Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
jindagi aur maut
Old
  (#1)
aru
Main shayar to nahin.....
aru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.com
 
aru's Avatar
 
Offline
Posts: 2,796
Join Date: Oct 2002
Location: kanpur
Rep Power: 50
jindagi aur maut - 1st May 2006, 09:41 PM

Jindagi ek kavita hai,
Maut uskee aakhri pankti,

Jindagi ek safar hai,
Maut uskee manjil hai,

Jindagi ek shor hai,
Maut bilkul khamosh hai,

Jindagi suhaani dhoop hai,
Maut kaali raat hai,

Jindagi mein sukh-dukh hai,
Muat mein sirf dukh hai,

Jindagi hansti vaa roti hai,
Muat ek baar hansti hai,

Jindagi chalti rehti hai,
Maut ek jagah khadi hoti hai,

Jindagi ke bebas abla hai,
Maut ek kroor rakshas hai,

Jindagi mein jeet aur haar hai,
Maut in sabke paar hai,

Jindagi mein sab saath nhote hain,
Maut mein ham akele hote hain,

Jindagi batakar aati hai,
Maut chupchaap aati hai,

Jindagi dodti bhaagti hai,
Maut uska intejaar karti hai,

Jindagi hai to maut hai,
Maut hai to jindagi hai.



एक हाथ में दिल उनके एक हाथ में खंजर था
चेहरे पे दोस्त का मुखौटा अजीब सा मंजर था

Arvind Saxena
Ph. No. 7905856220
  Send a message via AIM to aru  
Reply With Quote
Old
  (#2)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
26th August 2014, 09:33 PM

Yoon to bada mushkil hai dono ko define karna...phir bhi zindagi aur maut par aapka nazariya pasand aaya mujhe aru ji........dil se daad.



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
27th August 2014, 09:10 AM

Quote:
Originally Posted by aru View Post
Jindagi ek kavita hai,
Maut uskee aakhri pankti,

Jindagi ek safar hai,
Maut uskee manjil hai,

Jindagi ek shor hai,
Maut bilkul khamosh hai,

Jindagi suhaani dhoop hai,
Maut kaali raat hai,

Jindagi mein sukh-dukh hai,
Muat mein sirf dukh hai,

Jindagi hansti vaa roti hai,
Muat ek baar hansti hai,

Jindagi chalti rehti hai,
Maut ek jagah khadi hoti hai,

Jindagi ke bebas abla hai,
Maut ek kroor rakshas hai,

Jindagi mein jeet aur haar hai,
Maut in sabke paar hai,

Jindagi mein sab saath nhote hain,
Maut mein ham akele hote hain,

Jindagi batakar aati hai,
Maut chupchaap aati hai,

Jindagi dodti bhaagti hai,
Maut uska intejaar karti hai,

Jindagi hai to maut hai,
Maut hai to jindagi hai.


bahot khoob aru bhai.... waah kya kaviytaa likhi hai aaapne.... ehsaason se labrez, dil ko jhakjhoer dene waali panktiyaan.... likhte rahen... daad hi daad pesh hain..... reps pending....


Shaad...
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
jindagi aur maut aru Aapki Shayri 8 9th June 2009 11:01 PM
jindagi aur maut aru Shayri-e-Dard 0 3rd May 2006 08:53 PM
jindagi aur maut aru Aapki Shayri 1 2nd May 2006 11:22 AM
jindagi aur maut Taish Aapki Shayri 0 31st January 2005 06:50 PM
jindagi aur maut tumhari_shayri Hindi Kavitayen 0 14th March 2003 10:53 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com