Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rating: Thread Rating: 2 votes, 5.00 average. Display Modes
Milne ka hosla bahut hai lekin.Judai ke khayalat se darr lagta hai,
Old
  (#1)
Mohammad Kashif
DIL KI BAAT DIL TAK
Mohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant future
 
Mohammad Kashif's Avatar
 
Offline
Posts: 1,185
Join Date: Apr 2007
Location: MORADABAD (U.P.)
Rep Power: 37
Thumbs up Milne ka hosla bahut hai lekin.Judai ke khayalat se darr lagta hai, - 22nd August 2007, 11:34 AM

yaroo Mohabbat kar to lain humbi.
Lekin Har ek baat se darr lagta hai,

Kuch hamare halaat rokte hain.
Kuch zamane ke sawalaat se darr lagta hai,

Milne ka hosla bahut hai lekin.
Judai ke khayalat se darr lagta hai,

Dushmano se dar bhi nahi koi humay.
Dosto ke saath se bas darr lagta hai,

Apna dil patther ka bana liya hai humne.
Unka dil na toot jaye is baat se bas darr lagta hai,

Hamari wafa ka koi inaam nahi mile gum nahi.
Bewafai ke ilzaam se bas darr lagta hai,

Sari khushia unhe tohfe mein dedain ''kashif''.
saath gum bhi to hain is baat se darr lagta hai,

"Do Pal Ruka Khushio.n ka Karwan"

Dunia ke sitam ki koi perwah nahi mujhko,
wo kyoun mujhpe ungliya uthaye ja rahe hain.
Jis shaks ko janta tha ek chehre se ''kashif''
Uske kitne chehre samne laye ja rahe hain.

  Send a message via Yahoo to Mohammad Kashif  
Reply With Quote
Old
  (#2)
jasdeephere
Registered User
jasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nice
 
jasdeephere's Avatar
 
Offline
Posts: 657
Join Date: Mar 2007
Location: Chandigarh/Jalandhar
Rep Power: 22
22nd August 2007, 12:24 PM

Wah Kashif Sahib Wah
Aadab janab

Sach mein maza aa gya aapka yeh kalam padh ke....
hamein hamesha ki tarah aaj bhi aapki shayri ne yeh saabit kar diya ke chahe woh dard ke liye ho ya ishq ke liye aapka likha hai to kamaal ka hai...........
aur ab aapne itna achha likha hai ke main isse baar baar padh raha hoon aur har baar aapki tareef mein ek reply bhejne ko dil kar raha hai.....

Bahut hi khoobsurat ehsaas aapke

Khush Rahiye.............

Badnaseeb bhi nahi par mera naseeb bhi nahi
Maana ke main ameer nahi par gareeb bhi nahi
Dil ki gehraaiyon mein chhipaya hai jise
Woh door bhi nahi mujhse par kareeb bhi nahi
Chahta to hoon dena usko khushiyan saare jahan ki
par mil jaayein unke gham "Jasdeep" itna khushnaseeb bhi nahi
  Send a message via Yahoo to jasdeephere  
Reply With Quote
Old
  (#3)
aadi007
wo lamhe.......!
aadi007 will become famous soon enough
 
aadi007's Avatar
 
Offline
Posts: 152
Join Date: Jun 2007
Location: U.P.
Rep Power: 17
22nd August 2007, 12:41 PM

Quote:
Originally Posted by Mohammad Kashif View Post
yaroo Mohabbat kar to lain humbi.
Lekin Har ek baat se darr lagta hai,

Kuch hamare halaat rokte hain.
Kuch zamane ke sawalaat se darr lagta hai,

Milne ka hosla bahut hai lekin.
Judai ke khayalat se darr lagta hai,

Dushmano se dar bhi nahi koi humay.
Dosto ke saath se bas darr lagta hai,

Apna dil patther ka bana liya hai humne.
Unka dil na toot jaye is baat se bas darr lagta hai,

Hamari wafa ka koi inaam nahi mile gum nahi.
Bewafai ke ilzaam se bas darr lagta hai,

Sari khushia unhe tohfe mein dedain ''kashif''.
saath gum bhi to hain is baat se darr lagta hai,
adab kashif ji, bahut acha likha he. ek achi tehrir thi apki....

daad kobool kijiye...

agar hum ek ansu hote,
to apki ankhon se hokar apke hothon
par marna pasand karte.
agar ap meri ankhon ke ansu hote,
to vaada he jaan hum zindgi bhar N rote...

Merii subah terii muriid hai merii shaam tere hii naam se
Tere dar se nahii main jaau.Ngaa ye Khayaal dil se nikal de

---------------------------------------
****allah hafiz****
**aadi9935458083**
***take care***

(¨`·.·´¨) Always
`·.¸(¨`·.·´¨) Keep
(¨`·.·´¨)¸.·´ Smiling!
`·.¸.·´
   
Reply With Quote
Bohot Khoob!!!
Old
  (#4)
Abrarsworld
Zindagi Ek Tassavvur!!!
Abrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to behold
 
Abrarsworld's Avatar
 
Offline
Posts: 369
Join Date: Mar 2007
Location: Hyderabad,India
Rep Power: 24
Bohot Khoob!!! - 22nd August 2007, 03:39 PM

Quote:
Originally Posted by Mohammad Kashif View Post
yaroo Mohabbat kar to lain humbi.
Lekin Har ek baat se darr lagta hai,

Kuch hamare halaat rokte hain.
Kuch zamane ke sawalaat se darr lagta hai,

Milne ka hosla bahut hai lekin.
Judai ke khayalat se darr lagta hai,

Dushmano se dar bhi nahi koi humay.
Dosto ke saath se bas darr lagta hai,

Apna dil patther ka bana liya hai humne.
Unka dil na toot jaye is baat se bas darr lagta hai,

Hamari wafa ka koi inaam nahi mile gum nahi.
Bewafai ke ilzaam se bas darr lagta hai,

Sari khushia unhe tohfe mein dedain ''kashif''.
saath gum bhi to hain is baat se darr lagta hai,
Kashif Sahab bohot sacchi baatein bayan ki hai aapne yahan par.. Daad haazir hai kubool ho...

Abrar...

Hum to pattharon se mohabbat ka hunar rakhte hain,
Tum to phir bhi moom ho "Abrar" ke gale lag kar pighal jaoge...
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
mausam
Yaadon ka!
mausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant future
 
mausam's Avatar
 
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
22nd August 2007, 05:20 PM

Kuch hamare halaat rokte hain.
Kuch zamane ke sawalaat se darr lagta hai,

...yeh ashar hume behad pasand aaya..waise to saare ke saare acche hain..ek acchi koshish par meri aur se daad kubool kare...

mausam

Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN

Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
EkDharkan
~~Reshma ke Dil ki~~
EkDharkan will become famous soon enough
 
EkDharkan's Avatar
 
Offline
Posts: 399
Join Date: May 2007
Location: Suriname
Rep Power: 18
22nd August 2007, 08:56 PM

Quote:
Originally Posted by Mohammad Kashif View Post
yaroo Mohabbat kar to lain humbi.
Lekin Har ek baat se darr lagta hai,

Kuch hamare halaat rokte hain.
Kuch zamane ke sawalaat se darr lagta hai,

Milne ka hosla bahut hai lekin.
Judai ke khayalat se darr lagta hai,

Dushmano se dar bhi nahi koi humay.
Dosto ke saath se bas darr lagta hai,

Apna dil patther ka bana liya hai humne.
Unka dil na toot jaye is baat se bas darr lagta hai,

Hamari wafa ka koi inaam nahi mile gum nahi.
Bewafai ke ilzaam se bas darr lagta hai,

Sari khushia unhe tohfe mein dedain ''kashif''.
saath gum bhi to hain is baat se darr lagta hai,
Wah Kashif ji, Bahot hi khoob farmaya hai aap ne!

Dunya ke sitam ka koi hisaab nahi,
Lekin meri houslo ka bhi jawaab nahi...
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
Mohammad Kashif
DIL KI BAAT DIL TAK
Mohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant future
 
Mohammad Kashif's Avatar
 
Offline
Posts: 1,185
Join Date: Apr 2007
Location: MORADABAD (U.P.)
Rep Power: 37
Thumbs up 23rd August 2007, 07:57 PM

Quote:
Originally Posted by jasdeephere View Post
Wah Kashif Sahib Wah
Aadab janab

Sach mein maza aa gya aapka yeh kalam padh ke....
hamein hamesha ki tarah aaj bhi aapki shayri ne yeh saabit kar diya ke chahe woh dard ke liye ho ya ishq ke liye aapka likha hai to kamaal ka hai...........
aur ab aapne itna achha likha hai ke main isse baar baar padh raha hoon aur har baar aapki tareef mein ek reply bhejne ko dil kar raha hai.....

Bahut hi khoobsurat ehsaas aapke

Khush Rahiye.............
JASDEEP Sahab main apka tahedil se shukriya ada karta hoon jo apne mere kalaam ko pasand kiya aapka reply jabbhi mujhe milta hai inteha hi khushi hoti hai ese hi saath detey rahiye.................Aap ka bhai kashif

"Do Pal Ruka Khushio.n ka Karwan"

Dunia ke sitam ki koi perwah nahi mujhko,
wo kyoun mujhpe ungliya uthaye ja rahe hain.
Jis shaks ko janta tha ek chehre se ''kashif''
Uske kitne chehre samne laye ja rahe hain.

  Send a message via Yahoo to Mohammad Kashif  
Reply With Quote
Old
  (#8)
qqplus
Registered User
qqplus has a spectacular aura aboutqqplus has a spectacular aura aboutqqplus has a spectacular aura about
 
qqplus's Avatar
 
Offline
Posts: 554
Join Date: Aug 2004
Rep Power: 22
23rd August 2007, 08:57 PM

good one...
  Send a message via Yahoo to qqplus  
Reply With Quote
Old
  (#9)
Mohammad Kashif
DIL KI BAAT DIL TAK
Mohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant future
 
Mohammad Kashif's Avatar
 
Offline
Posts: 1,185
Join Date: Apr 2007
Location: MORADABAD (U.P.)
Rep Power: 37
Thumbs up 24th August 2007, 02:42 PM

Quote:
Originally Posted by aadi007 View Post
adab kashif ji, bahut acha likha he. ek achi tehrir thi apki....

daad kobool kijiye...
Aadi sahab bahut bahut shukriya aapka jo mera kalaam pasand kiya unhi saath detey rahiye

"Do Pal Ruka Khushio.n ka Karwan"

Dunia ke sitam ki koi perwah nahi mujhko,
wo kyoun mujhpe ungliya uthaye ja rahe hain.
Jis shaks ko janta tha ek chehre se ''kashif''
Uske kitne chehre samne laye ja rahe hain.

  Send a message via Yahoo to Mohammad Kashif  
Reply With Quote
Old
  (#10)
Mohammad Kashif
DIL KI BAAT DIL TAK
Mohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant future
 
Mohammad Kashif's Avatar
 
Offline
Posts: 1,185
Join Date: Apr 2007
Location: MORADABAD (U.P.)
Rep Power: 37
Thumbs up 25th August 2007, 04:34 PM

Quote:
Originally Posted by Abrarsworld View Post
Kashif Sahab bohot sacchi baatein bayan ki hai aapne yahan par.. Daad haazir hai kubool ho...

Abrar...
ABRAR BHAI bahut bahut shukriya aapka unhi saath detey rahiye

"Do Pal Ruka Khushio.n ka Karwan"

Dunia ke sitam ki koi perwah nahi mujhko,
wo kyoun mujhpe ungliya uthaye ja rahe hain.
Jis shaks ko janta tha ek chehre se ''kashif''
Uske kitne chehre samne laye ja rahe hain.

  Send a message via Yahoo to Mohammad Kashif  
Reply With Quote
Old
  (#11)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
27th August 2007, 09:51 PM

Kashif BHaa'ii:

adaab ar'z...

janaab kyaa baat haii.. bahot hi baDHiya qalaam !! duaa hai aage aap aur bhee achchhaa liKheN.. daad ko taSleem kareN..

KhuSh raheN.. apnaa Khayaal raKheN

duaaoN ke saath ijaazat

aapka

~ Dhaval

*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
touheed
Registered User
touheed is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 9
Join Date: Aug 2007
Location: mumbai
Rep Power: 0
28th August 2007, 10:55 AM

Quote:
Originally Posted by Mohammad Kashif View Post
yaroo Mohabbat kar to lain humbi.
Lekin Har ek baat se darr lagta hai,

Kuch hamare halaat rokte hain.
Kuch zamane ke sawalaat se darr lagta hai,

Milne ka hosla bahut hai lekin.
Judai ke khayalat se darr lagta hai,

Dushmano se dar bhi nahi koi humay.
Dosto ke saath se bas darr lagta hai,

Apna dil patther ka bana liya hai humne.
Unka dil na toot jaye is baat se bas darr lagta hai,

Hamari wafa ka koi inaam nahi mile gum nahi.
Bewafai ke ilzaam se bas darr lagta hai,

Sari khushia unhe tohfe mein dedain ''kashif''.
saath gum bhi to hain is baat se darr lagta hai,

kashif sahab mere paas lafz nagi hai aapke sher k taarif karne k liye...

..tu phir usi chand se rishta bana baitha,
tu phir usi saadgi se fareb kha baitha,
pathron se tha taalukaat tera "touheed",
phir bhee sheeshe ka ghar bana baitha...

touheed mujawar
H.O.
Shapoorji Pallonji ltd.
mumbai.
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
akelijaan
Mai shayar to nahi
akelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the rough
 
akelijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 739
Join Date: Feb 2006
Location: mumbai,india
Rep Power: 21
28th August 2007, 09:08 PM

Kuch hamare halaat rokte hain.
Kuch zamane ke sawalaat se darr lagta hai,

Milne ka hosla bahut hai lekin.
Judai ke khayalat se darr lagta hai,

Sari khushia unhe tohfe mein dedain ''kashif''.
saath gum bhi to hain is baat se darr lagta hai,

bahut khoob kaashif ji..kya kehne aapke.yeh ashaar behad pasand aaye.
yunhin likhte rahen

yun bin bulaaye milne chala aata hai,
gham ko mujh se yeh unsiyat kaisi??

--akelijaan--
  Send a message via Yahoo to akelijaan  
Reply With Quote
frnd 4 ever
Old
  (#14)
munfairy
Registered User
munfairy is a jewel in the roughmunfairy is a jewel in the roughmunfairy is a jewel in the roughmunfairy is a jewel in the rough
 
munfairy's Avatar
 
Offline
Posts: 850
Join Date: Nov 2005
Location: mumbai
Rep Power: 22
Thumbs up frnd 4 ever - 30th August 2007, 01:11 PM

Quote:
Originally Posted by Mohammad Kashif View Post
yaroo Mohabbat kar to lain humbi.
Lekin Har ek baat se darr lagta hai,

Kuch hamare halaat rokte hain.
Kuch zamane ke sawalaat se darr lagta hai,

Milne ka hosla bahut hai lekin.
Judai ke khayalat se darr lagta hai,

Dushmano se dar bhi nahi koi humay.
Dosto ke saath se bas darr lagta hai,

Apna dil patther ka bana liya hai humne.
Unka dil na toot jaye is baat se bas darr lagta hai,

Hamari wafa ka koi inaam nahi mile gum nahi.
Bewafai ke ilzaam se bas darr lagta hai,

Sari khushia unhe tohfe mein dedain ''kashif''.
saath gum bhi to hain is baat se darr lagta hai,

ASSALAM WALEKUM KASHIF JI,
KAISE HAIN AAP?

wah janab kya baat hain,
MASHA ALLAH ,
aaj kal ap kamal kar rahe hain,
apki har nazam apne aap me dil ko chu jane wali hoti hain,

ab to apki tarif karne ko alfaz nahi milte,,
bas isi liye kuch bhi likhne se dar lagta hain

BOHOT KHOOB.

hamesha khush rahiyega
apna khayal rakhiye.

ALLAH HAFIZ

apki dost
HASSONI,
( HaSSaN ki SoNi )

()""""()()""""()
( ,'o' ) ( ,'o' )
(,) (,) (,) (,)
SoNY _ HASSAN
forever..
and ever and ever!
**********(¨`·.·´¨) Always *************
`·.¸(¨`·.·´¨) Keep
(¨`·.·´¨)¸.·´ Smiling!
`·.¸.·´

Apki dost
Sweet HASSONI,
( Badrul HaSSaN ki SoNi )

()""""()()""""()
( ,'o' ) ( ,'o' )
(,) (,) (,) (,)
SoNY _ Badrul HASSAN
forever..
and ever and ever!

**********(¨`·.·´¨) Always *************
`·.¸(¨`·.·´¨) Keep
(¨`·.·´¨)¸.·´ Smiling!
`·.¸.·´
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
Mohammad Kashif
DIL KI BAAT DIL TAK
Mohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant future
 
Mohammad Kashif's Avatar
 
Offline
Posts: 1,185
Join Date: Apr 2007
Location: MORADABAD (U.P.)
Rep Power: 37
Thumbs up 4th September 2007, 09:46 PM

Quote:
Originally Posted by mausam View Post
Kuch hamare halaat rokte hain.
Kuch zamane ke sawalaat se darr lagta hai,

...yeh ashar hume behad pasand aaya..waise to saare ke saare acche hain..ek acchi koshish par meri aur se daad kubool kare...

mausam
MAUSAM JI ADAAB.............bahut bahut shukriya ki apko mera kalaam pasand aya unhi saath detey rahiye khush rahiye hamesha

"Do Pal Ruka Khushio.n ka Karwan"

Dunia ke sitam ki koi perwah nahi mujhko,
wo kyoun mujhpe ungliya uthaye ja rahe hain.
Jis shaks ko janta tha ek chehre se ''kashif''
Uske kitne chehre samne laye ja rahe hain.

  Send a message via Yahoo to Mohammad Kashif  
Reply With Quote
Old
  (#16)
Mohammad Kashif
DIL KI BAAT DIL TAK
Mohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant future
 
Mohammad Kashif's Avatar
 
Offline
Posts: 1,185
Join Date: Apr 2007
Location: MORADABAD (U.P.)
Rep Power: 37
Thumbs up 17th September 2007, 01:56 PM

Quote:
Originally Posted by EkDharkan View Post
Wah Kashif ji, Bahot hi khoob farmaya hai aap ne!
Salaam Reshma ji ..................Apka bahut bahut shukriya jo apne mera likha pasand kiya unhi saath dety rahiye

"Do Pal Ruka Khushio.n ka Karwan"

Dunia ke sitam ki koi perwah nahi mujhko,
wo kyoun mujhpe ungliya uthaye ja rahe hain.
Jis shaks ko janta tha ek chehre se ''kashif''
Uske kitne chehre samne laye ja rahe hain.

  Send a message via Yahoo to Mohammad Kashif  
Reply With Quote
Old
  (#17)
Mohammad Kashif
DIL KI BAAT DIL TAK
Mohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant future
 
Mohammad Kashif's Avatar
 
Offline
Posts: 1,185
Join Date: Apr 2007
Location: MORADABAD (U.P.)
Rep Power: 37
Thumbs up 1st October 2007, 12:05 PM

[quote=qqplus;246191]good one...[/quote]
Ziyaad bhai Adaab.............apne mera kalaam pasnd kiya bahut mamnoon hoon main apka unhi atey rahiye

"Do Pal Ruka Khushio.n ka Karwan"

Dunia ke sitam ki koi perwah nahi mujhko,
wo kyoun mujhpe ungliya uthaye ja rahe hain.
Jis shaks ko janta tha ek chehre se ''kashif''
Uske kitne chehre samne laye ja rahe hain.

  Send a message via Yahoo to Mohammad Kashif  
Reply With Quote
hii kashif g...
Old
  (#18)
aapki_anamika
Registered User
aapki_anamika has a spectacular aura aboutaapki_anamika has a spectacular aura aboutaapki_anamika has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 195
Join Date: Mar 2006
Location: in my love's heart
Rep Power: 21
hii kashif g... - 1st October 2007, 01:44 PM

Quote:
Originally Posted by Mohammad Kashif View Post
yaroo Mohabbat kar to lain humbi.
Lekin Har ek baat se darr lagta hai,

Kuch hamare halaat rokte hain.
Kuch zamane ke sawalaat se darr lagta hai,

Milne ka hosla bahut hai lekin.
Judai ke khayalat se darr lagta hai,

Dushmano se dar bhi nahi koi humay.
Dosto ke saath se bas darr lagta hai,

Apna dil patther ka bana liya hai humne.
Unka dil na toot jaye is baat se bas darr lagta hai,

Hamari wafa ka koi inaam nahi mile gum nahi.
Bewafai ke ilzaam se bas darr lagta hai,

Sari khushia unhe tohfe mein dedain ''kashif''.
saath gum bhi to hain is baat se darr lagta hai,

kashif g bhot acchi kavita lagi hume aapki..par sir aapko mohabbat se itna darr kyu lagta hai ye nahi jaante

mohabbat badi mushkil se badi kismat se milti hai..agar kabhi aapko bhi kisi se mohabbat ho jaaye to use door na jaane dijiyega..

duniya k sawaalo ka jikr kiya hai aapne apni kavita me..to duniya to sada se hi sawaal karti aayi hai sabse...apse humse..sabse..duniya ki parwaah itni nahi honi chahye k aapko apne dil ki baat ko najarandaj karna pade...

wo gana to suna hi hoga aapne.."kuch to log kahenge logo ka kaam hai kehna"..

to bas apne dil ki suniyega

khush rahiye or ese hi likhte rahiye ..

@~~**AapKi aNAmIkA**~~@

Reply With Quote
Paigam!
Old
  (#19)
asmi.here
Registered User
asmi.here is on a distinguished road
 
asmi.here's Avatar
 
Offline
Posts: 6
Join Date: Oct 2007
Rep Power: 0
Paigam! - 8th October 2007, 12:28 PM

Wah janab kya baat hai bohot badiya likhte hai aap..................wase meine ye shayri .com do din pehle hi join kari hai par apke sher bohot sare padhe hai mene is site mein...........sach kahen toh dil ki batein aap bohot hi kubsurti se bayan karte hai...........nice work keep it up aur isi tarah agge bhi yuhi likhte rahiyee..................janab................

Wase toh hum bhi kuch kuch shayri kar lete hai lekin ye site dekhkar khayal aya ki yahan se log asani se shayri copy kar sakte hai...........fir samjh nhi payi ki sabko copy karne dena chahiye ya nhi...........aap bataiyee aap toh itni shayriya likhte hai toh apki shayriyan log churate honge toh apko thoda kharab nhi lagta kya??.......

With Luv
Dhwani
   
Reply With Quote
Old
  (#20)
Mohammad Kashif
DIL KI BAAT DIL TAK
Mohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant future
 
Mohammad Kashif's Avatar
 
Offline
Posts: 1,185
Join Date: Apr 2007
Location: MORADABAD (U.P.)
Rep Power: 37
Thumbs up 8th October 2007, 02:30 PM

Quote:
Originally Posted by asmi.here View Post

Adaab Dhawani ji.......kesi ho aap, pehle to is pariwar men apka bahut bahut swagat hai mujhe ummed hai ki apka waqt yanha accha bitega.....
Aap yanha aye mera likha pasand kiya aur use saraha mujhe esa laga jese meri mehnat wasool ho gayi apke reply ki bahut khushi hui wese main koi bahut bada likhne wala to nahi hoon han yeh zaroor hai jo dil men ehsaas hota hai use likh ker yanha post kardeta hoon aur apjese dosto ki nazre inayat ho jati hai jissey bahut khushi milti hai aur kuch naya likhne ka hosla bhi milta hai...............
Apne kaha ki apbhi likhte hain lekin yeh dar rehta hai ki apki gazal ko koi chari nahi karle meri maniye apbhi apne khayalo se sabko shamil kijiye kyounki yeh shayri bhi ek khushboo ki tarhan hai jo jitne zyada logo tak pahunchegi utna hi ega log apke khayalo ko samjhe ge apke dil ki baat untak pahunchegi to yeh baat apne dil se nikal dijiye aur apna koi kalaam hamse share kijiye apki post ka intezaar rahega to jaldi kijiyega..
ek sher apke liye........
Jo unka farz hai wo ehle siyasat jane,
Hamara pegam hai Mohabbat janha tak pahunche. ( Jiger Moradabadi )
Khush rahiye hamesha kabhi koi bhi gum apke aas paas na rahey.......tack care
Aap ka dost

"Do Pal Ruka Khushio.n ka Karwan"

Dunia ke sitam ki koi perwah nahi mujhko,
wo kyoun mujhpe ungliya uthaye ja rahe hain.
Jis shaks ko janta tha ek chehre se ''kashif''
Uske kitne chehre samne laye ja rahe hain.

Last edited by Mohammad Kashif; 8th October 2007 at 02:38 PM..
  Send a message via Yahoo to Mohammad Kashif  
Reply With Quote
Old
  (#21)
asmi.here
Registered User
asmi.here is on a distinguished road
 
asmi.here's Avatar
 
Offline
Posts: 6
Join Date: Oct 2007
Rep Power: 0
11th October 2007, 11:12 AM

Asalam Walekum,
Dost...........

Apka paigam padhkar khushi hui........chaliyee aap kehte hai toh hum apko apni banai hui ek shayri sunate hai........halanki hum bohot badiya shayra nhi hai par fir bhi pasand aye toh bataiyega...........aur na pasand aye toh bhi bataiyega..............kahin koi kami rahi ho toh dost ke haq se chipaiyega nahi bata dijiyega taki hum apni shayriyon ko aur khubsurat bana sakein................

Na jane ye dil kyu itna sochta hai.................
Har ghadi har lamha apni uljhano mein ulajhta hai...............
Janta hai ye ki hota hai wahi jo kismat mein likha hai.................
Fir bhi ek nadan sa kyu itna tadapta hai................
Pyar insan ki kamjori hai ye ise pata hai.............

Na jane ye dil kyu fir bhi itna sochta hai................
Soch mein iski sama jata hai sara jahan...........
Jahan ki toh baat hi choado ye sitaron mein ghumta hai.............
Kho jata hai is kadar ye apni kalpanao mein..........
Ke ise ye jahan bhi paraya sa lagne lagta hai..............

Na jane ye dil kyu fir bhi itna sochta hai...........
Ansu iske jaise beshkimti moti hon..............
Sab samjhte hue bhi ye beshkimti moti..........
Kyu barbad ye karta hai...............

Umeed karte hai ki aapko pasand ayegi .........apke agle paigam ka tahe dil se intejar rahega ..........

Apki dost..............
Dhwani................
   
Reply With Quote
Old
  (#22)
Mohammad Kashif
DIL KI BAAT DIL TAK
Mohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant future
 
Mohammad Kashif's Avatar
 
Offline
Posts: 1,185
Join Date: Apr 2007
Location: MORADABAD (U.P.)
Rep Power: 37
Thumbs up 12th October 2007, 02:30 PM

Adaab Dhawani ji Accha laga ki maine jo apse kaha apne usper amal kiya lekin yeh gazal apko new thred men apne naam se post karni chahiye thi jisey ise kafi log padhker apke khayalo se rubaroo hote aur kuch point bhi batate apne to mujhe bahut badi zimmedari de di ki main use padhker usmen correction karoon Dhawani ji main koi bahut accha shayar nahi hoon yeh to apki zarranawazi hai jo apne mujhe is qabil samjha aur itni badi zimmedari di ab jab bhi kuch post karen to apne naam se new thered mein karen apke khayal bahut umda hai bas unhe thoda pesh karne mein dhyan dijiye ki ek pheli line doosri se match karti hui ho aur sab sher ek barabar hoon
.........haan apke kalaam ko maine kuch apne khayalo se pesh kiya hai pata nahi apko accha lage ya nahi ager koi bhi meri baat buri lage to maafi ka haqdaar hoon..khush rahiye kuch line pesh ki hai gour farmaiye.............

Dil itna jane sochta kyu hai.................
uljhano mein khota kyu hai...............

Jo likha hai lakeero mein wahi hona hai
Kismat pe nadan itna rota kyun hai................

Pyar milta hai bahut dooaoN se.............
phir yeh milker juda hota kyu hai

"Do Pal Ruka Khushio.n ka Karwan"

Dunia ke sitam ki koi perwah nahi mujhko,
wo kyoun mujhpe ungliya uthaye ja rahe hain.
Jis shaks ko janta tha ek chehre se ''kashif''
Uske kitne chehre samne laye ja rahe hain.

  Send a message via Yahoo to Mohammad Kashif  
Reply With Quote
Old
  (#23)
asmi.here
Registered User
asmi.here is on a distinguished road
 
asmi.here's Avatar
 
Offline
Posts: 6
Join Date: Oct 2007
Rep Power: 0
12th October 2007, 02:51 PM

Shukriyaa janab..............

Apne jo apni jo peshkash kahi hai wo toh meri peshkash se jada behtar hai ...............aur mujhe kateh hi bura nhi laga balki mujhe acha laga ki apne haq se mujhe kuch salah di aur kaha.........uske liye aapki sukar gujara hai ye Dhwani.........
Agar aap chahe toh humse yaho par baat kar sakte hai.............meri id hai asmi_forever87@yahoo.com

Apki Dost.........
Dhwani
   
Reply With Quote
Old
  (#24)
Ek Ehsaas
Couldn't Care Less
Ek Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud of
 
Ek Ehsaas's Avatar
 
Offline
Posts: 2,652
Join Date: Mar 2007
Location: Delhi
Rep Power: 30
12th October 2007, 03:35 PM

"Hamari wafa ka koi inaam nahi mile gum nahi.
Bewafai ke ilzaam se bas darr lagta hai"

Kya baat kahi hai Kashif Ji.

Is kash-ma-kash ko padhkar bahut sukoon mila. sach maniye, achhe alfaaz dil ko chuu jate hain...

Yun hi likhte rahein dost...

Who Cares.....
  Send a message via Yahoo to Ek Ehsaas  
Reply With Quote
Old
  (#25)
Mohammad Kashif
DIL KI BAAT DIL TAK
Mohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant future
 
Mohammad Kashif's Avatar
 
Offline
Posts: 1,185
Join Date: Apr 2007
Location: MORADABAD (U.P.)
Rep Power: 37
Thumbs up 20th November 2007, 01:09 PM

Quote:
Originally Posted by dhavalrami4you View Post
Kashif BHaa'ii:

adaab ar'z...

janaab kyaa baat haii.. bahot hi baDHiya qalaam !! duaa hai aage aap aur bhee achchhaa liKheN.. daad ko taSleem kareN..

KhuSh raheN.. apnaa Khayaal raKheN

duaaoN ke saath ijaazat

aapka

~ Dhaval
Dhaval bhai Aadaab main aapka mamnoon hoon jo aap yanha aye aur mera likha pasand kiya unhi saath detey rahiye

"Do Pal Ruka Khushio.n ka Karwan"

Dunia ke sitam ki koi perwah nahi mujhko,
wo kyoun mujhpe ungliya uthaye ja rahe hain.
Jis shaks ko janta tha ek chehre se ''kashif''
Uske kitne chehre samne laye ja rahe hain.

  Send a message via Yahoo to Mohammad Kashif  
Reply With Quote
hi...
Old
  (#26)
Neha Faran
Registered User
Neha Faran is on a distinguished road
 
Neha Faran's Avatar
 
Offline
Posts: 33
Join Date: Nov 2007
Location: PAKISTAN
Rep Power: 0
Smile hi... - 24th November 2007, 01:49 AM

asalam-u-alekum....

kashif.

hope u will b OK.
i read ur poetry.it is a cool 1.
"cool 1" means...
i mean in my views it is fantastic.

i have read ur reply on my post.thanks 4 ur suggestion.
u take care.
bye.

Neha...!
   
Reply With Quote
Good
Old
  (#27)
M YASEEN
Guest
 
Posts: n/a
Exclamation Good - 31st December 2007, 03:26 PM

BATON BATON MIAN BATCHRDNI KA ESHARA KAR KE
KHOD BI RRYA WO BOHAT HUM SE KINAA KAR KI
SHOCHTA RAHTA HON TANHI MIAN ANJAMI KHLOS
PHIR USI JURME MOHABAT KO DOBARA KAR KI
DEKH LYTE HIAN CHLO HOSLA APNE DIL KA
COTCH DIN OUR TERE SATH GOZARA KAR KI
AYIK HI SHER MIAN RAHNA HI MAGAR MILNA NAHI
DEKH LYTY HIAN YA AZIYAT BHI GAVARA KAR KI

Last edited by M YASEEN; 31st December 2007 at 03:34 PM.. Reason: WRONG
   
Reply With Quote
Old
  (#28)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
31st December 2007, 08:09 PM

Quote:
Originally Posted by Mohammad Kashif View Post
yaroo Mohabbat kar to lain humbi.
Lekin Har ek baat se darr lagta hai,

Kuch hamare halaat rokte hain.
Kuch zamane ke sawalaat se darr lagta hai,

Milne ka hosla bahut hai lekin.
Judai ke khayalat se darr lagta hai,

Dushmano se dar bhi nahi koi humay.
Dosto ke saath se bas darr lagta hai,

Apna dil patther ka bana liya hai humne.
Unka dil na toot jaye is baat se bas darr lagta hai,

Hamari wafa ka koi inaam nahi mile gum nahi.
Bewafai ke ilzaam se bas darr lagta hai,

Sari khushia unhe tohfe mein dedain ''kashif''.
saath gum bhi to hain is baat se darr lagta hai,
wah kashif ji bohat khoob likha hai aapke ahsasaat khoob lage ye ashaar ache lage ...........

Milne ka hosla bahut hai lekin.
Judai ke khayalat se darr lagta hai,

Dushmano se dar bhi nahi koi humay.
Dosto ke saath se bas darr lagta hai,

wesay is sher se bas word hata dain to shayad ziada theek lagta hai yunhi likhte rahiye bohat acha likha hai

Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
Old
  (#29)
kuhulika
Registered User
kuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant future
 
kuhulika's Avatar
 
Offline
Posts: 2,269
Join Date: Jul 2005
Location: New Delhi.(India)
Rep Power: 37
2nd January 2008, 12:55 PM

Quote:
Originally Posted by Mohammad Kashif View Post
yaroo Mohabbat kar to lain humbi.
Lekin Har ek baat se darr lagta hai,

Kuch hamare halaat rokte hain.
Kuch zamane ke sawalaat se darr lagta hai,

Milne ka hosla bahut hai lekin.
Judai ke khayalat se darr lagta hai,

Dushmano se dar bhi nahi koi humay.
Dosto ke saath se bas darr lagta hai,

Apna dil patther ka bana liya hai humne.
Unka dil na toot jaye is baat se bas darr lagta hai,

Hamari wafa ka koi inaam nahi mile gum nahi.
Bewafai ke ilzaam se bas darr lagta hai,

Sari khushia unhe tohfe mein dedain ''kashif''.
saath gum bhi to hain is baat se darr lagta hai,

Hello ji
Kashif ji
kaise hain aap?umeed hai ache se honge
sacch mein pyar ki sacchayi likhi hai aapne...pyar kar toh lein magar zamaane se darr lagta hai

bas yu hin aap likhte rahiye.or mehfilein sajaate rahiye

take care ji

SHWETA

jab yaad karte hai kisi ko
wo waqt suhana hota hai

uth jati hai kalam likhne ko
wo pyar deewana hota hai

kar deti hai haal-e-dil bayaan
wo kalaam shayraana hota hai

jab yaad karte hai kisi ko
wo waqt suhana hota hai...

~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
duniya mein kitna gam hai
apna gam phir bhi kam hai
~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
   
Reply With Quote
Old
  (#30)
Mohammad Kashif
DIL KI BAAT DIL TAK
Mohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant future
 
Mohammad Kashif's Avatar
 
Offline
Posts: 1,185
Join Date: Apr 2007
Location: MORADABAD (U.P.)
Rep Power: 37
31st October 2008, 08:31 PM

Quote:
Originally Posted by touheed View Post
kashif sahab mere paas lafz nagi hai aapke sher k taarif karne k liye...

..tu phir usi chand se rishta bana baitha,
tu phir usi saadgi se fareb kha baitha,
pathron se tha taalukaat tera "touheed",
phir bhee sheeshe ka ghar bana baitha...
Shukriya Aapka jo aapne mera kalaam pasand kiya

"Do Pal Ruka Khushio.n ka Karwan"

Dunia ke sitam ki koi perwah nahi mujhko,
wo kyoun mujhpe ungliya uthaye ja rahe hain.
Jis shaks ko janta tha ek chehre se ''kashif''
Uske kitne chehre samne laye ja rahe hain.

  Send a message via Yahoo to Mohammad Kashif  
Reply With Quote
Old
  (#31)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
2nd November 2008, 02:07 PM

Quote:
Originally Posted by Mohammad Kashif View Post
yaroo Mohabbat kar to lain humbi.
Lekin Har ek baat se darr lagta hai,

Kuch hamare halaat rokte hain.
Kuch zamane ke sawalaat se darr lagta hai,

Milne ka hosla bahut hai lekin.
Judai ke khayalat se darr lagta hai,

Dushmano se dar bhi nahi koi humay.
Dosto ke saath se bas darr lagta hai,

Apna dil patther ka bana liya hai humne.
Unka dil na toot jaye is baat se bas darr lagta hai,

Hamari wafa ka koi inaam nahi mile gum nahi.
Bewafai ke ilzaam se bas darr lagta hai,

Sari khushia unhe tohfe mein dedain ''kashif''.
saath gum bhi to hain is baat se darr lagta hai,

namaskaar khashif jee, kaise hai aap ???

sabse phele to aapse muaffi chahti hoon ki aapki es nayaab gazal par jane meri nazar kyuN nahi gaye phele, aaj hi es gazal ko pada hai bahut acche ahsaas pesh kiye hain aapne....bahut umda likha hai.

likhtey rahiye kush rahiye
god bless u

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Reply

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Mufliso.N ke ghar lekin Khudkushi ka darr bhi hai ( Qadeertoopchi ) abdulqadeert Shayri-e-Dard 14 23rd December 2010 05:58 PM
darr lagta hai........... kuhulika Aapki Shayri 2 15th August 2005 04:23 PM
Judai Ka Hosla mohsin khan Shayri-e-Ishq 6 28th January 2004 06:04 PM
Ghazal: Darr Lagta Hai.. Afshan Shayri-e-Dard 34 22nd July 2003 11:52 AM
darr lagta hai RICKY_DIL_SE Shayri-e-Dard 0 16th February 2002 11:29 AM

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com