Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
aaj zakh main khoon ka katra nahee hai
Old
  (#1)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
aaj zakh main khoon ka katra nahee hai - 27th June 2006, 11:21 PM

aaj zakh main khoon ka katra nahee hai
ab jaan ko koyee khatra nahee hai

taron main rah ke samjhta hai kya kya
dhartee pe ye chand utra nahee hai

badalne lageen roop abhee se lakeeren
abhee haath usne ye pakara nahee hai

tum hee nahee to kaho kya main gayun
mere geet ka koyee mukhra nahee hai

wasl ke baad yahee sochta raha main
ek pal bhee maine kyon pakara nahee hai

gira per khayalon ka yaden hain bakee
gira hai jaron se to ukhra nahee hai

kaisa laga kya kahen tum ko chhoo ke
kabhee chand ko maine pakra nahee hai

pyar se khauf hai to jayo abhee se
abhee khel zyada bhee bigra nahee hai
tum kahan pahunchee fikr choro us ka
dil main ye masoom to utara naee hai


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#2)
akelijaan
Mai shayar to nahi
akelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the rough
 
akelijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 739
Join Date: Feb 2006
Location: mumbai,india
Rep Power: 21
28th June 2006, 07:08 PM

tum hee nahee to kaho kya main gayun
mere geet ka koyee mukhra nahee hai

wasl ke baad yahee sochta raha main
ek pal bhee maine kyon pakara nahee hai

bahut khoob anil ji,bahut hi behtareen rachna.yeh sher pasand aaye mujhe
yunhin likhte rahiye
  Send a message via Yahoo to akelijaan  
Reply With Quote
bahut bahut shukriya akeli jan
Old
  (#3)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
bahut bahut shukriya akeli jan - 29th June 2006, 07:40 PM

bahut bahut shukriya akelee jaan achha laga ke aap ne parha ise pasand bhee aya aap ko
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#4)
Pulkit_gupta
Humanity
Pulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant future
 
Offline
Posts: 6,227
Join Date: Aug 2003
Location: Delhi
Rep Power: 42
4th July 2006, 01:00 PM


aaj zakh main khoon ka katra nahee hai
ab jaan ko koyee khatra nahee hai

taron main rah ke samjhta hai kya kya
dhartee pe ye chand utra nahee hai

waaah... kya baat kahi hai....


badalne lageen roop abhee se lakeeren
abhee haath usne ye pakara nahee hai

tum hee nahee to kaho kya main gayun
mere geet ka koyee mukhra nahee hai

very welll said... second sher is really well expressed....


wasl ke baad yahee sochta raha main
ek pal bhee maine kyon pakara nahee hai

gira per khayalon ka yaden hain bakee
gira hai jaron se to ukhra nahee hai

nice words....


kaisa laga kya kahen tum ko chhoo ke
kabhee chand ko maine pakra nahee hai

pyar se khauf hai to jayo abhee se
abhee khel zyada bhee bigra nahee hai

uff... too good... yeh do sher bahut hi acche thhe...


tum kahan pahunchee fikr choro us ka
dil main ye masoom to utara naee hai

kya baat hai... well said again...

Hi Anil,

Kaafi dinon baad padha aapko... bahut hi khoobsurat ghazal hai yeh... ghazalein aap kam hi likhte hain... yeh bahut hi acchi lagi mujhe... really very well expressed.... meri daad kubool kijiyega is subdar ghazal par... likhte raha kijiiye yun hi... apna khayal bhi rakhiyega


Kab sochaa thha milegaa humsafar "Shweta" jaisaa
Lagta hai is baar "Pulkit", kismat teri bhi rang laayii hai
  Send a message via Yahoo to Pulkit_gupta  
Reply With Quote
hi
Old
  (#5)
acharya_mj
Zakhm-e-Rooh
acharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud of
 
acharya_mj's Avatar
 
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
hi - 4th July 2006, 04:03 PM

bahut khoob anil bhaiya ek mukammal kalaam hamesha ki tarah
likhte rahiye
manu
  Send a message via Yahoo to acharya_mj  
Reply With Quote
Old
  (#6)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
4th July 2006, 04:27 PM

hello masoom ji

wasl ke baad yahee sochta raha main
ek pal bhee maine kyon pakara nahee hai

appki puri gazal bahut acchi hai.
par appka yeh shayer mujhe behad pasand aaya. sach mai dil ko chu gaya.

mubarakbaad kabool kijiye.


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#7)
Rubeena Parveen
Registered User
Rubeena Parveen is on a distinguished road
 
Rubeena Parveen's Avatar
 
Offline
Posts: 111
Join Date: Apr 2006
Location: new delhi 25
Rep Power: 19
5th July 2006, 03:31 PM

adab anil ji

aaj kafi din bad is site pr ana hua apka kalam padha hamesha ki tarah lajawab shayad maine time ki kami ki wajah se apka kafi kalam miss kiya uske liye sharminda hoon lakin maine apka jo bhi kalam padhti hoon dil se padhti hoon aur usmain kuch kho si jati hoon
apki rachna zayada taweel hone ki wajah se tamam rachnayen nahi padh payi magar jab ap book publish karayenge tab sari aur itminan se padhungi

hamesha ki tarah chand sher dil ko chu lene wale
"badalne lageen roop abhee se lakeeren
abhee haath usne ye pakara nahee hai"
s ghazal ka ye sher mujhe ghayal kar gaya really tooooooooo goooooooooood

tum hee nahee to kaho kya main gayun
mere geet ka koyee mukhra nahee hai

pyar se khauf hai to jayo abhee se
abhee khel zyada bhee bigra nahee hai
tum kahan pahunchee fikr choro us ka
dil main ye masoom to utara naee hai

thanx for writing
keep it up
take care bye


Mangi thi mene tumse mohbbat ki zindagi
Zindagi ko tumne mohbbat bana diya
   
Reply With Quote
masroofiyat
Old
  (#8)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
masroofiyat - 5th July 2006, 04:50 PM

zindge emain masroofiyat barh gayee hai. aur meree shayree ne bhee aap ka lamba intazar kiya ab tum aye to achha laga aur sab kaisa hai kaise halchal hain meree shayri aur apana khayal rakhana
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
manu
Old
  (#9)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
manu - 5th July 2006, 04:52 PM

chalo is rachana se mere khoya huya manu mil gaya achha laga mujeh gum hone ka haq nahee tumhe is liye as pas raha karo
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
rubeena shukriya
Old
  (#10)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
rubeena shukriya - 5th July 2006, 04:54 PM

mere har kalam ne tumahre lafzon ka intazar kia achha hua ab aa gayeen tum bahut bahut shukriya nzam baree ho ay chotee tumhe to ana hee hoga bas itana khayal rahe
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
zakh^m bhar jaaye magar kyu.n dard yeh jata nahee acharya_mj Shayri-e-Dard 15 15th March 2009 11:56 PM
jala rahee ho tum jise woh main nahee hoon masoomshayer Shayri-e-Dard 24 7th July 2007 12:41 PM
kabhee ye din main kyon nahee aya kash ye pal aisa hee hota masoomshayer Shayri-e-Dard 16 2nd June 2006 06:40 PM
woh hai kaheen ke kaheen bhee nahee main kabhee jan nahee paya masoomshayer Shayri-e-Dard 6 20th April 2006 02:15 PM
katra katra pighalti rahi raat meena chheda Shayri-e-Dard 18 23rd August 2003 03:04 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com