Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Dil Ki Hasratein
Old
  (#1)
pyaasa
PYAASA SHAYAR
pyaasa will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 368
Join Date: Apr 2002
Location: in a womens heart
Rep Power: 23
Smile Dil Ki Hasratein - 22nd June 2003, 10:57 PM

Aaj apni arzoo pesh e khidmat hai


aaj hum apne dil ka haal sunaane baithe hain
kya kahen ke kitni mushkil se arzoo dabaaye baithe hain

unke na milne ke gum ne mujhe kuch is kadar badal diya
ke apno se bhi hum apna chehra chupaaye baithe hain

barbaadiyon ke apne kisse kya kahen kisise
raakh ke dher mein sholon ko dabaaye baithe hain

unko paane ki arzoo mein sari zindagi karte rahe intezaar
Na maloom tha ke khuda unhe kisi aur ke liye bana baithe hain

maang lenge khuda se unko ya cheen lenge unhe
bus dil mein yehi zid ab to lagaaye baithe hain

saari kaaynath bhi milkar hamara milan nahi rok sakti
yeh hasrat yeh zid yeh junoon dil mein chupaaye baithe hain

********************* PYAASA************************

ZINDAGI RAHI TO FIR MILENGE

BYE FOR NOW & TAKE CARE

iminlovein@yahoo.com


TERE CHEHRE PAR UJAALA RAHE HAR WAQT YEHI DUA HAI
APNI LAASH JALAAKAR TERE CHEHRE PAR UJAALA LE AAYENGE
******************************
PHOOL KHILTE HAIN LOG MILTE HAI
PATJHAD MEIN JO PHOOL MURJHA JAATE HAIN
WOH BAHARON KE AANE SE KHILTE NAHI
KUCH LOG EK ROZ JO BICHHAD JAATE HAIN
WOH HAZAARON KE AANE SE MILTE NAHI
UMRA BHAR CHAHE KOI PUKARA KARE UNKA NAAM
WOH FIR NAHI AATE WOH FIR NAHI AATE
  Send a message via Yahoo to pyaasa  
Reply With Quote
oh
Old
  (#2)
meena chheda
Registered User
meena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to behold
 
meena chheda's Avatar
 
Offline
Posts: 5,436
Join Date: Dec 2002
Location: mumbai
Rep Power: 35
oh - 22nd June 2003, 11:38 PM

pyasaji,
yah kya? itni narazgi? aapki dil ki hasratae... dar hai kahi aapko hi dukh na de... plz apna khayaal rakhiyae
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
Sharaabi
madhoSH shaKHs
Sharaabi has a spectacular aura aboutSharaabi has a spectacular aura about
 
Sharaabi's Avatar
 
Offline
Posts: 974
Join Date: Oct 2002
Rep Power: 23
23rd June 2003, 01:19 AM

Bhai,
aapke dard ko dekh kar meraa sar jhuk gayaa. behtareeN lafzoN ke zariye aapne dil-e-jazbaa beyaan kiyaa hai, aur meraa yakeeN maaniiye, har shab'd aapkaa pasand aayaa!

"unko paane ki arzoo mein sari zindagi karte rahe intezaar
Na maloom tha ke khuda unhe kisi aur ke liye bana baithe hain
"
«-- aaj tak, bahot hii kam rachnaaoN ko paD kar aaNkh nam huii hai, par is sher ne maa-kasam palkeN bhiigaa dii!

sach meiN yaar, naa jaane kyooN aise khel woh kheltaa hai, aur kyooN hum hii har waqt haarte haiN.


"maang lenge khuda se unko ya cheen lenge unhe
bus dil mein yehi zid ab to lagaaye baithe hain
"
«-- kyaa baat hai bhai! himmat ko isii taraH jagaa ke rakhiiye..

dard baaNTne meiN, aur mehfil sajaane meiN aap kaamyaab raheN, aapke saath merii yeh shubkaamnaayeN haiN!

taariif ke saath,
aman



"je tu akhiiyaaN de saamne naii rehnaa,
te bibba saada dil moD de..!"


kya karooN? aisa hi hooN maiN..
  Send a message via Yahoo to Sharaabi  
Reply With Quote
Shukriyaa
Old
  (#4)
pyaasa
PYAASA SHAYAR
pyaasa will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 368
Join Date: Apr 2002
Location: in a womens heart
Rep Power: 23
Love Shukriyaa - 23rd June 2003, 10:23 AM

MEENA JI,

Shukriyaa aapke reply ke liye aur haan mein naraaz bilkul bhi nahi hun aur haan agar koi dukh mujhe de de to kya kar sakta hun haina fir haina .Aur haan apna khayaal mein kya rakhunga dard hi hai jo ab mera khayaal rakh sakta hai dard ke sahaare hi jee rahe hain khair..........

ZINDAGI RAHI TO FIR MILENGE

BYE FOR NOW & TAKE CARE

iminlovein@yahoo.com


TERE CHEHRE PAR UJAALA RAHE HAR WAQT YEHI DUA HAI
APNI LAASH JALAAKAR TERE CHEHRE PAR UJAALA LE AAYENGE
******************************
PHOOL KHILTE HAIN LOG MILTE HAI
PATJHAD MEIN JO PHOOL MURJHA JAATE HAIN
WOH BAHARON KE AANE SE KHILTE NAHI
KUCH LOG EK ROZ JO BICHHAD JAATE HAIN
WOH HAZAARON KE AANE SE MILTE NAHI
UMRA BHAR CHAHE KOI PUKARA KARE UNKA NAAM
WOH FIR NAHI AATE WOH FIR NAHI AATE
  Send a message via Yahoo to pyaasa  
Reply With Quote
Old
  (#5)
Afshan
Kadeer ki...
Afshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the rough
 
Afshan's Avatar
 
Offline
Posts: 2,334
Join Date: Apr 2003
Location: In Kadeer's heart.... VERY comfortable place!
Rep Power: 27
23rd June 2003, 12:19 PM

Wah! Wah! Wah!

Pyaasa ji, kamaal ki ghazal likhi hai aapne! Har ek sher dil ke kareeb paya hai humne.. lafzon ka bohat khoob istemaal kiya hai aapne, jazbaat bakhoobi bayaan kiye hain! Kaunse sher ki tareef karein, samajhh na aaye, kyonki har sher behad khubsoorat hai.. bas, yahi kahenge ki behad pasand aayi apki ye ghazal.. Likhne ka shukria!


Tum chale jaaoge to sochenge... Humne kya khoya, humne kya paaya...
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
Arnab
Mauj Jamshedpuri
Arnab has a spectacular aura aboutArnab has a spectacular aura aboutArnab has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 162
Join Date: Jan 2003
Location: Kolkata, India
Rep Power: 24
23rd June 2003, 12:40 PM

Banno ji,

The concept is nice, especially the 2nd & 3rd sher are to the cord.
Carry on with your good work.

Regards


Arnab Goswami
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
dil_e_sikast
Nacheej shayra
dil_e_sikast will become famous soon enoughdil_e_sikast will become famous soon enough
 
dil_e_sikast's Avatar
 
Offline
Posts: 557
Join Date: Sep 2002
Location: india(gujarat)
Rep Power: 23
23rd June 2003, 01:23 PM

kya baat hai....aapki ye jidd,junoon, hasrat, hosla aur bagavat!!!!! A best recipe for being a best "deewana"
bahot bahot bahot hi khub kalam hai aapka...
starting me jitni bebasi dikhayi de rahi hai....kalam aage badhte badhte aapka hosla aur mohabbat ko pane ki "pyaas" bhi utni hi bhadti dikhayi re rahi hai...it is too good.
Keep writing like this
-sanam
(have a limca)


taqdeer ne kya kam sataya hua tha
jo ab ye bewaqt hi tuje satane aa gaye
logo ne nahi dekha apne girebaan main
aur dekho 'sanam' ko aajmane aa gaye
-> SaNaM
   
Reply With Quote
Shukriyaa
Old
  (#8)
pyaasa
PYAASA SHAYAR
pyaasa will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 368
Join Date: Apr 2002
Location: in a womens heart
Rep Power: 23
Love Shukriyaa - 23rd June 2003, 02:51 PM

AMAN JI,

Bahot bahot shukriyaa jo aapne is post par nazar daali aur reply diya . Hum dil se aapka shukriyaa adaa karte hain. Ghazal padh kar aapki palkein bheeg gayi hmmmmmmmmm

DIL KO TUTNA THA TUT CHUKA
MOHABBAT TO EK BAHANA THA
KISISKE SAATH DIL KI DUNIYA BASAI THI
BICHHDE TO SAAMEN ZAALIM ZAMANA THA
KUCH AJEEB SA KISSA HAI IS CHAMAN KA
BAHAAR AAYI TO SAATH PHOOLON KA JANAAAZA THA


ZINDAGI RAHI TO FIR MILENGE

BYE FOR NOW & TAKE CARE

iminlovein@yahoo.com


TERE CHEHRE PAR UJAALA RAHE HAR WAQT YEHI DUA HAI
APNI LAASH JALAAKAR TERE CHEHRE PAR UJAALA LE AAYENGE
******************************
PHOOL KHILTE HAIN LOG MILTE HAI
PATJHAD MEIN JO PHOOL MURJHA JAATE HAIN
WOH BAHARON KE AANE SE KHILTE NAHI
KUCH LOG EK ROZ JO BICHHAD JAATE HAIN
WOH HAZAARON KE AANE SE MILTE NAHI
UMRA BHAR CHAHE KOI PUKARA KARE UNKA NAAM
WOH FIR NAHI AATE WOH FIR NAHI AATE
  Send a message via Yahoo to pyaasa  
Reply With Quote
bahot ache
Old
  (#9)
mitaparekh1@hot
Registered User
mitaparekh1@hot will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 415
Join Date: Feb 2003
Location: bombay
Rep Power: 22
bahot ache - 23rd June 2003, 04:06 PM

BAHOT HI ACHA LIKHA HAI.


mita
   
Reply With Quote
Shukriyaa
Old
  (#10)
pyaasa
PYAASA SHAYAR
pyaasa will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 368
Join Date: Apr 2002
Location: in a womens heart
Rep Power: 23
Shukriyaa - 23rd June 2003, 11:08 PM

AFSHAN JI,

Shukriyaa aapka jo aapne hamare dard ko padhkar reply diya aur hamare dard ki tareef ki waise yeh ghazal nahi hai shaayad dil ki awaaz kahunga mein isko. Aur mein jab bhi kuch likhta hun to mujhe hoshs nahi rehta hai ke kya likh raha hun bus likh deta hun .Khair koi baat nahi jaane bhi do yeh baatein


ZINDAGI RAHI TO FIR MILENGE

BYE FOR NOW & TAKE CARE

iminlovein@yahoo.com


TERE CHEHRE PAR UJAALA RAHE HAR WAQT YEHI DUA HAI
APNI LAASH JALAAKAR TERE CHEHRE PAR UJAALA LE AAYENGE
******************************
PHOOL KHILTE HAIN LOG MILTE HAI
PATJHAD MEIN JO PHOOL MURJHA JAATE HAIN
WOH BAHARON KE AANE SE KHILTE NAHI
KUCH LOG EK ROZ JO BICHHAD JAATE HAIN
WOH HAZAARON KE AANE SE MILTE NAHI
UMRA BHAR CHAHE KOI PUKARA KARE UNKA NAAM
WOH FIR NAHI AATE WOH FIR NAHI AATE
  Send a message via Yahoo to pyaasa  
Reply With Quote
Thanks
Old
  (#11)
pyaasa
PYAASA SHAYAR
pyaasa will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 368
Join Date: Apr 2002
Location: in a womens heart
Rep Power: 23
Love Thanks - 23rd June 2003, 11:11 PM

ARNAB JI,

Thanks for replying .

ZINDAGI RAHI TO FIR MILENGE

BYE FOR NOW & TAKE CARE

iminlovein@yahoo.com


TERE CHEHRE PAR UJAALA RAHE HAR WAQT YEHI DUA HAI
APNI LAASH JALAAKAR TERE CHEHRE PAR UJAALA LE AAYENGE
******************************
PHOOL KHILTE HAIN LOG MILTE HAI
PATJHAD MEIN JO PHOOL MURJHA JAATE HAIN
WOH BAHARON KE AANE SE KHILTE NAHI
KUCH LOG EK ROZ JO BICHHAD JAATE HAIN
WOH HAZAARON KE AANE SE MILTE NAHI
UMRA BHAR CHAHE KOI PUKARA KARE UNKA NAAM
WOH FIR NAHI AATE WOH FIR NAHI AATE
  Send a message via Yahoo to pyaasa  
Reply With Quote
Old
  (#12)
pyaasa
PYAASA SHAYAR
pyaasa will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 368
Join Date: Apr 2002
Location: in a womens heart
Rep Power: 23
29th June 2003, 06:46 PM

MITAJI ,

Thanks for replying to my post and thanks for liking it


ZINDAGI RAHI TO FIR MILENGE

BYE FOR NOW & TAKE CARE

iminlovein@yahoo.com


TERE CHEHRE PAR UJAALA RAHE HAR WAQT YEHI DUA HAI
APNI LAASH JALAAKAR TERE CHEHRE PAR UJAALA LE AAYENGE
******************************
PHOOL KHILTE HAIN LOG MILTE HAI
PATJHAD MEIN JO PHOOL MURJHA JAATE HAIN
WOH BAHARON KE AANE SE KHILTE NAHI
KUCH LOG EK ROZ JO BICHHAD JAATE HAIN
WOH HAZAARON KE AANE SE MILTE NAHI
UMRA BHAR CHAHE KOI PUKARA KARE UNKA NAAM
WOH FIR NAHI AATE WOH FIR NAHI AATE
  Send a message via Yahoo to pyaasa  
Reply With Quote
Old
  (#13)
sachin_kim
Registered User
sachin_kim is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 37
Join Date: Jun 2003
Location: mumbai
Rep Power: 0
29th June 2003, 08:30 PM

waa pyaasa ji waw
   
Reply With Quote
Thanks
Old
  (#14)
pyaasa
PYAASA SHAYAR
pyaasa will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 368
Join Date: Apr 2002
Location: in a womens heart
Rep Power: 23
Thanks - 29th June 2003, 08:41 PM

DIL SE SHIKAST JI,

I mean SANAM JI shukriyaa jo aapne hamari post par nazar daali aur reply bhi diya chaliye hamari zid junoon
hasrat hausla aur baghaawat best recipe for a DEEWANA hi sahi lekin koi naam to mila humein DEEWANA to hun hi mein AASHIQ jo thehre hum hehehehehehe aur chhote hi sahi lekin shayar to hain hum bus likh lete hain jo dil mein hasrat hoti hai woh haina ?

Aur haan shuru mein bebeasi hoti hai aur baad mein hausla badhta hi jaata hai DEEWANE ka apni mohabbat ko paane ke liye bebasi aur deewangi aur SHAYRI is the best recipe for a perfect MAJNU kyun theek kaha na maine ? Apne pyaar ko paane ki pyaas kise nahi hoti kyunki

HAR KISIKO NAHI MILTA YAHAN PYAAR ZINDAGI MEIN
KHUSH NASEEB HAI WOH JINKO HAI MILI YEH BAHAR ZINDAGI MEIN

And thanks for LIMCA heheheheheheheehe

ZINDAGI RAHI TO FIR MILENGE

BYE FOR NOW & TAKE CARE

iminlovein@yahoo.com


TERE CHEHRE PAR UJAALA RAHE HAR WAQT YEHI DUA HAI
APNI LAASH JALAAKAR TERE CHEHRE PAR UJAALA LE AAYENGE
******************************
PHOOL KHILTE HAIN LOG MILTE HAI
PATJHAD MEIN JO PHOOL MURJHA JAATE HAIN
WOH BAHARON KE AANE SE KHILTE NAHI
KUCH LOG EK ROZ JO BICHHAD JAATE HAIN
WOH HAZAARON KE AANE SE MILTE NAHI
UMRA BHAR CHAHE KOI PUKARA KARE UNKA NAAM
WOH FIR NAHI AATE WOH FIR NAHI AATE
  Send a message via Yahoo to pyaasa  
Reply With Quote
bahut dard hai dost..
Old
  (#15)
chaahat
Registered User
chaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to behold
 
chaahat's Avatar
 
Offline
Posts: 3,732
Join Date: Jul 2002
Rep Power: 33
Thumbs up bahut dard hai dost.. - 29th June 2003, 11:03 PM

Vah Pyaasa ji,
Vah.. Bahut khoob likha aapne..

"unko paane ki arzoo mein sari zindagi karte rahe intezaar
Na maloom tha ke khuda unhe kisi aur ke liye bana baithe hain"

Vaah! bahut dard hai aapki is nazm mein.. aur bahut hi lajawaab likhi hai yeh aapne..

Keep up the good work..



"Dikha kar khawaab in aankhon ko, De gaye aansoon in mein Tum..
Kaise chalka doo yeh aansoon, In mein bhi To rehTe ho Tum.."

~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ Sirf Tanu Ki ChaahaT...... ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~

   
Reply With Quote
Dil Ki Hasratein.
Old
  (#16)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
Dil Ki Hasratein. - 30th June 2003, 02:03 AM

Hello, I hope you are well. I am new here.
Aapka Sher parke aisa laga ke meri dilki halat aap beyan kar rehe hein.
I just felt that. It's really wonderful.
Would you please tell me when is your birthday?
Only month & date will do. I really wanted to know if you please let me? I will be greatful. Mine is 4th November.
Thanks. Take care. God bless.
Best regards,
Shimul.


*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Thanks
Old
  (#17)
pyaasa
PYAASA SHAYAR
pyaasa will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 368
Join Date: Apr 2002
Location: in a womens heart
Rep Power: 23
Thanks - 1st July 2003, 01:24 AM

SACHIN JI,

Thanks reply dene ke liye

ZINDAGI RAHI TO FIR MILENGE

BYE FOR NOW & TAKE CARE

iminlovein@yahoo.com


TERE CHEHRE PAR UJAALA RAHE HAR WAQT YEHI DUA HAI
APNI LAASH JALAAKAR TERE CHEHRE PAR UJAALA LE AAYENGE
******************************
PHOOL KHILTE HAIN LOG MILTE HAI
PATJHAD MEIN JO PHOOL MURJHA JAATE HAIN
WOH BAHARON KE AANE SE KHILTE NAHI
KUCH LOG EK ROZ JO BICHHAD JAATE HAIN
WOH HAZAARON KE AANE SE MILTE NAHI
UMRA BHAR CHAHE KOI PUKARA KARE UNKA NAAM
WOH FIR NAHI AATE WOH FIR NAHI AATE
  Send a message via Yahoo to pyaasa  
Reply With Quote
THANKS
Old
  (#18)
pyaasa
PYAASA SHAYAR
pyaasa will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 368
Join Date: Apr 2002
Location: in a womens heart
Rep Power: 23
Thumbs up THANKS - 1st July 2003, 11:03 PM

PRIYAJI,

shukriyaa jo aapne hamari ghazal par nazar daali aur reply bhi diya .

ZINDAGI RAHI TO FIR MILENGE

BYE FOR NOW & TAKE CARE

iminlovein@yahoo.com


TERE CHEHRE PAR UJAALA RAHE HAR WAQT YEHI DUA HAI
APNI LAASH JALAAKAR TERE CHEHRE PAR UJAALA LE AAYENGE
******************************
PHOOL KHILTE HAIN LOG MILTE HAI
PATJHAD MEIN JO PHOOL MURJHA JAATE HAIN
WOH BAHARON KE AANE SE KHILTE NAHI
KUCH LOG EK ROZ JO BICHHAD JAATE HAIN
WOH HAZAARON KE AANE SE MILTE NAHI
UMRA BHAR CHAHE KOI PUKARA KARE UNKA NAAM
WOH FIR NAHI AATE WOH FIR NAHI AATE
  Send a message via Yahoo to pyaasa  
Reply With Quote
THANKS
Old
  (#19)
pyaasa
PYAASA SHAYAR
pyaasa will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 368
Join Date: Apr 2002
Location: in a womens heart
Rep Power: 23
THANKS - 3rd July 2003, 03:29 PM

SHIMUL JI,

Thanks SHIMUL ji for liking and replying to my ghazal and ya u wanted to know my birth date is on 27th JULY

ZINDAGI RAHI TO FIR MILENGE

BYE FOR NOW & TAKE CARE

iminlovein@yahoo.com


TERE CHEHRE PAR UJAALA RAHE HAR WAQT YEHI DUA HAI
APNI LAASH JALAAKAR TERE CHEHRE PAR UJAALA LE AAYENGE
******************************
PHOOL KHILTE HAIN LOG MILTE HAI
PATJHAD MEIN JO PHOOL MURJHA JAATE HAIN
WOH BAHARON KE AANE SE KHILTE NAHI
KUCH LOG EK ROZ JO BICHHAD JAATE HAIN
WOH HAZAARON KE AANE SE MILTE NAHI
UMRA BHAR CHAHE KOI PUKARA KARE UNKA NAAM
WOH FIR NAHI AATE WOH FIR NAHI AATE
  Send a message via Yahoo to pyaasa  
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
****Ish dil mein kai hasratein hai*** Diggaj_Dave Shayri-e-Ishq 20 6th March 2006 08:29 PM
Nadaan Hasratein..... Parastaar Shayri-e-Dard 29 15th February 2006 08:11 AM
Hasratein ashiswa Aapki Shayri 1 12th January 2005 01:39 PM
Tabaah Hasratein... Parastaar Shayri-e-Dard 19 2nd August 2004 11:22 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com