Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
muje rona bahut hai
Old
  (#1)
dineshdharvi
ek dost
dineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud of
 
dineshdharvi's Avatar
 
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 34
muje rona bahut hai - 1st March 2009, 01:35 PM

Mohabbat ka gumaan hota bahut hai
Ke ab yeh lafz bhi ruswaa bahut hai

Udaasi ka sabab mein kya bataun
Galli koochon mein sanaatta bahut hai

Tujhe maaloom to hoga meri jaan
Tujhe Humne chaha bahut hai

Na milne ki kasam kha ke bhi maine
Tujhe har raah mein dhoonda bahut hai

Ye aankhein aur kya kisi ko dekhe
In aankhon ne kisi ko dekha bahut hai

Na jaane kyu bacha rakhe hai aansu
Abhi shayad mujhe rona bahut hai..


AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam
Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Baqtiar
Loquacious Adonis
Baqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to all
 
Baqtiar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Sep 2008
Location: ......
Rep Power: 23
1st March 2009, 01:41 PM

Ek mohabbat ka rona hi to nahi hain....
Ansoo bahanay kay liye or rog bahut hain...
Ek wo nahi hain to kya huwa....
Dil dukhane kay liye or log bahut hain....
   
Reply With Quote
Hello Dinesh ji
Old
  (#3)
ADHURI HEER
Ranjhan bin Adhuri
ADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of light
 
ADHURI HEER's Avatar
 
Offline
Posts: 683
Join Date: Jul 2007
Location: Musafir hu yaaro,na ghar hai na thikana
Rep Power: 22
Hello Dinesh ji - 1st March 2009, 10:56 PM

Hello Dinesh ji,
kaise hai??
vese few months se mai iss site pe aa nahi saki, so aap ko read karne ka moka bhi nahi mila mujhe

aapne to iss poem me kamaal kar diya,

Tujhe maaloom to hoga meri jaan
Tujhe Humne chaha bahut hai

Na milne ki kasam kha ke bhi maine
Tujhe har raah mein dhoonda bahut hai


bahut hi khoooooob kiha hai aapne

Na jaane kyu bacha rakhe hai aansu
Abhi shayad mujhe rona bahut hai..


So keep it up


GOD IS GREAT
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
2nd March 2009, 09:28 AM

aapki Koshish Bahut Acchi Lagi Dinesh Bhai...yuhi Likhte Rahiye

Zainy




Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#5)
Ritu18525
Registered User
Ritu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud of
 
Ritu18525's Avatar
 
Offline
Posts: 839
Join Date: Sep 2008
Location: India
Rep Power: 30
2nd March 2009, 12:21 PM

Quote:
Originally Posted by dineshdharvi View Post
Mohabbat ka gumaan hota bahut hai
Ke ab yeh lafz bhi ruswaa bahut hai

Udaasi ka sabab mein kya bataun
Galli koochon mein sanaatta bahut hai

Tujhe maaloom to hoga meri jaan
Tujhe Humne chaha bahut hai

Na milne ki kasam kha ke bhi maine
Tujhe har raah mein dhoonda bahut hai

Ye aankhein aur kya kisi ko dekhe
In aankhon ne kisi ko dekha bahut hai

Na jaane kyu bacha rakhe hai aansu
Abhi shayad mujhe rona bahut hai..
bahut bahut accha likha hai aapne,
khaas kar ye lines...
"Udaasi ka sabab mein kya bataun
Galli koochon mein sanaatta bahut hai

Tujhe maaloom to hoga meri jaan
Tujhe Humne chaha bahut hai"


very nice.................................
yun hi likhte raho....
jeete raho!!!
tc
ritu


"Life laughs at you when you are unhappy...
Life smiles at you when you are happy..
But,
Life salutes you when you make others happy!!"
# Feel The Difference #
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
eliyas
Registered User
eliyas will become famous soon enougheliyas will become famous soon enough
 
eliyas's Avatar
 
Offline
Posts: 138
Join Date: Mar 2007
Location: mumbai
Rep Power: 19
6th March 2009, 04:12 PM

Dinesh ji, bahot khub bahot hi dard hai is nazam main, dil ko chugayi, yun hi likhte rahe, take care, bye


koi pyaar chahe to koi jahan chahe,
koi doulat chahe to koi shaan chahe,
hum to jindagi ke sataye huwe hai,
‘Eliyas’ to khudase do gaaz zameen aur kafan chahe

- ELIYAS SHAIKH
  Send a message via Yahoo to eliyas  
Reply With Quote
Old
  (#7)
SiDDiQi
Registered User
SiDDiQi is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 6
Join Date: Aug 2008
Rep Power: 0
Thumbs down 7th March 2009, 05:58 PM

[quote=Ritu18525;336484]bahut bahut accha likha hai aapne,
khaas kar ye lines...
"Udaasi ka sabab mein kya bataun
Galli koochon mein sanaatta bahut hai

Tujhe maaloom to hoga meri jaan
Tujhe Humne chaha bahut hai"

very nice.................................
yun hi likhte raho....
jeete raho!!!
tc
Yaar That is Gr8
Yaar Mai Up ka Saubse bala Fun Ho Shayed Up ko maloom Nahai
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
muje tun bahut yaad aaoge aru Aapki Shayri 3 8th February 2013 04:24 PM
Raziyaa Jee Salgiraah bahut bahut mubarak ho.. :) kwahish Celebrations 8 26th August 2010 09:35 PM
meena dd..janamdin ki bahut bahut shubhkamnaye sakhi1909 Celebrations 27 21st October 2009 07:08 PM
bahut dino tak... bahut pyaar kiya sakhi1909 Shayri-e-Ishq 10 5th April 2006 06:41 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com