Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
khbar na thee arsa-e-zindagi itna mukthsar hoga,.........(gazal)..
Old
  (#1)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
khbar na thee arsa-e-zindagi itna mukthsar hoga,.........(gazal).. - 15th July 2006, 10:42 AM

dosto apni nai gazal kay saath hazir hoon....umeed hai ki app apnay dil main jagha dogay.....

khbar na thee arsa-e-zindagi itna mukthsar hoga,
yahan yeh dam niklega wo mere yaar ka dar hoga.....

tere koochay ki janib jis roz meri rawangi hogi,
yaad rakhna wo safar mera aakhri safar hoga.....

dekhna mujhay moot bhee aiyegi to aise aiyegi,
tere qadamon ki khakh hongi or mera sar hoga.....

youn tanha ho gaya tere bina is bhari dunia main,
akela chala jaounga saya bhee na hamsafar hoga.....

taaron kay sehar main basa lunga dunia teri khatir,
wahan na kisi ka khauf hoga na kisi ka dar hoga .....

zamanay walo tum bhee dekho anjaam-e- mohabat,
yahan jo bhee wafa karega uska yahi hashar hoga......

bass ik nazar jee bhar kay dekh lu apnay khuda ko,
phir uskay baad shuru 'veer' ka aakhri safar hoga.......

appkay jabaab ka muntzir.........raj..........


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
Re: khbar na thee arsa-e-zindagi itna mukthsar hoga,.........(gazal)..
Old
  (#2)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
Re: khbar na thee arsa-e-zindagi itna mukthsar hoga,.........(gazal).. - 15th July 2006, 10:53 AM

Quote:
Originally posted by rajveeer
dosto apni nai gazal kay saath hazir hoon....umeed hai ki app apnay dil main jagha dogay.....

khbar na thee arsa-e-zindagi itna mukthsar hoga,
yahan yeh dam niklega wo mere yaar ka dar hoga.....

tere koochay ki janib jis roz meri rawangi hogi,
yaad rakhna wo safar mera aakhri safar hoga.....

dekhna mujhay moot bhee aiyegi to aise aiyegi,
tere qadamon ki khakh hongi or mera sar hoga.....

youn tanha ho gaya tere bina is bhari dunia main,
akela chala jaounga saya bhee na hamsafar hoga.....

taaron kay sehar main basa lunga dunia teri khatir,
wahan na kisi ka khauf hoga na kisi ka dar hoga .....

zamanay walo tum bhee dekho anjaam-e- mohabat,
yahan jo bhee wafa karega uska yahi hashar hoga......

bass ik nazar jee bhar kay dekh lu apnay khuda ko,
phir uskay baad shuru 'veer' ka aakhri safar hoga.......

appkay jabaab ka muntzir.........raj..........
hello raj

appki gazal ka ek ek shabad dil ko dard mai bhigota sa lagga. en jazbatto ke jawaab mai to mubarak bhi nahi kah saktey.


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
shukria
Old
  (#3)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
shukria - 15th July 2006, 11:33 AM

appnay mere dard mere jajbaaton ko mehsoos kiya appka shukar guzaar hoon........


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
khber nathi
Old
  (#4)
mkdeewana
Registered User
mkdeewana is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 15
Join Date: Apr 2006
Location: delhi
Rep Power: 0
khber nathi - 15th July 2006, 02:41 PM

zamanay walo tum bhee dekho anjaam-e- mohabat,
yahan jo bhee wafa karega uska yahi hashar hoga......

bass ik nazar jee bhar kay dekh lu apnay khuda ko,
phir uskay baad shuru 'veer' ka aakhri safar hoga.......


mukesh kumar
   
Reply With Quote
hello raj
Old
  (#5)
KIRTI CUTE
Registered User
KIRTI CUTE is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 13
Join Date: Jul 2006
Location: DELHI
Rep Power: 0
hello raj - 15th July 2006, 08:04 PM

wahhhh............................................ ........yuu tanha ho gaya tere bina iss bhari duniya mai,akela chala jaunga saya bhi na hamsafar hoga.taro ke shehar mai basaa lunga duniya teri khatir,wahan naa kisi kaa khouf hoga na darr hoga,zamane walo tum bhi dekho anzam-e-mohabat,yahan jo bhi wafa karega uska yehi hashar hoga.bas ik nazar jee bhar ke dekh loo apne khuda ko,phir uske baad shuru'veer'ka aakhri safar hoga.----------------------------------------------------------------------------kya khoob likha hai wahhhhhhhh raj jee .mujh nacheez ke dard-e-dil ko panah di app ne,ye nazam kya likhi ,iss toote hue dil ki dawaa ki app ne.


KIRTI
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
Tulsika!~
Registered User
Tulsika!~ is on a distinguished road
 
Tulsika!~'s Avatar
 
Offline
Posts: 272
Join Date: Nov 2003
Location: USA
Rep Power: 21
15th July 2006, 09:57 PM

Raj,

Yun to shayri-e-Ishq mein...shayri-e-dard achhi tarah se bayan kiya hai aapne..!!!

kuch lafz...

Zindagi kisi ki amanat nahi hoti,
manant mein kabhi qayamat nahi hoti
dil bhi sochkar lagana e-dost
Ishq ki quaid mein kabhi jannath nahi hoti...
-unknown....

likhte rahiyenga...aur yuhi dard-e-gum bayan karte rahiye...log kehte hai..dard batne se kum hota hai...


   
Reply With Quote
shukria
Old
  (#7)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
shukria - 19th July 2006, 01:46 PM

mukesh ji app nay apna keemti waqt nikala or meri post par aa kar apni rai dee appka bhut bhut shukar guzaar hoon,,,,,umeed karta hoo yu he appki hosla afzai milti rahegi.......raj........


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
waah!!
Old
  (#8)
hayanaaz
Registered User
hayanaaz is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 48
Join Date: Jul 2006
Location: delhi
Rep Power: 0
waah!! - 20th July 2006, 12:04 AM

Veer ji ,
Aap ki ghazal ka har har lafz dard ka pehlu zaahir karta hai .Aapki ghazal ke yeh ashaar to kuchh zyada hi dil ke qareeb rahe.

youn tanha ho gaya tere bina is bhari dunia main,
akela chala jaounga saya bhee na hamsafar hoga.....

zamanay walo tum bhee dekho anjaam-e- mohabat,
yahan jo bhee wafa karega uska yahi hashar hoga......

Always keep it up.
Allah aapko khush rakhe
Aameen .

Aapki Dost


rafat aman
  Send a message via Yahoo to hayanaaz  
Reply With Quote
Old
  (#9)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
23rd July 2006, 07:52 PM

hi veer sahib main humesha se ap ki poetry parrhti aye hoon lekin kabhi reply kernay ki zaroorat mehsoos nahi ki kionki aur bohat se log aap ki poetry ki tareef ker detay hain is liye socha meray na kernay se koi farq nahi parrega lekin ye ghazal mujhay itni achi lagi k main reh hi nahi saki aap ki tareef kiye baghair wesay mujhay aap ki her ghazal bohat bohat pasand hai aur aap ki poetry main zaroor parrhti hoon bohat touchy hoti hai keep it up


Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#10)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
hi - 28th July 2006, 10:37 AM

kirti ji main apko aksar apni post par pata hoon...app mere takreeban har qalaak ko parhti ho or sarahti bhee ho....gar app yu hee hosla afzai karti rahi ....to koshish karounga ki or acha likh saku....appmeri post par i raj tahe dil se appka shukar guzaar hai..........raj......


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
hi
Old
  (#11)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
hi - 11th August 2006, 06:28 PM

Raj,

Yun to shayri-e-Ishq mein...shayri-e-dard achhi tarah se bayan kiya hai aapne..!!!

kuch lafz...

Zindagi kisi ki amanat nahi hoti,
manant mein kabhi qayamat nahi hoti
dil bhi sochkar lagana e-dost
Ishq ki quaid mein kabhi jannath nahi hoti...
-unknown....

likhte rahiyenga...aur yuhi dard-e-gum bayan karte rahiye...log kehte hai..dard batne se kum hota hai...

tuliska ji bhut dino se app nazar nahi i app ho kahan.....appko mere dard ka ehsaas hua appne mere dard ko apne dil main jagha dee......main tahe dil se appka shukar guzaar hoon....umeed karta hoon appka saath hamesha rahega.......raj......


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
hi
Old
  (#12)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
hi - 15th August 2006, 04:05 PM

mohtrma koi to ho ji mujhe appka naam to nahi maloom.....lakin app ne jis andaaz se meri gazal ki tareef ki hai wo mujhe bhut acha lagga........appka main tahe dik se shukarguzaar hoon........umeed karta hoon yu hee appka saath bana rahega......raj......


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
hi
Old
  (#13)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
hi - 22nd August 2006, 06:32 PM

Veer ji ,
Aap ki ghazal ka har har lafz dard ka pehlu zaahir karta hai .Aapki ghazal ke yeh ashaar to kuchh zyada hi dil ke qareeb rahe.

youn tanha ho gaya tere bina is bhari dunia main,
akela chala jaounga saya bhee na hamsafar hoga.....

zamanay walo tum bhee dekho anjaam-e- mohabat,
yahan jo bhee wafa karega uska yahi hashar hoga......

Always keep it up.
Allah aapko khush rakhe
Aameen .

Aapki Dost

rafat ji appko meri gazal pasand i main tahe dil se appka shukar guzaar hoon......umeed karta hoon yu hee appka saath milta rahega........raj........


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
Old
  (#14)
Akshay Jain
Registered User
Akshay Jain will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 36
Join Date: Aug 2006
Location: India(Gwalior)
Rep Power: 0
Cool 22nd August 2006, 11:31 PM

wah veer ji aapki shayri ne to jadu kar diya hai........... kya likhte ho aap...
maanta hoon apko
ek chhota sa sher arz karta hu ummid hai aap apna pyar denge.

chala jaunga itni door tujhse ki dhundhte firoge...
waha na to teri gali hogi na tera shahar hoga......
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#15)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
hi - 30th August 2006, 10:27 AM

wah veer ji aapki shayri ne to jadu kar diya hai........... kya likhte ho aap...
maanta hoon apko
ek chhota sa sher arz karta hu ummid hai aap apna pyar denge.


akshay ji appko raj ka parnaam.....app pehli daffa eri post par reply kar rahe ho raj appka dono haath jor kar sawagat karta hai...appko meri gazal pasand i or appne bhee ek share likha iske jawaab main so main appka tahe dil se shukarguzaar hoon appka share bhut pyara hai....yu hee appke saath ki kamna karta hoon.......raj.......


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Gazal:Itna maasoom to dard'e'jigar na thha.....D*D* pooja_d Shayri-e-Dard 46 22nd October 2014 01:48 AM
Kisi ki zindagi me zindagi bankar jine ka sama hoga ashu_uppal Aapki Shayri 2 11th November 2010 07:02 PM
kyoun daren zindagi men kya hoga ,kuch na hoga to tajurba hoga Mohammad Kashif Shayri-e-Mashahoor Shayar 4 17th August 2007 11:33 PM
khbar na thee arsa-e-zindagi itna mukthsar hoga,.........(gazal) rajveeer Shayri-e-Dard 0 15th July 2006 10:40 AM
kya khbar thee Darpana Aapki Shayri 1 5th January 2004 07:18 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com