Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Ek GHazal DostoN ki Nazr
Old
  (#1)
prasaxena
Shayar
prasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to all
 
prasaxena's Avatar
 
Offline
Posts: 569
Join Date: Apr 2002
Location: New Delhi, India
Rep Power: 29
Thumbs up Ek GHazal DostoN ki Nazr - 5th December 2015, 08:52 PM

Aziizan-e-mehfi

Ek tarahi ghazal aapki khidmat meiN pesh hai.
Ummeed karta huN pasand farmaaayeNge.

ज़िन्दगी चार दिन की पाई है
हंस के जीने में क्या बुराई है

ले ही लेती है जान वो इक दिन
ज़िन्दगी किस को रास आई है

हर्फ़़ तो एक भी नहीं दिखता
वक़्त की कैसी रोशनाई है?

ज़िन्दगानी वही तो रोशन है
जो अंधेरों में जगमगाई है

चाहे कुछ और न मिला हो हमें
दिल की दौलत ज़रूर पाई है

मुझसे रक्खा है फ़ासला अक्सर
ज़िन्दगी जब क़रीब आई है

लोग पत्थर लिए खड़े हैं सब
हर तरफ़ से ख़बर ये आई है

पास अपने वज़ीर होते हुए
एक प्यादे से मात खाई है

हंस के मिलता हूँ दुशमनों से भी
मैंने आदत अजीब पाई है

एक दूजे की वो नहीं सुनते
ज़ह्न-औ-दिल में ये क्या लड़ाई है

बेवफ़ा होके बावफ़ा लगना
उसका अन्दाज़-ए-बेवफ़ाई है

लुत्फ़ आएगा ज़िन्दगी में अगर
दर्द से हर ख़ुशी चुराई है

हमने भी तीरगी की बस्ती में
रोशनी की दुकां लगाई है

- प्रवीण सक्सेना

Zindagi chaar din ki paayi hai
Hans ke jeene meiN kya buraayi hai

Le hi leti hai jaan wo ik din
Zindagi kisko raas aayee hai

Harf toh ek bhi nahiN dikhta
Waqt ki kaisi roshnaayi hai?

Zindagani wahi toh roshan hai
Jo andherN meiN jagmagayi hai

Chaahe kuchh aur na mila ho hameN
Dil ki daulat zaroor paayi hai

Mujhse rakkha hai faasla aksar
Zindagi jab qareeb aayi hai

Log patthar liye khade haiN sab
Har taraf se khabar ye aayi hai

Paas apne waziir hotey huve
Ek pyade se ma’at khaayi hai

Hans ke milta huuN dushmanoN se bhi
Maine aadat ajeeb paayi hai

Ek duuje ki wo nahiN sunte
Zehn-o-dil me ye kya ladaayi hai

Bewafa hoke bawafa lagna
Usska andaaz-e-bewafai hai

Lutf aayega zindagi meiN agar
Dard se har Khushi churayee hai

Humne bhi teergi ki basti meiN
Roshni ki dukaaN lagaayi hai

- Praveen Saxena


raah meiN hi manziloN ka zikr mat chedo Praveen
manziloN ne sun liya toh aur woh badh jaayeNgi
  Send a message via Yahoo to prasaxena  
Reply With Quote
Old
  (#2)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
5th December 2015, 10:13 PM

Namaskaar praveen ji...

Nayab tohfa diya hai mahfil ko aapne...maine kitni hee baar padhi ye ghazal aur har ek sher par waah waah nikli hai bas..
Khoob khayaal pesh kiye hain apne..

Daad qubool kijiyega....

Reagards

Madhu.



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
Thumbs up 8th December 2015, 09:49 AM

Quote:
Originally Posted by prasaxena View Post
Aziizan-e-mehfi

Ek tarahi ghazal aapki khidmat meiN pesh hai.
Ummeed karta huN pasand farmaaayeNge.

ज़िन्दगी चार दिन की पाई है
हंस के जीने में क्या बुराई है

ले ही लेती है जान वो इक दिन
ज़िन्दगी किस को रास आई है

हर्फ़़ तो एक भी नहीं दिखता
वक़्त की कैसी रोशनाई है?

ज़िन्दगानी वही तो रोशन है
जो अंधेरों में जगमगाई है

चाहे कुछ और न मिला हो हमें
दिल की दौलत ज़रूर पाई है

मुझसे रक्खा है फ़ासला अक्सर
ज़िन्दगी जब क़रीब आई है

लोग पत्थर लिए खड़े हैं सब
हर तरफ़ से ख़बर ये आई है

पास अपने वज़ीर होते हुए
एक प्यादे से मात खाई है

हंस के मिलता हूँ दुशमनों से भी
मैंने आदत अजीब पाई है

एक दूजे की वो नहीं सुनते
ज़ह्न-औ-दिल में ये क्या लड़ाई है

बेवफ़ा होके बावफ़ा लगना
उसका अन्दाज़-ए-बेवफ़ाई है

लुत्फ़ आएगा ज़िन्दगी में अगर
दर्द से हर ख़ुशी चुराई है

हमने भी तीरगी की बस्ती में
रोशनी की दुकां लगाई है

- प्रवीण सक्सेना

Zindagi chaar din ki paayi hai
Hans ke jeene meiN kya buraayi hai

Le hi leti hai jaan wo ik din
Zindagi kisko raas aayee hai

Harf toh ek bhi nahiN dikhta
Waqt ki kaisi roshnaayi hai?

Zindagani wahi toh roshan hai
Jo andherN meiN jagmagayi hai

Chaahe kuchh aur na mila ho hameN
Dil ki daulat zaroor paayi hai

Mujhse rakkha hai faasla aksar
Zindagi jab qareeb aayi hai

Log patthar liye khade haiN sab
Har taraf se khabar ye aayi hai

Paas apne waziir hotey huve
Ek pyade se ma’at khaayi hai

Hans ke milta huuN dushmanoN se bhi
Maine aadat ajeeb paayi hai

Ek duuje ki wo nahiN sunte
Zehn-o-dil me ye kya ladaayi hai

Bewafa hoke bawafa lagna
Usska andaaz-e-bewafai hai

Lutf aayega zindagi meiN agar
Dard se har Khushi churayee hai

Humne bhi teergi ki basti meiN
Roshni ki dukaaN lagaayi hai

- Praveen Saxena


Namaskaar Praveen ji
bahuttttttttt hi khoobsurat gazal padne ka mokka diya aapne, sabhi khayaal bemisaal haiN aur kabil-e-tareef haiN, aap jaise shayar hi to SDC ki shaan haiN, likhtey rhiye aur bazm ki shaan badatey rahiye.

regards


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#4)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
8th December 2015, 04:11 PM

Praveen jee bahut hi khoobsoorat ghazal se rubaru karaaya hai aapne
likhte rahen
duaon ke saath


Aapka Apna
Ishk


'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है


email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
fakhri
Registered User
fakhri has a spectacular aura aboutfakhri has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 94
Join Date: Feb 2012
Rep Power: 14
10th December 2015, 04:06 AM

Bohot hi achchi paishkash hai janab praveenji. Maza aa gaya padhne mai. Mubarakbad ke haqdaar hai.N aap.
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
maikasH
Birha Tu Sultan
maikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant future
 
Offline
Posts: 1,810
Join Date: Aug 2001
Rep Power: 10
10th December 2015, 05:36 PM

Praveen bhai aadaab-o-namaste,


kya Ghazal hui hai, bohat khoob.

aakhir do she'r to kamaal ke haiN, khaaksaar ki mubarakbaad Tikaa lijiye

rab raakha
maikash


.........................................

is tarhe teri yaad meiN har shaam dhaley hai
goyaa koyi nagin si kalejey pe chaley hai

maikash
...............................
 Send a message via ICQ to maikasH Send a message via Yahoo to maikasH  
Reply With Quote
Old
  (#7)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
11th December 2015, 08:35 AM

Bahut Khoob Praveen ji bahut saade lafzon mein aapne dil ki har gehraayi ko naap liya bahut asardaar rahi aapki ye ghazal....yunhi likhte rahiYeGaa



Qasid


___________________________________________

नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ

रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote
Old
  (#8)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
15th December 2015, 06:28 PM

Quote:
Originally Posted by prasaxena View Post
Aziizan-e-mehfi

Ek tarahi ghazal aapki khidmat meiN pesh hai.
Ummeed karta huN pasand farmaaayeNge.

ज़िन्दगी चार दिन की पाई है
हंस के जीने में क्या बुराई है

ले ही लेती है जान वो इक दिन
ज़िन्दगी किस को रास आई है

हर्फ़़ तो एक भी नहीं दिखता
वक़्त की कैसी रोशनाई है?

ज़िन्दगानी वही तो रोशन है
जो अंधेरों में जगमगाई है

चाहे कुछ और न मिला हो हमें
दिल की दौलत ज़रूर पाई है

मुझसे रक्खा है फ़ासला अक्सर
ज़िन्दगी जब क़रीब आई है

लोग पत्थर लिए खड़े हैं सब
हर तरफ़ से ख़बर ये आई है

पास अपने वज़ीर होते हुए
एक प्यादे से मात खाई है

हंस के मिलता हूँ दुशमनों से भी
मैंने आदत अजीब पाई है

एक दूजे की वो नहीं सुनते
ज़ह्न-औ-दिल में ये क्या लड़ाई है

बेवफ़ा होके बावफ़ा लगना
उसका अन्दाज़-ए-बेवफ़ाई है

लुत्फ़ आएगा ज़िन्दगी में अगर
दर्द से हर ख़ुशी चुराई है

हमने भी तीरगी की बस्ती में
रोशनी की दुकां लगाई है

- प्रवीण सक्सेना

Zindagi chaar din ki paayi hai
Hans ke jeene meiN kya buraayi hai

Le hi leti hai jaan wo ik din
Zindagi kisko raas aayee hai

Harf toh ek bhi nahiN dikhta
Waqt ki kaisi roshnaayi hai?

Zindagani wahi toh roshan hai
Jo andherN meiN jagmagayi hai

Chaahe kuchh aur na mila ho hameN
Dil ki daulat zaroor paayi hai

Mujhse rakkha hai faasla aksar
Zindagi jab qareeb aayi hai

Log patthar liye khade haiN sab
Har taraf se khabar ye aayi hai

Paas apne waziir hotey huve
Ek pyade se ma’at khaayi hai

Hans ke milta huuN dushmanoN se bhi
Maine aadat ajeeb paayi hai

Ek duuje ki wo nahiN sunte
Zehn-o-dil me ye kya ladaayi hai

Bewafa hoke bawafa lagna
Usska andaaz-e-bewafai hai

Lutf aayega zindagi meiN agar
Dard se har Khushi churayee hai

Humne bhi teergi ki basti meiN
Roshni ki dukaaN lagaayi hai

- Praveen Saxena


Saxena saahab tak shaad ka aadaab pahuche.... kyaa kahun aapki is haseen peshkash pe... wallaah.... qayaamat hai.... khanjar se nukeele iske ek ek sher hain janaab.....

aapka ye haseen zindageenama padh kar ham ek baar phir se aapke qaayal ho gaye hain..... daad qubool farmaaiye.... aate rahiye....

Shaad......


Shaad...
   
Reply With Quote
Shukria
Old
  (#9)
prasaxena
Shayar
prasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to all
 
prasaxena's Avatar
 
Offline
Posts: 569
Join Date: Apr 2002
Location: New Delhi, India
Rep Power: 29
Shukria - 18th December 2015, 09:02 PM

Quote:
Originally Posted by Madhu 14 View Post
Namaskaar praveen ji...

Nayab tohfa diya hai mahfil ko aapne...maine kitni hee baar padhi ye ghazal aur har ek sher par waah waah nikli hai bas..
Khoob khayaal pesh kiye hain apne..

Daad qubool kijiyega....

Reagards

Madhu.

Aadab Madhu ji

Aapki dili daad ka behad-behad shukria. Ummeed karta huN aage bhi aapka saath milta rahega.

Khaaksaar
Praveen


raah meiN hi manziloN ka zikr mat chedo Praveen
manziloN ne sun liya toh aur woh badh jaayeNgi
  Send a message via Yahoo to prasaxena  
Reply With Quote
Shukria
Old
  (#10)
prasaxena
Shayar
prasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to all
 
prasaxena's Avatar
 
Offline
Posts: 569
Join Date: Apr 2002
Location: New Delhi, India
Rep Power: 29
Shukria - 18th December 2015, 09:06 PM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post

Namaskaar Praveen ji
bahuttttttttt hi khoobsurat gazal padne ka mokka diya aapne, sabhi khayaal bemisaal haiN aur kabil-e-tareef haiN, aap jaise shayar hi to SDC ki shaan haiN, likhtey rhiye aur bazm ki shaan badatey rahiye.

regards
Adaab Sunitaji

Ghazal par aapkee daad bohat pehle hi mil gayee thi, jawaab dene meiN deri ke liye muafi chahta huuN. Aapka bohat bohat shukria. Aise hi hosla-afaazai jaari rakhiyega.

Khaaksaar
Praveen


raah meiN hi manziloN ka zikr mat chedo Praveen
manziloN ne sun liya toh aur woh badh jaayeNgi
  Send a message via Yahoo to prasaxena  
Reply With Quote
Shukria
Old
  (#11)
prasaxena
Shayar
prasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to all
 
prasaxena's Avatar
 
Offline
Posts: 569
Join Date: Apr 2002
Location: New Delhi, India
Rep Power: 29
Shukria - 18th December 2015, 09:08 PM

Quote:
Originally Posted by ISHK EK IBADAT View Post
Praveen jee bahut hi khoobsoorat ghazal se rubaru karaaya hai aapne
likhte rahen
duaon ke saath

Aadab Rajender ji

Huzuur aapki daad mili dil khush hao gaya. Aise hi hosla afzaiyee jaar rakheN. Daad ka bohat shukria.

Khaaksaar
Praveen


raah meiN hi manziloN ka zikr mat chedo Praveen
manziloN ne sun liya toh aur woh badh jaayeNgi
  Send a message via Yahoo to prasaxena  
Reply With Quote
Shukria
Old
  (#12)
prasaxena
Shayar
prasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to all
 
prasaxena's Avatar
 
Offline
Posts: 569
Join Date: Apr 2002
Location: New Delhi, India
Rep Power: 29
Shukria - 18th December 2015, 09:09 PM

Quote:
Originally Posted by fakhri View Post
Bohot hi achchi paishkash hai janab praveenji. Maza aa gaya padhne mai. Mubarakbad ke haqdaar hai.N aap.

Janab-e Faakhri Sahab

Aapki daad ka bohat shukria. Ghazal aapko pasand aayi bohat achcha laga.

Khaaksaar
Praveen


raah meiN hi manziloN ka zikr mat chedo Praveen
manziloN ne sun liya toh aur woh badh jaayeNgi
  Send a message via Yahoo to prasaxena  
Reply With Quote
Bohat Shukria
Old
  (#13)
prasaxena
Shayar
prasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to all
 
prasaxena's Avatar
 
Offline
Posts: 569
Join Date: Apr 2002
Location: New Delhi, India
Rep Power: 29
Bohat Shukria - 18th December 2015, 09:12 PM

Quote:
Originally Posted by maikasH View Post
Praveen bhai aadaab-o-namaste,


kya Ghazal hui hai, bohat khoob.

aakhir do she'r to kamaal ke haiN, khaaksaar ki mubarakbaad Tikaa lijiye

rab raakha
maikash
Maikash Bhai

Aap thread par aaye bohat achcha laga. Aur aapki daad mila ye aur bhi achchi aur hosla-afza baat rahi. Bohat shukria.

Khaaksaar
Praveen


raah meiN hi manziloN ka zikr mat chedo Praveen
manziloN ne sun liya toh aur woh badh jaayeNgi
  Send a message via Yahoo to prasaxena  
Reply With Quote
Shukria
Old
  (#14)
prasaxena
Shayar
prasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to all
 
prasaxena's Avatar
 
Offline
Posts: 569
Join Date: Apr 2002
Location: New Delhi, India
Rep Power: 29
Shukria - 18th December 2015, 09:14 PM

Quote:
Originally Posted by mast View Post
Bahut Khoob Praveen ji bahut saade lafzon mein aapne dil ki har gehraayi ko naap liya bahut asardaar rahi aapki ye ghazal....yunhi likhte rahiYeGaa
Anu Bhai

Ghazal par aapki daad ka bohat-bohat shukria.

Khaaksaar
Praveen


raah meiN hi manziloN ka zikr mat chedo Praveen
manziloN ne sun liya toh aur woh badh jaayeNgi
  Send a message via Yahoo to prasaxena  
Reply With Quote
Shukria
Old
  (#15)
prasaxena
Shayar
prasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to all
 
prasaxena's Avatar
 
Offline
Posts: 569
Join Date: Apr 2002
Location: New Delhi, India
Rep Power: 29
Shukria - 18th December 2015, 09:19 PM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
Saxena saahab tak shaad ka aadaab pahuche.... kyaa kahun aapki is haseen peshkash pe... wallaah.... qayaamat hai.... khanjar se nukeele iske ek ek sher hain janaab.....

aapka ye haseen zindageenama padh kar ham ek baar phir se aapke qaayal ho gaye hain..... daad qubool farmaaiye.... aate rahiye....

Shaad......
Janab-e-Shaad

Aaapki to huzuur daad hi badi shayrana rahi. Jin alfaaz mein aapne ghazal ko saraha hai bada hi achcha laga padh kar. Aur huzuur qaayal to hum ho gaye haiN aapke andaaz-e-daad ke. Bohat shukria.

Khaaksaar
Praveen


raah meiN hi manziloN ka zikr mat chedo Praveen
manziloN ne sun liya toh aur woh badh jaayeNgi
  Send a message via Yahoo to prasaxena  
Reply With Quote
Old
  (#16)
masti
Moderator
masti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant future
 
masti's Avatar
 
Offline
Posts: 1,113
Join Date: Jun 2003
Location: Mumbai
Rep Power: 38
19th December 2015, 07:55 PM

Wah wah Praveen ji

Aap hi hain jinse aise kalaam Ki ummeed Ki ja sakti hai.

Bohut hi umdaa....

Aate rahiye taaki hum sab aapse kuch seekh sakein.


-Apki Dost
Sarika
   
Reply With Quote
Bohat Shukria
Old
  (#17)
prasaxena
Shayar
prasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to all
 
prasaxena's Avatar
 
Offline
Posts: 569
Join Date: Apr 2002
Location: New Delhi, India
Rep Power: 29
Bohat Shukria - 23rd December 2015, 07:09 PM

Quote:
Originally Posted by masti View Post
Wah wah Praveen ji

Aap hi hain jinse aise kalaam Ki ummeed Ki ja sakti hai.

Bohut hi umdaa....

Aate rahiye taaki hum sab aapse kuch seekh sakein.

Sarika ji

Aapki daad ka bohat shukria.

Khaksaar
Praveen


raah meiN hi manziloN ka zikr mat chedo Praveen
manziloN ne sun liya toh aur woh badh jaayeNgi
  Send a message via Yahoo to prasaxena  
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com