Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Aaiinaa Aazmaa Ke Dekh Lo ... !
Old
  (#1)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
Aaiinaa Aazmaa Ke Dekh Lo ... ! - 13th January 2011, 10:37 AM

Dard-E-Dil Chhupaa Ke Dekh Lo
Har Aaiinaa Aazmaa Ke Dekh Lo ...

Gar Naaraaz Ho Zindagi Se
Kisi Din Muskuraa Ke Dekh Lo ...

Phir Bahut Yaad Aayenge Hum
Jis Tarah Bhi Bhuulaa Ke Dekh Lo ...

Jise Dekh Ke Phir Nahi Dekhaa
Khwaab Thaa Sulaa Ke Dekh Lo ...

Kaise Khule Intezaar Ke Darwaaze
Zaraa Hausle Hawaa Ke Dekh Lo ...

Jo Nahi Hai Kismat MeN "Naresh"
Chaahe Haath Dikhaa Ke Dekh Lo ...




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#2)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
13th January 2011, 10:40 AM

Bahot khoob likha hai Naresh bhai, is baar bilkul naye ehsaason ke saath aap tashreef laaye hain.. behad accha laga aapka ye kalam.. daad haazir hai..

Dard-E-Dil Chhupaa Ke Dekh Lo
Har Aaiinaa Aazmaa Ke Dekh Lo ...

Jise Dekh Ke Phir Nahi Dekhaa
Khwaab Thaa Sulaa Ke Dekh Lo ...


In do sheron ke liye meri khaas daad.. likhte rahen

shaad...


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
Radhika_2
RooH Se RooH Tak
Radhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Radhika_2's Avatar
 
Offline
Posts: 1,247
Join Date: Feb 2010
Location: Delhi
Rep Power: 53
13th January 2011, 12:15 PM

Quote:
Originally Posted by naresh_mehra110 View Post
Dard-E-Dil Chhupaa Ke Dekh Lo
Har Aaiinaa Aazmaa Ke Dekh Lo ...

Gar Naaraaz Ho Zindagi Se
Kisi Din Muskuraa Ke Dekh Lo ...

Phir Bahut Yaad Aayenge Hum
Jis Tarah Bhi Bhuulaa Ke Dekh Lo ...

Jise Dekh Ke Phir Nahi Dekhaa
Khwaab Thaa Sulaa Ke Dekh Lo ...

Kaise Khule Intezaar Ke Darwaaze
Zaraa Hausle Hawaa Ke Dekh Lo ...

Jo Nahi Hai Kismat MeN "Naresh"
Chaahe Haath Dikhaa Ke Dekh Lo ...

ji nice creation...........................


Dard-E-Dil Chhupaa Ke Dekh Lo
Har Aaiinaa Aazmaa Ke Dekh Lo ...

Phir Bahut Yaad Aayenge Hum
Jis Tarah Bhi Bhuulaa Ke Dekh Lo ...



Radhika

Seene Me Zakham Utarey Chale Gaye
Jo Humpe Guzari Guzarey Chale Gaye

Woh Aayega Ek Din Milne Humse
Naam Uska Hi Pukarey Chale Gaye


E-mail : radhika.nm2@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
13th January 2011, 06:16 PM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
Bahot khoob likha hai Naresh bhai, is baar bilkul naye ehsaason ke saath aap tashreef laaye hain.. behad accha laga aapka ye kalam.. daad haazir hai..

Dard-E-Dil Chhupaa Ke Dekh Lo
Har Aaiinaa Aazmaa Ke Dekh Lo ...

Jise Dekh Ke Phir Nahi Dekhaa
Khwaab Thaa Sulaa Ke Dekh Lo ...


In do sheron ke liye meri khaas daad.. likhte rahen

shaad...
Shaad Ji ... aapka koshish ko saraahane ... hauslaa afzaai aur dilee daad ka bahut bahut shukriya ... khush rahen ... !

duaaon ke saath ... !




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#5)
masoodhassas
Registered User
masoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant future
 
masoodhassas's Avatar
 
Offline
Posts: 791
Join Date: Sep 2010
Rep Power: 31
13th January 2011, 06:40 PM

Quote:
Originally Posted by naresh_mehra110 View Post
Dard-E-Dil Chhupaa Ke Dekh Lo

Har Aaiinaa Aazmaa Ke Dekh Lo ...

Gar Naaraaz Ho Zindagi Se
Kisi Din Muskuraa Ke Dekh Lo ...

Phir Bahut Yaad Aayenge Hum
Jis Tarah Bhi Bhuulaa Ke Dekh Lo ...

Jise Dekh Ke Phir Nahi Dekhaa
Khwaab Thaa Sulaa Ke Dekh Lo ...

Kaise Khule Intezaar Ke Darwaaze
Zaraa Hausle Hawaa Ke Dekh Lo ...

Jo Nahi Hai Kismat MeN "Naresh"

Chaahe Haath Dikhaa Ke Dekh Lo ...

aadaab
bahot khoob mehraa saahab jawaab nahi aalaa ghazal hai seedhe dil pe waar kartee hai lagtaa hai ki baagheeche me qadam rakh diyaa ho aor tarah tarah ke phool nazar aa rahe hon

Gar Naaraaz Ho Zindagi Se
Kisi Din Muskuraa Ke Dekh Lo ...

Phir Bahut Yaad Aayenge Hum
Jis Tarah Bhi Bhuulaa Ke Dekh Lo ...

ye dono hisher fikr ki parwaaz ki nishaan dehi karte hain
masood hassaas
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
14th January 2011, 10:47 PM

Quote:
Originally Posted by Radhika_2 View Post
ji nice creation...........................


Dard-E-Dil Chhupaa Ke Dekh Lo
Har Aaiinaa Aazmaa Ke Dekh Lo ...

Phir Bahut Yaad Aayenge Hum
Jis Tarah Bhi Bhuulaa Ke Dekh Lo ...
Radhika Ji ... aapka koshish ko saraahane ka bahut bahut shukriya .. khush rahen ... !

DuaaoN ke saath ... !




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#7)
Kavita Negi
Registered User
Kavita Negi is a name known to allKavita Negi is a name known to allKavita Negi is a name known to allKavita Negi is a name known to allKavita Negi is a name known to allKavita Negi is a name known to all
 
Kavita Negi's Avatar
 
Offline
Posts: 651
Join Date: Apr 2010
Location: Chandigarh
Rep Power: 20
15th January 2011, 05:43 PM

Quote:
Originally Posted by naresh_mehra110 View Post
Dard-E-Dil Chhupaa Ke Dekh Lo

Har Aaiinaa Aazmaa Ke Dekh Lo ...

Gar Naaraaz Ho Zindagi Se
Kisi Din Muskuraa Ke Dekh Lo ...

Phir Bahut Yaad Aayenge Hum
Jis Tarah Bhi Bhuulaa Ke Dekh Lo ...

Jise Dekh Ke Phir Nahi Dekhaa
Khwaab Thaa Sulaa Ke Dekh Lo ...

Kaise Khule Intezaar Ke Darwaaze
Zaraa Hausle Hawaa Ke Dekh Lo ...

Jo Nahi Hai Kismat MeN "Naresh"

Chaahe Haath Dikhaa Ke Dekh Lo ...
Naresh Jee,
Bahut khoob likha hai aapne......!!!
Gar Naaraaz Ho Zindagi Se
Kisi Din Muskuraa Ke Dekh Lo ...

Phir Bahut Yaad Aayenge Hum
Jis Tarah Bhi Bhuulaa Ke Dekh Lo ...

Behad khubsurat lage ye sher....!!! Dher saari daad hazir hai ....!!! Aise hi likhte rahiye....!!! khush rahiyee....!!!!


KAVITA NEGI

Hame ehbab ki lambi qataron sy nahi matlab..........!!
Jo dil sy hamara ho hame wo ik shaksh kaafi he......!!
  Send a message via Yahoo to Kavita Negi  
Reply With Quote
Old
  (#8)
shipra
Registered User
shipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to behold
 
shipra's Avatar
 
Offline
Posts: 474
Join Date: Apr 2009
Rep Power: 24
16th January 2011, 12:32 PM

Gar Naaraaz Ho Zindagi Se
Kisi Din Muskuraa Ke Dekh Lo ...

excellent thoughts naresh ji......
daad kubul keejiye..
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
16th January 2011, 02:28 PM

Phir Bahut Yaad Aayenge Hum
Jis Tarah Bhi Bhuulaa Ke Dekh Lo ...

Bohat khoob Naresh ji..............................




Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#10)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
17th January 2011, 08:59 AM

Quote:
Originally Posted by masoodhassas View Post
aadaab
bahot khoob mehraa saahab jawaab nahi aalaa ghazal hai seedhe dil pe waar kartee hai lagtaa hai ki baagheeche me qadam rakh diyaa ho aor tarah tarah ke phool nazar aa rahe hon

Gar Naaraaz Ho Zindagi Se
Kisi Din Muskuraa Ke Dekh Lo ...

Phir Bahut Yaad Aayenge Hum
Jis Tarah Bhi Bhuulaa Ke Dekh Lo ...

ye dono hisher fikr ki parwaaz ki nishaan dehi karte hain
masood hassaas
Masood Bhai .. Aadaab !

aapki hauslaa afzaai aur ijazat afzaai ka dil se shukriya ... khush rahen ... !

duaaon ke saath ... !




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#11)
janumanu
Banned
janumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 2,586
Join Date: Jun 2008
Location: New Delhi
Rep Power: 0
17th January 2011, 10:12 AM



Naresh ji apke kahe mutabik aapki gahzal ko behr mai lane ki koshish ki hai, aapki behr hai ab is gahzal mai ( 2122 12 12 22 " tumko dekha to ye khyaal aaya, ya shaam se aaNkh mai nami si hai") jaha tak khyaal wahi rakhne ki koshish ki hai, bas radeef change kiya hai woh bhi behr ki zaroorat ke hisaab se , kafiyee same hai ek sher chhod diyaa hai... baaki aap batayeN , iske alawaa kya sevaa ki jaye

koe galti ho to maaf kareN ....!!

Dard-E-Dil Chhupaa Ke Dekh Lo
Har Aaiinaa Aazmaa Ke Dekh Lo ...

derd-e-dil ko chupaa ke dekho na
aainaa aajmaa ke dekho na


Gar Naaraaz Ho Zindagi Se
Kisi Din Muskuraa Ke Dekh Lo ...

tum khafa zindgi se ho to fir
aap hi muskuraa ke dekho na

Phir Bahut Yaad Aayenge Hum
Jis Tarah Bhi Bhuulaa Ke Dekh Lo ...

hum bahut yad aagenge tumko
ik dafa to bhulaa ke dekho na

Jise Dekh Ke Phir Nahi Dekhaa
Khwaab Thaa Sulaa Ke Dekh Lo ...

ye mujhe bilkul hi samjh nahi ayaa.. isliye ise chhod diyaa

Kaise Khule Intezaar Ke Darwaaze
Zaraa Hausle Hawaa Ke Dekh Lo ...

kholegi baapsi ke darwaje
hosle tum hawaa ke dekho na

Jo Nahi Hai Kismat MeN "Naresh"
Chaahe Haath Dikhaa Ke Dekh Lo ...

aapka takhalus berh mai aa pa raha tha, jyda koshish bhi ki nahi maine, bas kuch is tarah ban payaa.. ek sher aapka sahi nahi kiyaa hai.... uske badle aap maktaa likh leN, ho sake to tkhalus change kar leN ....

jo likha hi nahi milega kyuN
hath chahe dikhaa ke dekho na


waise ek naam mere zahan mai aayaa hai, aap romantic hi likhtee haiN.... nihayati romantic ...... isliye aapko " sajan" ka thakhalus de raha huN .... isko use karte huee last sher ko yuN kar deta hun

kya likha tha kya mila tumheN akhir
hath Sajan dikhaa ke dekho na


aap sajan apne liye aur mahboob dono ke liye use kar sakte haiN
lekin aakhiri aapki hi marzi hogi

_________________________________

So aapki gahzal finally yuN ban padi hai meri aur se


derd-e-dil ko chupaa ke dekho na
aainaa aajmaa ke dekho na

tum khafa zindgi se ho to fir
aap hi muskuraa ke dekho na

hum bahut yad aagenge tumko
ik dafa to bhulaa ke dekho na

kholegi baapsi ke darwaje
hosle tum hawaa ke dekho na

kya likha tha kya mila tumheN akhir
hath Sajan dikhaa ke dekho na


Last edited by janumanu; 17th January 2011 at 10:28 AM..
  Send a message via Yahoo to janumanu  
Reply With Quote
Old
  (#12)
janumanu
Banned
janumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 2,586
Join Date: Jun 2008
Location: New Delhi
Rep Power: 0
17th January 2011, 11:51 AM

Quote:
Originally Posted by janumanu View Post


Naresh ji apke kahe mutabik aapki gahzal ko behr mai lane ki koshish ki hai, aapki behr hai ab is gahzal mai ( 2122 12 12 22 " tumko dekha to ye khyaal aaya, ya shaam se aaNkh mai nami si hai") jaha tak khyaal wahi rakhne ki koshish ki hai, bas radeef change kiya hai woh bhi behr ki zaroorat ke hisaab se , kafiyee same hai ek sher chhod diyaa hai... baaki aap batayeN , iske alawaa kya sevaa ki jaye

koe galti ho to maaf kareN ....!!

Dard-E-Dil Chhupaa Ke Dekh Lo
Har Aaiinaa Aazmaa Ke Dekh Lo ...

derd-e-dil ko chupaa ke dekho na
aainaa aajmaa ke dekho na


Gar Naaraaz Ho Zindagi Se
Kisi Din Muskuraa Ke Dekh Lo ...

tum khafa zindgi se ho to fir
aap hi muskuraa ke dekho na

Phir Bahut Yaad Aayenge Hum
Jis Tarah Bhi Bhuulaa Ke Dekh Lo ...

hum bahut yad aagenge tumko
ik dafa to bhulaa ke dekho na

Jise Dekh Ke Phir Nahi Dekhaa
Khwaab Thaa Sulaa Ke Dekh Lo ...

ye mujhe bilkul hi samjh nahi ayaa.. isliye ise chhod diyaa

Kaise Khule Intezaar Ke Darwaaze
Zaraa Hausle Hawaa Ke Dekh Lo ...

kholegi baapsi ke darwaje
hosle tum hawaa ke dekho na

Jo Nahi Hai Kismat MeN "Naresh"
Chaahe Haath Dikhaa Ke Dekh Lo ...

aapka takhalus berh mai aa pa raha tha, jyda koshish bhi ki nahi maine, bas kuch is tarah ban payaa.. ek sher aapka sahi nahi kiyaa hai.... uske badle aap maktaa likh leN, ho sake to tkhalus change kar leN ....

jo likha hi nahi milega kyuN
hath chahe dikhaa ke dekho na


waise ek naam mere zahan mai aayaa hai, aap romantic hi likhtee haiN.... nihayati romantic ...... isliye aapko " sajan" ka thakhalus de raha huN .... isko use karte huee last sher ko yuN kar deta hun

kya likha kya mila tumheN akhir
hath Sajan dikhaa ke dekho na


aap sajan apne liye aur mahboob dono ke liye use kar sakte haiN
lekin aakhiri aapki hi marzi hogi

_________________________________

So aapki gahzal finally yuN ban padi hai meri aur se


derd-e-dil ko chupaa ke dekho na
aainaa aajmaa ke dekho na

tum khafa zindgi se ho to fir
aap hi muskuraa ke dekho na

hum bahut yad aagenge tumko
ik dafa to bhulaa ke dekho na

kholegi baapsi ke darwaje
hosle tum hawaa ke dekho na

kya likha kya mila tumheN akhir
hath Sajan dikhaa ke dekho na

kya likha kya mila tumheN akhir
hath Sajan dikhaa ke dekho na

isme Thaa .. word hata ke padhyeN plzz..
  Send a message via Yahoo to janumanu  
Reply With Quote
Old
  (#13)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
17th January 2011, 06:08 PM

Quote:
Originally Posted by janumanu View Post
kya likha kya mila tumheN akhir
hath Sajan dikhaa ke dekho na

isme Thaa .. word hata ke padhyeN plzz..
FikR Ji ... aapne mere liye itni mehnat ki aur kimti waqt lagaya ... iske liye aapka bahut bahut shukrguzaar hoon ... kuch samajh aaya ... kuch abhi adhura hai ... woh main aapse puchhtaa rahunga ... jab next ghazal banaaunga ... koshish karunga behr me rakhne ki ...

Khair ..... aapne meri koshish ko apne tarike se behr me prastut karke acchaa udharan diya ... par radeef behr ke hiisaab se set zaroor aapne kar diya .. pata nahi mujhe utnaa jamaa nahi ... in khayaalon ke saath ... jitna "dekh lo" khiil raha thaa ... lekin mujhe toh seekhna hai ... isliye ki aage acchaa likhna hai ... behas me nahi jaaunga ...

bahut accha laga ...... aapne jis tarha ghazal ko sawaaraa aur bataaya ... ek baar phir se bahut bahut shukriya ... main aapse next ghazal banaate waqt zaroor islaah karunga ... thakhalus par .. phir se vichaar karnaa chaahunga ... yeh nahi ... khush rahen ... !

duaaon ke saath ... !





YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#14)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
18th January 2011, 08:30 AM

Quote:
Originally Posted by Kavita Negi View Post
Naresh Jee,
Bahut khoob likha hai aapne......!!!
Gar Naaraaz Ho Zindagi Se
Kisi Din Muskuraa Ke Dekh Lo ...

Phir Bahut Yaad Aayenge Hum
Jis Tarah Bhi Bhuulaa Ke Dekh Lo ...

Behad khubsurat lage ye sher....!!! Dher saari daad hazir hai ....!!! Aise hi likhte rahiye....!!! khush rahiyee....!!!!
Kavita Ji .. Koshish ko pasand karne aur aapki dilee daad kaa bahut bahut shukriya ... aise hi aati rahen ... khush rahen ... !

duaaon ke saath ... !




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#15)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
19th January 2011, 08:47 AM

Quote:
Originally Posted by shipra View Post
Gar Naaraaz Ho Zindagi Se
Kisi Din Muskuraa Ke Dekh Lo ...

excellent thoughts naresh ji......
daad kubul keejiye..
Shipra Ji ... koshish ko pasand karne aur dilee daad ka bahut bahut shurkiya .. !

khush rahen ... !
duaaon ke saath ... !




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#16)
janumanu
Banned
janumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 2,586
Join Date: Jun 2008
Location: New Delhi
Rep Power: 0
19th January 2011, 12:03 PM

FikR Ji ... aapne mere liye itni mehnat ki aur kimti waqt lagaya ... iske liye aapka bahut bahut shukrguzaar hoon ... kuch samajh aaya ... kuch abhi adhura hai ... woh main aapse puchhtaa rahunga ... jab next ghazal banaaunga ... koshish karunga behr me rakhne ki ...

are isme kaun si mehnat kaun sa woqt, itna to bantaa hi hai aapke liye ...
bas koshish bekaar na jaye yahi chahtaa huN


Khair ..... aapne meri koshish ko apne tarike se behr me prastut karke acchaa udharan diya ... par radeef behr ke hiisaab se set zaroor aapne kar diya .. pata nahi mujhe utnaa jamaa nahi ... in khayaalon ke saath ... jitna "dekh lo" khiil raha thaa ... lekin mujhe toh seekhna hai ... isliye ki aage acchaa likhna hai ... behas me nahi jaaunga ...

hmm ji koe bat nahi agar aapko nahi jamaa to, fir se koshish karengee , jab tak na jame ..........
doosri behr mai try kartaa hun, aapke radeef aur kafiye ko na badlte hue ...
maine socha tha aapko maine jo behr batayee thi pahle usko dhyaan mai likhaa hoga, isliye usi behr mai try kiya....
ab doosri behr mai try kartaa huN .


bahut accha laga ...... aapne jis tarha ghazal ko sawaaraa aur bataaya ... ek baar phir se bahut bahut shukriya ... main aapse next ghazal banaate waqt zaroor islaah karunga ... thakhalus par .. phir se vichaar karnaa chaahunga ... yeh nahi ... khush rahen ... !

aapka pyaar hai, barnaa aapki ghazal meri se behtr hi thi........ behr ko dhyaan mai na rakheN to...


_________

is baar aapki behr hogi .. 2122 2122 212 .. dil ke armaan aaNsuo mai bah gaye ......... aapke khayal 98% nahi badle haiN maine, kuch behr ki bajah se badle kuch , adaa ho sake achi taarh uski bajah se ....



Dard-E-Dil Chhupaa Ke Dekh Lo
Har Aaiinaa Aazmaa Ke Dekh Lo ...

dard-e-dil ko tum chupaa ke dekh lo
aainaa bhi aazmaa ke dekh lo


Gar Naaraaz Ho Zindagi Se
Kisi Din Muskuraa Ke Dekh Lo ...


ho khafa tum zindgi se kisliye
saath mere muskuraa ke dekh lo


Phir Bahut Yaad Aayenge Hum
Jis Tarah Bhi Bhuulaa Ke Dekh Lo ...


hum bahut yaad aayenge fir baad maiN
jo agar chaho bhulaa ke dekh lo
(or)
hum bahut yaad aayenge tum dekhna
tum jo chahe to bhulaa ke dekh lo


Jise Dekh Ke Phir Nahi Dekhaa
Khwaab Thaa Sulaa Ke Dekh Lo ...

ye mujhe ab bhi samjh nahi aayaa, aap samjh dete thoda to shayed ise bhi behr mai le aata khair..


Kaise Khule Intezaar Ke Darwaaze
Zaraa Hausle Hawaa Ke Dekh Lo ...



khol degi baapsi ke dar sabhi
honsle tum is hawa ke dekh lo



Jo Nahi Hai Kismat MeN "Naresh"
Chaahe Haath Dikhaa Ke Dekh Lo ...


jo nahi likha hai kismat mai naresh
hath chahe tum dikhaa ke dekh lo

ab agar aapkaa takhluss ad kare to sher adaa nahi ho pa raha hai
behr mai aane ke babjood
isliye bina iske hi rakheN to adaa ho jayega...

jo nahi takdeer mai kya fir mile
hath chahe tum dikhaa ke dekh lo


__

ab ek sath ghazal post kartaa hun sabhi sher ..... jahaN aapko kami lage zaroor baatyeN, fir koshish karungaa .........!!


dard-e-dil ko tum chupaa ke dekh lo
aainaa bhi aazmaa ke dekh lo

jo khafa ho zindgi tum agar
saath mere muskuraa ke dekh lo

hum bahut yaad aayenge tum dekhnaa
jo agar chaho bhulaa ke dekh lo

khol degi baapsi ke dar sabhi
honsle tum is hawa ke dekh lo

jo nahi takdeer mai kya fir mile
hath chahe tum dikhaa ke dekh lo


acha buraa jo lage be-jhijhak bataiyega
abhi bhi bahut gunzaish hai, ek sher aaur same behr mai aur tarah se likhaa ja saktaa hai ......

Muklish
Fikr ..........
  Send a message via Yahoo to janumanu  
Reply With Quote
Old
  (#17)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
23rd January 2011, 10:01 AM

Quote:
Originally Posted by zainy View Post
Phir Bahut Yaad Aayenge Hum
Jis Tarah Bhi Bhuulaa Ke Dekh Lo ...

Bohat khoob Naresh ji..............................

Bahut bahut shukriya ... Zainy Ji ! aapke saraahane aur saath nibhaane kaa !

khush rahen ... !
duaaon ke saath ... !




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#18)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
25th January 2011, 08:54 AM

FikR Ji .. Aadaab !

aapne behr me ghazal ko durust karke jaise samjhaya ... main usse bahut mutaacir hua hoon .. koshish karunga ... kabhi aisa likh paauN ... aapne jo kimti waqt mujhe diya ... uska bahut shukrguzaar hoon ... aise hi saath nibhaate rahiyega ... khush rahen ... !

duaaon ke saath ... !




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#19)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
26th January 2011, 02:42 PM

Quote:
Originally Posted by naresh_mehra110 View Post
Dard-E-Dil Chhupaa Ke Dekh Lo
Har Aaiinaa Aazmaa Ke Dekh Lo ...

Gar Naaraaz Ho Zindagi Se
Kisi Din Muskuraa Ke Dekh Lo ...

Phir Bahut Yaad Aayenge Hum
Jis Tarah Bhi Bhuulaa Ke Dekh Lo ...

Jise Dekh Ke Phir Nahi Dekhaa
Khwaab Thaa Sulaa Ke Dekh Lo ...

Kaise Khule Intezaar Ke Darwaaze
Zaraa Hausle Hawaa Ke Dekh Lo ...

Jo Nahi Hai Kismat MeN "Naresh"
Chaahe Haath Dikhaa Ke Dekh Lo ...
bahut khoob ............. Naresh Bhai


Aapka Apna
Ishk


'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है


email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com