Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
dil ki hasrat..
Old
  (#1)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
dil ki hasrat.. - 25th September 2005, 06:46 AM

Doston ... Bahut arse baad aapki is mehfil mein haazir hua hoon...kuch dil ke khayalaat liye..Umeed hai pasand aayenge

dil ki hasrat ko lafzon mein piro laaya hoon doston
apni aankhon ko ashqon mein bheego laaya hoon doston

meri aankhiyon ke saawan ko, lag jaaye umr meri
dard nahi khushiyon ko inme, sanjo laaya hoon doston

zabaan se keh nahi paaun, dard kya khoobsurat hai
Teri har saans bhi dilbar, aab is dil ki zaroraat hai

Isi hasrat ko naam chahat mein de aaya hoon doston
Isi chahat ki hasrat mein dil le aaya hoon doston

apni aankhon ko ashqon mein bheego laaya hoon doston
dil ki hasrat ko lafzon mein piro laaya hoon doston....



Qasid


___________________________________________

नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ

रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote
Old
  (#2)
kasak
Pieces of me!
kasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to all
 
kasak's Avatar
 
Offline
Posts: 823
Join Date: Jul 2005
Location: Bhopal(MP, india)
Rep Power: 25
25th September 2005, 09:57 AM

zabaan se keh nahi paaun, dard kya khoobsurat hai
Teri har saans bhi dilbar, aab is dil ki zaroraat hai

Isi hasrat ko naam chahat mein de aaya hoon doston
Isi chahat ki hasrat mein dil le aaya hoon doston


mast bhaiya......
ekdum masstttt!!!
ek naayaab ghazal aur utne hi badiya khayaalaat.....
maine shayad apki ye pehli post padhi hai....kabhi kuch aur padhne ka mouka na mil paaya.......maafi chahti hoon.....
magar ye kalaam to bahut hi badiya hai.....
meri taareef kabool kijiyega......

luv,
KaSaK........


~A tease in heart~

Judaa huye haiN bahut log, ek tum bhii sahii,
Ab itnii sii baat pe kyaa zindagii haraam kareiN ..
  Send a message via Yahoo to kasak  
Reply With Quote
Re: dil ki hasrat..
Old
  (#3)
pallavi_here
to feel & to be felt...
pallavi_here has a spectacular aura aboutpallavi_here has a spectacular aura about
 
pallavi_here's Avatar
 
Offline
Posts: 1,311
Join Date: Feb 2005
Location: On minds
Rep Power: 22
Re: dil ki hasrat.. - 25th September 2005, 10:48 AM

Quote:
Originally posted by mast
Doston ... Bahut arse baad aapki is mehfil mein haazir hua hoon...kuch dil ke khayalaat liye..Umeed hai pasand aayenge

dil ki hasrat ko lafzon mein piro laaya hoon doston
apni aankhon ko ashqon mein bheego laaya hoon doston

meri aankhiyon ke saawan ko, lag jaaye umr meri
dard nahi khushiyon ko inme, sanjo laaya hoon doston

zabaan se keh nahi paaun, dard kya khoobsurat hai
Teri har saans bhi dilbar, aab is dil ki zaroraat hai

Isi hasrat ko naam chahat mein de aaya hoon doston
Isi chahat ki hasrat mein dil le aaya hoon doston

apni aankhon ko ashqon mein bheego laaya hoon doston
dil ki hasrat ko lafzon mein piro laaya hoon doston....
ohhh kya baat hai wahhhhh.... dard bhi khoobsoorat...yahi to zindadili... .. bahut khoob kalaam.. aapke khayaalo ki tareh... have this spirit alwayz in life..
take care


Pallavi...

******
Your attitude towards life decides Life's attitude towards you...
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
18th October 2005, 08:27 AM

Kasak dear shukriya..umeed hai hamari yeh pehli mulaaqat dur tak jaaye aur aap yunhi is bhai ka saath hameshaa de

-aapka apnaa



Qasid


___________________________________________

नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ

रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote
Old
  (#5)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
18th October 2005, 08:30 AM

pallavi ji shukriya aapne bhi unhi lafzon ko ghar kiya jo mere is kalaam ki jaan the..shukriya behad hameshaa saath dene ka

-aapka apnaa



Qasid


___________________________________________

नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ

रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Hasrat jawed Shayri-e-Dard 2 31st July 2007 01:27 PM
hasrat amrit kaur Aapki Shayri 1 7th May 2007 08:05 PM
Hasrat R.L.Awasthi Aapki Shayri 2 3rd October 2006 10:20 PM
Dil ke hasrat! gulabjamun_4_u Shayri-e-Ishq 0 2nd November 2004 03:32 PM
Ek hasrat Raj "Sahib" Shayri-e-Dard 0 13th May 2004 06:13 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com