Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Sachh....
Old
  (#1)
Saddia
Registered User
Saddia is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 18
Join Date: Apr 2003
Rep Power: 0
Sachh.... - 17th April 2003, 10:51 AM

Sachh kyaa hain
Woh jo ap ko achha lage,
Ya woh jo logo ko achha lage,
Ya woh jo kitaboon main likha hain,
Ya woh jo hamare tumhare darmiyaan gujrra....
   
Reply With Quote
Mera reply
Old
  (#2)
Chaand
Registered User
Chaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud of
 
Chaand's Avatar
 
Offline
Posts: 2,628
Join Date: Jul 2002
Location: New Delhi
Rep Power: 34
Cool Mera reply - 17th April 2003, 11:26 AM

Saddiaji reply kar raha hooN aapki is behtreen si post par...Ye sirf mera khayaal hai agar galat ho ya bura lage.. to maaf kijiyega.


Sachh kya hai ?

SACHH WO HAI
JO HUM SAB JAANTE HAIN
PAR MAANTE NAHI HAIN.


Regards

Chaand


Sachh bolne ka hausla to, hum bhi rakhte haiN lekin
Anjaam sochkar, aksar khaamosh hi reh jaate haiN.

- Chaand
   
Reply With Quote
assalamvalaikum!!
Old
  (#3)
abidhussain
Registered User
abidhussain is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 81
Join Date: Feb 2003
Location: dongri
Rep Power: 22
assalamvalaikum!! - 18th April 2003, 12:55 AM

hi saddia or chand,
mere zara khayalaat zara hatke hai.
Sach kya hai???
sach vo hai jo Allah(azzawajal) ko or uske Rasool(sallalahota-ala-alaahi-wasallam) ko accha lage,
wo jo hum ko accha lage,
wo jo sab ko accha lage
wo jo kitaabo(quraan sharif) me likha hai,
wo jo hamare tumhare DARMIYAAN guzarta magar hum usse manne se inkaar karte hai.
YAHI SACH HAI OR ISKE ILAWA SAB JHUT HAI OR AAP KO MERA YE SACH BURA LAGE TO MAAF KARNA MAGAR MUJHE YE PATA HAI AAP LOG IS BAAT SE DIL ME INKAAR NAHI KARENGE..
ALLAH-HAFIZ!!


Abidhussain!!
Apni marzi se kaha apne safar ke hum hai,
Rukh hawaoo ka jidhar ka hai,udhar ke ham hai.
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
ghayalparwana
Registered User
ghayalparwana will become famous soon enoughghayalparwana will become famous soon enough
 
ghayalparwana's Avatar
 
Offline
Posts: 1,128
Join Date: Nov 2002
Location: London
Rep Power: 24
18th April 2003, 11:05 AM

hi..everybody

Humne jo sach dekha hai..wo is tarah bayaan karte hain..

Sach kya hai!!
Sach to ek DhokHa hai..
jo Sabhi ke saath hota hai..
jise jaan kar har sHakHs rota hai..
Jhooth kaa daman pakarna Aasaan hota hai..
Magar maut ki tarah Sach Hamesha aakhri mukaam mein khada hota hai..

Shayad auron ke liye sach haseen hoga,magar hamen to isne bahut gam diye hain..

Chalta huun--


kyon zindagi ki raah mein akele chalta hai dost
chal waha chal jahan tere jaise aur bhi hai...

Last edited by ghayalparwana; 18th April 2003 at 11:11 AM..
   
Reply With Quote
hello
Old
  (#5)
Saddia
Registered User
Saddia is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 18
Join Date: Apr 2003
Rep Power: 0
hello - 18th April 2003, 05:25 PM

Chaand sahab/abidhussain janaab/ghayalparwana jii

Dekhiye ab ap log hii bataye ki jitane log utanii baten..kya humara sawal galat thaa?!!!!! Iss ka jawab kisi ke paas nahi haii...har insaan ka sach alag hota hai par hum sab log apni soch se hi pareshaan hai..Khudhafiz
   
Reply With Quote
For saddia
Old
  (#6)
Chaand
Registered User
Chaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud of
 
Chaand's Avatar
 
Offline
Posts: 2,628
Join Date: Jul 2002
Location: New Delhi
Rep Power: 34
Cool For saddia - 19th April 2003, 11:11 AM

Saddia ji aapka sawaal galat nahi tha, ye curiocity bhi wajib hai,
Abidhussain, ghayalparwana or mai apne apne lihaaz se sahi haiN sirf baat kehne ka andaaz alfaaz juda hai, or agar aap sabhi ko dhyaan se parheiN to basics me similarity hi paaeiNge.

Maaf kijiyega par mai aapki is baat se ittefaaq nahi rakhta ke

-Sachh kya hai- iska jawaab kisi ke paas nahi hai, sach to ye hai ki iska jawaab har ek ke paas hai, bas ise apnaane or aajmaane ki him.mat har ek ke paas nahi hai. haaN ye sahi hai ke har insaan ka sachh alag alag hota hai.

agar Kisi tarah ki gustakhi ho gai ho tomaafi chaahuNga.

Regards

Chaand


Sachh bolne ka hausla to, hum bhi rakhte haiN lekin
Anjaam sochkar, aksar khaamosh hi reh jaate haiN.

- Chaand
   
Reply With Quote
Hello
Old
  (#7)
Saddia
Registered User
Saddia is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 18
Join Date: Apr 2003
Rep Power: 0
Hello - 20th April 2003, 02:06 PM

chaand sahab,

Ap ki baat se main itafak rakhtii hu..sach har insaan ke dil main chupa rahat hain par usske dekhne ka tarika alag alag hota hain...par har insaan dusare ke sach ko kabul nahi karat haii..gar hum sab ka sach ek jesaa hain tau baki mere dono bhaii(ghayalparwana ji,abidhussain bhai jaan) bhi yahaan aakar iss bat ki gawahi de ki hum sab ka sach ek hee hain waran mera sawal ka kya jawab hain....khudahafiz
   
Reply With Quote
this is the truth!!
Old
  (#8)
abidhussain
Registered User
abidhussain is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 81
Join Date: Feb 2003
Location: dongri
Rep Power: 22
this is the truth!! - 20th April 2003, 10:55 PM

saddia jee,
mai tumhe sach bata na chahta hu...
MAI AAP KA BHAI NAHI HU!!!(YE BILKUL SACH HAI...BAKI SAB JHUT HAI...)


Abidhussain!!
Apni marzi se kaha apne safar ke hum hai,
Rukh hawaoo ka jidhar ka hai,udhar ke ham hai.
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
Sharaabi
madhoSH shaKHs
Sharaabi has a spectacular aura aboutSharaabi has a spectacular aura about
 
Sharaabi's Avatar
 
Offline
Posts: 974
Join Date: Oct 2002
Rep Power: 23
21st April 2003, 04:47 AM

Abid
Arrey, tum to baDe shetaan nikle

Waise saddia ji, maiN chaand saahab, ohr varinder saahab dono ki baat se waaqif huuN.

Zaada-tar jo duniya kehti hai wahii duniya-waaloN ke liye sach hota hai, magar mujhe is baat ka afsos nahiiN hai ki maiN is duniya ka hissa nahiiN.
Mere liye sach wahii hai jo maiN maanta huuN, kisi aur ki soch, duaayeiN, yah harkateiN mera sach nahiiN badal sakti.

Bas, apne apne khayaalaat hai.


likhte rahiye,
aman



"je tu akhiiyaaN de saamne naii rehnaa,
te bibba saada dil moD de..!"


kya karooN? aisa hi hooN maiN..
  Send a message via Yahoo to Sharaabi  
Reply With Quote
hi
Old
  (#10)
abidhussain
Registered User
abidhussain is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 81
Join Date: Feb 2003
Location: dongri
Rep Power: 22
hi - 21st April 2003, 07:13 AM

sharaabi jee,
ye bhi to mere liye sach hai ki mai kisiska Bhai nahi hu ...
ha ha ha waise aapki baat ka mai yakeen nahi kar sakta hu kyuke aap ki ye jo aankhe hai na ye ap ka nashe me hone ka pura sabuut deti hai..or nahse me aadmi to jhut bhi kehle use sach hi lagta hai
Chalta hu or bhi dost banane hai is Duniya me....
Khudahafiz!


Abidhussain!!
Apni marzi se kaha apne safar ke hum hai,
Rukh hawaoo ka jidhar ka hai,udhar ke ham hai.
   
Reply With Quote
Confusion
Old
  (#11)
Chaand
Registered User
Chaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud of
 
Chaand's Avatar
 
Offline
Posts: 2,628
Join Date: Jul 2002
Location: New Delhi
Rep Power: 34
Question Confusion - 21st April 2003, 11:11 AM

..sach har insaan ke dil main chupa rahat hain par usske dekhne ka tarika alag alag hota hain...par har insaan dusare ke sach ko kabul nahi karat haii..gar hum sab ka sach ek jesaa hain tau baki mere dono bhaii.

Saddia ji, maafiee chaahta hooN Mai baal ki khaal nahi nikaal raha, but seriously jaan.na chaahta hooN ki sabke sachh alag alag kaise hote haiN, or kaise ? har insaan ek dusre ke sach ko kabool nahi kar sakta, agar aapke paas samay ho to explein jaroor kijiyega, sachh ek eisa topic hai mai jis ke baare me hamesha jaan.na chahta hooN isi liye aapki is post me itni dilchaspi dikha raha hooN.

KyoN ki mera man.na hai jo sachh hai wo sachh hai chaahe mera ho ya aapka, or har is baat ko jaanta hai bas maanta hi nahi (reason chaahe kuchh bhi ho majboori ya use accept na kar paane ki him.maat.)

Hope aapko pareshaan nahi kar raha hooN.

Sharaabi ji aapke comments ne bhi confuse kar diya hai....

aap likhte haiN ki --

Zaada-tar jo duniya kehti hai wahii duniya-waaloN ke liye sach hota hai, magar mujhe is baat ka afsos nahiiN hai ki maiN is duniya ka hissa nahiiN.
Mere liye sach wahii hai jo maiN maanta huuN, kisi aur ki soch, duaayeiN, yah harkateiN mera sach nahiiN badal sakti.

To aapka sachh bhi to baaki duniya waloN ki tarah huwa na. Please explain kijiyega..



Regards

Chaand


Sachh bolne ka hausla to, hum bhi rakhte haiN lekin
Anjaam sochkar, aksar khaamosh hi reh jaate haiN.

- Chaand

Last edited by Chaand; 21st April 2003 at 11:16 AM..
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
akant
Registered User
akant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to behold
 
akant's Avatar
 
Offline
Posts: 1,774
Join Date: Apr 2003
Location: UP, India
Rep Power: 30
21st April 2003, 12:02 PM

Hello saddia ji,

Sach ke baare mein maine bhi uper sabhi sajjano ke khayalat ko padha. to meri bhi echchha huie ki main bhi apani ray jo sach ke baare mein rakhta hoon likhu.
jaha tak mera man.na hai ki sach hamesha sach hi hota hai. sach ko sabhi log accept kerte hain.jab aapke andar koi neeji bhavana hogi us samay hi sach aapko alag lagega. arthat sabka alag alag sach dikhaie padega.


Akant..,


*********
आहट सी कोइ आये तो समझ लेना कि तुम हो...
AahaT si koi aaye to samajh lena ki tum ho...
   
Reply With Quote
Hello
Old
  (#13)
Saddia
Registered User
Saddia is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 18
Join Date: Apr 2003
Rep Power: 0
Red face Hello - 22nd April 2003, 07:19 PM

abidhussain janaab, dekhe humara sachh adura hain hum ap ko bhaiijaan bol rahen hain aur ap ko ye sach kabul nahi haii...ye hamara sach hai....Chaand jii dekhoo ap bhii iss adhure sachh koo humne kaha thaa na har insaan ka sachh apne tarah ka hota hai....hume tau Aman jee ki baat main jayada sach nazar aata hain log unnhe sharabii kahen par woh dil se kehate hai,,aur dil hameshaa sach bolta hain ...dimaag hameshaa apni chale chalta hain...akant jii apko bhii hamarii bat main toda ta sach nazar aata hoga naa....Ap sab ka shukriyaa jo apna waqt hume diyaa...Khudahafiz!!!!!!!!

PS:Abidhussain janaab mere adhure sachh,,, mere adhure bhaiijaan chaltii hu...humara salaam tau kabul kare kaam se kaam
   
Reply With Quote
assalamvalaikum
Old
  (#14)
Mehbuub
Registered User
Mehbuub is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 84
Join Date: Apr 2003
Location: mohd.ALi road
Rep Power: 22
assalamvalaikum - 22nd April 2003, 11:37 PM

saddia jee,
aap ke ye sach hamare liye zahar hai...ye sach kadwa nahi hai..balki pura zahar hai ..magar sach ki bhi to vajah hoti hai???
or tumhara bhaijaan bolna mujhe ..pata nahi kyu aap ko aisa lagta hai???
mujhe to app meri bahan nahi lagti....or ye bhi to ek sach hai..
Or waise bhi mai yaha par bhai bahen khelne nahi aaya hu mai to dost-dost khelne aayya hu...rahi baat aman sahab ki to sharaab pee kar to har kisisko lagta hai ki vo sach kehta hai...or waise bhi hoshwalo par zyaada yakin nahi hai aapko..thiik hai..aap ne ye likh kar bohhot bada debate ched diya hai...ab ye to wo sislsila hai jo chalta chala jayega.....
bye Allah-hafiz!


Abidhussain!!
Apni marzi se kaha apne safar ke hum hai,
Rukh hawaoo ka jidhar ka hai,udhar ke ham hai.
   
Reply With Quote
Hi
Old
  (#15)
Saddia
Registered User
Saddia is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 18
Join Date: Apr 2003
Rep Power: 0
Hi - 23rd April 2003, 07:55 PM

Mehbuub bhaiijaan..
chaloo fhiir se ap ko zehar pilayen sochha zehar hii zehar kii dava hotii hain naa tau shyaad ap jii jayen hamaree baten sunkar

chaloo ap ek sher sunate hain ye apne jo hamaree purani post par kuch kaha thaa usse mtalikh hain par ye aaj yahaan wazan rakhh tii hai ye bat..khudhafiz

Kahaa.N maiKhaane ka daravaazaa 'Ghalib' aur kahaa.N vaaiz
par itanaa jaanate hai.n kal vo jaataa thaa ke ham nikale
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
zahra
Registered User
zahra is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 490
Join Date: Feb 2003
Location: U.S.A Chicago
Rep Power: 22
23rd April 2003, 08:10 PM

asalam o alykum
ma na sub ka comments para socha ka ma bhi kuch kaho ka such kia haaaaa.......ya baat to thek ha ka her kisi ka such alag alag ho ta haa.....or abid na bhi thek kha ha ka such wo ha jo hamra mazhab ma ha.......sub sa pehli baat to ya ha ka aj kal ka zamana ma sub ko such muskil sa hazam ho ta ha....dosri baat ya ha ka kisi ko such baat batana sa pehla us sa promise la na perta ha ka wo ya such baat kisi ko nahi batayaa........aj kal her kisi ka such muktalif haaaaa......her koi sumejh ta ha ka o thek bol raha ha such bol raha ha......anyways such to ek asa subject ha jo ka her kisi ki ry mukhtalif ho gi is per..........magar mera ek message ha app sub ka liya ka please app log sa jitna ho seka such bolna ki koshis karoooooo.......
ok allah hafiz and bye


Woh Mere Dil ko Kuchal ke Chala Gaya .
Anjane Mein Mujko Woh Shayar Bana Gaya
   
Reply With Quote
Aapka Sachh...?
Old
  (#17)
Chaand
Registered User
Chaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud of
 
Chaand's Avatar
 
Offline
Posts: 2,628
Join Date: Jul 2002
Location: New Delhi
Rep Power: 34
Aapka Sachh...? - 23rd April 2003, 10:12 PM

Saddia Ji, Mai Chaand ek baar phir haazir huwa hooN, aapne is topic ko ab or bhi nazuk banaa diya hai, kyoNki..

Jise aap baar baar aapka Sachh keh rahi haiN... bhaai ...kehkar yakeen jaaniye wo sirf aapke baat karne ka ek tareeka hai sachh nahi......

Shaayad aapko maaloom nahi jis tarah kisi ki dehleez laaNghne se pehle ..Knock.. kiya jaata hai waise hi kisi se koi rishta banaane se pehle us.se puchha bhi jaata hai.... isi liye mere baaki dostoN ki naarazgi bhi waazib hai.... balki mai to ye kahooNga ki Unme ye sachh kehne ki him.mat to hai ki unhe aapka ye lafz ... Bhaai.. kehna pasand nahi aaya.

Or ye wo 'sachh' hai jo sabko nazar aaya hoga, or kisi na kisi had tak har ek ise maanega bhi.

Waise meri baat or hai agar aap mujhe bhaai bhi kehti hai to mai bura nahi maanooNga... but remember... bina pehchaan ke to kisi se rishte bhi nahi banaaye jaate.


Ummeed hai aap meri baatoN ko samajhne ki koshish kareiNgi, or ise apni tauheen nahi maaneiNgi, balki ek ajnabi ki kuchh kehne ki koshish hi samjheNgi, or agar meri kisi baat se aapko dukh pahuNcha ho to ye Chaand tahe dil se aapse maafi chaahta hai.

Regards

Chaand


Sachh bolne ka hausla to, hum bhi rakhte haiN lekin
Anjaam sochkar, aksar khaamosh hi reh jaate haiN.

- Chaand
   
Reply With Quote
Old
  (#18)
zahra
Registered User
zahra is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 490
Join Date: Feb 2003
Location: U.S.A Chicago
Rep Power: 22
23rd April 2003, 11:02 PM

i think ka sadia app logo ko bhai kisi rishta ki bina per nahi keh rahi ha. as a respect wo app logo ko bhai keh ker ka bula rahi ha. or i think ka is ma koi ghalat baat nahi ha. agar app logo ko mera "kabab ma hadi" bun na acha na laga ho to mafi chahti ho. bye


Woh Mere Dil ko Kuchal ke Chala Gaya .
Anjane Mein Mujko Woh Shayar Bana Gaya
   
Reply With Quote
assalamvalaikum everyone!!!
Old
  (#19)
Mehbuub
Registered User
Mehbuub is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 84
Join Date: Apr 2003
Location: mohd.ALi road
Rep Power: 22
assalamvalaikum everyone!!! - 24th April 2003, 12:23 AM

Hi everyone,
looks like this will be a never ending debate...
I sincerely thank "chand" for sharing my views some people think that they can speak whatevever they want and label it as "truth"..and chand you are Absolutely right in saying that every truth has a reason...thats common to understand but hard to explain.. by the way i dont feeel bad on being called "bhaijaan" by saddia what i feel that i have been pushed to an awkward territory...and even if u(saddia) have to call me bhaijaan..i would tell her politely to REMOVE THAT BHAI AND JUST CALL ME "JAAN"..I WOULD HAPPILY ACCEPT THAT
I would gleefully accept this whether it be the truth or lie..

(what do u say chand?)
yours sincerely


Abidhussain!!
Apni marzi se kaha apne safar ke hum hai,
Rukh hawaoo ka jidhar ka hai,udhar ke ham hai.
   
Reply With Quote
Shukriyaa
Old
  (#20)
Saddia
Registered User
Saddia is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 18
Join Date: Apr 2003
Rep Power: 0
Shukriyaa - 24th April 2003, 06:02 PM

chaand sahaab...humne kissi wajah se unn sahaab ko bhiijaan kaha thaa...kyookii ap hamaree pehalii wali post padhte tau apko hamarii baat main kuch wazan nazar aata....khair apko bhii hamaree baat adhurii hii pata hain...hum tau unn sahaab ka ek dusara chehara dikhhana chahate thai jiss main hum kamayaab huve hain aaj...woh hamare saath badii piir paigamabaroo walii bate kar rahen thaaii hamarii post main shyaad iis baat ka eshasaah ab ye hamarii baat padkar huve unn janaab koo.....ap ko bhii hamarii baat par soch naa hoga kii hum haqikat bayaan kar rahen haii....(balki mai to ye kahooNga ki Unme ye sachh kehne ki him.mat to hai ki unhe aapka ye lafz ... Bhaai.. kehna pasand nahi aaya.)Ye sachh haiii yaa ye ap hee kahe...REMOVE THAT BHAI AND JUST CALL ME "JAAN"..I WOULD HAPPILY ACCEPT THAT....badii kubsuraat baat kahii hai janaab ne ap chahe tau daad de iin ki iss baat kaa...humne unkoo izzat dee woh hame sharminndaa kar rahe hain....waaaaaaah ree duniyaa...Thnx...4 all....,,zahra!!!! ap hume samjhii uskaa shukriyaa...Khudhafiz..

PS:Isse padhen ap loog tau kuch iis sachh ka bhii pata pade ap logo koon...
http://www.shayri.com/forums/showthr...threadid=10438

Last edited by Saddia; 25th April 2003 at 11:00 AM..
   
Reply With Quote
Sorry if I hurt U..
Old
  (#21)
Chaand
Registered User
Chaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud of
 
Chaand's Avatar
 
Offline
Posts: 2,628
Join Date: Jul 2002
Location: New Delhi
Rep Power: 34
Cool Sorry if I hurt U.. - 24th April 2003, 11:00 PM

Saddia ji,

Mujhe nahi maaloom tha ke aap logoN ke beech kis tarah ki guftgu chal rahi thi, even meine to aapki 'Khuda Hafiz' pehle parhi hi nahi thi..... isi liye aapki ye baat aapke nazariye se nahi dekh paaya..

Par ye jaroor kahooNga ke phir bhi.... mere mashware bar gaur jaroor kijiyega, maine bhi kaheen se ise seekha hai, rahi baat un logoN ki sachhai ki... to wo bhi apni jagah sahi hai, haaN par in mahashay ka ye narazgi jatane ka andaaz mujhe bhi pasand nahi aaya...., par chodiye hum kon hoteiN haiN kisi ka mail saaf karne wale hum to bas khud ko hi saaf kar sakte haiN.... bas itna hi kahooNga.

Or anjaane me agar mujhse koi khata ho gai ho jis.se aapka dil dukha ho to uske liye mai bahut sharmsaar hooN, or aapse maafi bhi chaahta hooN, ummeed hai aage bhi aapse kuchh behtar hi parhne ko milega.

Khush raho.

Regards

Chaand


Sachh bolne ka hausla to, hum bhi rakhte haiN lekin
Anjaam sochkar, aksar khaamosh hi reh jaate haiN.

- Chaand
   
Reply With Quote
Assalamvalikum
Old
  (#22)
Mehbuub
Registered User
Mehbuub is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 84
Join Date: Apr 2003
Location: mohd.ALi road
Rep Power: 22
Assalamvalikum - 25th April 2003, 02:11 AM

hi saddia,,
may i know whats going on?
this looks like u still are suffering from that heart-burn i gave u about your post???("khuda-hafiz!")
ok
ok
i said that in jest that u should call me jaan instaed of bhaijaan dont worry about that and looks like u are still reeling under my previous post...ok
ok
this is too much for me!!
i advised u on something that u had committed (kufr..) and i think that u decided to change it and now when that was over u dragged it again...I feel sorry for u saddia u have a very small heart...and to tell u something that was the ultimate truth and u admitteed that and even thanked me...I know that i m at fault about telling me to call u "jaan" but jaan means life and whats wrong in it????
And for the rest of my suggestions and writngs i refuse to accept that i was in the wrong
bye!!


Abidhussain!!
Apni marzi se kaha apne safar ke hum hai,
Rukh hawaoo ka jidhar ka hai,udhar ke ham hai.
   
Reply With Quote
Thnx...
Old
  (#23)
Saddia
Registered User
Saddia is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 18
Join Date: Apr 2003
Rep Power: 0
Thnx... - 25th April 2003, 11:10 AM

Chaand sahaab...shukriyaa ap ka jo apne hamarii baten samjhne ki koshish kii...humbhii apki baat ko hamesha khayaal main rakhenge...apko hume kisii rishten main bandhne ki jarurat nahii hain...ap achhe insaan hain ye hii ek wajah kafhii hain sath nibhane ke liye cahe fhir iise kisi rishte kaa naam do dost bhaii...JAAN hume sab manjur hain..bas ek pakizgii hoo tau baat bantii hain naaaa....khudhafiz

Mehbuub janaab,
Ass salaam walekum...!!!!!! khudhafiz

Last edited by Saddia; 25th April 2003 at 11:15 AM..
   
Reply With Quote
hi saddia!!
Old
  (#24)
Mehbuub
Registered User
Mehbuub is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 84
Join Date: Apr 2003
Location: mohd.ALi road
Rep Power: 22
hi saddia!! - 25th April 2003, 11:58 PM

WALEKUM ASSALAM


Abidhussain!!
Apni marzi se kaha apne safar ke hum hai,
Rukh hawaoo ka jidhar ka hai,udhar ke ham hai.
   
Reply With Quote
Salaam
Old
  (#25)
sanjoo
MriiGchiika
sanjoo is a name known to allsanjoo is a name known to allsanjoo is a name known to allsanjoo is a name known to allsanjoo is a name known to allsanjoo is a name known to all
 
sanjoo's Avatar
 
Offline
Posts: 1,664
Join Date: Sep 2002
Location: INDIA (Mumbai)
Rep Power: 28
Salaam - 13th July 2003, 10:25 AM

Meri pyarii Kainaaz.....yaar humne abhi ap kii ye post dekhii kamaal kartii ho ap bhii na kinn uljhno main daldiya sab ko... !!!sach kya haiN jo mere tere darmiya guzara hain woh hii sach baki sab bakwaas haiN!!!!!.....Na iss duniya main RAM rahe Na RAWAN....sab chale gaye bas ab inko kitabo main hii padha jaa sakta haiN....aur kuch nahii.....OK! waise...ek baat bole Kainaaz ap ko...inn galiyon main harr koyii apne dil ki bate karrta hain....aur jo dilse bole woh sab sach hota hain..baki sab jhut....!!!

PS: dont do pannga with any one....


Jindagi se to khair shikvaa tha,

muddato mout ne bhi tarsaaya hame..

.....

Last edited by sanjoo; 13th July 2003 at 10:29 AM..
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
HaaN ye sachh hai Chaand Shayri-e-Ishq 9 13th September 2004 02:55 PM
Mein Sachh Kehtanhoon..... illegal_shaayer Shayri-e-Ishq 0 11th May 2004 11:06 AM
Sachh Bheetar Hai Chaand Aapki Shayri 6 21st June 2003 03:11 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com