28
15th July 2003, 04:05 PM

shukriya afsaan ji
sach kahoon aap ki hauslaafzai bahoot achi lagi.aap khud bahoot umda likhti hai aur mein aap ka har kalaam padhta hoon.mein yehi umeed karta hoon ki aap aage bhi shayari ke anmol moti bikherti rahe aur mein aap ke jaise likhne ki koshish karta rahoon.
take care
-Manoj Kureel
  Send a message via Yahoo to manoj kureel  
Reply With Quote
Apanii..........
Old
  (#5)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
Apanii.......... - 16th July 2003, 01:30 PM

Manoj jee, Nice one. Aapka hawsla dehkar acha laga.
Pyaar meh shayed aise hi kuch hojate hein.
Lekin jab koi kisise Pyaar hojeta hein, aisa hi kuch hota hein.
God bless.
Shimul.


*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Re: Apanii..........
Old
  (#6)
manoj kureel
Kureel
manoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of light
 
manoj kureel's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Jul 2003
Location: new delhi INDIA
Rep Power: 28
Re: Apanii.......... - 16th July 2003, 03:19 PM

shimul ji hauslaafzai ke liye bahoot bahoot shukriya....


manzil na de, charaaG na de, hausalaa to de
tinke kaa hii sahii tu magar aasaraa to de

-Manoj Kureel
  Send a message via Yahoo to manoj kureel  
Reply With Quote
mein shayar to nahi
Old
  (#7)
chetan agrawal
Registered User
chetan agrawal is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 41
Join Date: Jul 2003
Location: bhopal
Rep Power: 0
Love mein shayar to nahi - 16th July 2003, 03:40 PM

hi manoj
hello
khub likha appne
aab tarif karu kya appi jo appne ise bnaya~~


chetan
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Na talaash kar hamen ashkon mein,tere dil mein hum bus jaayenge. vichiter Shayri-e-Ishq 45 11th November 2009 01:31 PM
Khud Ko Iss Dil Mein Basane Ki Ijazat De Do anjelz_princess Shayri-e-Ishq 2 8th December 2005 05:24 PM
Khud mein hi hum kuch Diggaj_Dave Shayri-e-Dard 1 1st July 2005 11:11 PM
tumhe dhoonda karte the jin tanhaiyon mein kabhi,hum khud unhi tanhaiyon mein goom ho punnu Shayri-e-Ishq 8 21st July 2003 05:25 AM
chale jaayenge bhari jawani mein maikasH Shayri-e-Dard 0 5th September 2001 08:48 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com