Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Koi
Old
  (#1)
Touch
Registered User
Touch is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 11
Join Date: Dec 2003
Rep Power: 0
Koi - 12th May 2005, 04:48 PM

Koi


“Chalo main chalun tumhare saath ,
Jaha tak tum chalo “

Kehta Ye hum saye Koi .

Thokar lagte hee,
Nange Pair doda chala aata koi,
Mere zakhmon ko ,
Apni thandi phoonkon sye sahelata koi.

Main rota ,toh saath ,
Mere rota koi,
Apne daaman ko ,
Mere aansoon saye bhigota koi .

Mere khawaon ko ,
Haqeeqat main badlta koi ,
Jab main ghabra ke idhar-udhar dekhta,
“Main Hun” , ye kehta koi .

Par..par …Koi nahi hai .
Main hun, main……hun.
Par meri parchai ko bhi ,
Mujh saye sarokaar nahi hai.

Udh kee aansu ,
Hawa main mil jaate hai
Zakhm bhi , dard ka,
Malaham laga, chupchap bhar jaate hai.

Itne paye bhi neend nahi aati ,
Khawon saye bhi mulakaat nahi ho pati.
Adheron main kuch dhoondhta rehta hun
Sayon main , dost kee tasweer ukerta rehta hun .

Par ..par koi nahi hai .
Main hin…Main hun .
Par kisi kee dosti kaa,
Pegaam mujhe nahi hai .

“Chalo main chalun tumhare saath ,
Zaha tak tum chalo “
Kehta Ye humsaye Koi .

End
   
Reply With Quote
Re: Koi
Old
  (#2)
Amanush...
Tanhaa Raahi
Amanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Amanush...'s Avatar
 
Offline
Posts: 3,700
Join Date: Oct 2003
Rep Power: 54
Re: Koi - 12th May 2005, 06:58 PM

Quote:
Originally posted by Touch
Koi


“Chalo main chalun tumhare saath ,
Jaha tak tum chalo “

Kehta Ye hum saye Koi .

Thokar lagte hee,
Nange Pair doda chala aata koi,
Mere zakhmon ko ,
Apni thandi phoonkon sye sahelata koi.

Main rota ,toh saath ,
Mere rota koi,
Apne daaman ko ,
Mere aansoon saye bhigota koi .

Mere khawaon ko ,
Haqeeqat main badlta koi ,
Jab main ghabra ke idhar-udhar dekhta,
“Main Hun” , ye kehta koi .

Par..par …Koi nahi hai .
Main hun, main……hun.
Par meri parchai ko bhi ,
Mujh saye sarokaar nahi hai.

Udh kee aansu ,
Hawa main mil jaate hai
Zakhm bhi , dard ka,
Malaham laga, chupchap bhar jaate hai.

Itne paye bhi neend nahi aati ,
Khawon saye bhi mulakaat nahi ho pati.
Adheron main kuch dhoondhta rehta hun
Sayon main , dost kee tasweer ukerta rehta hun .

Par ..par koi nahi hai .
Main hin…Main hun .
Par kisi kee dosti kaa,
Pegaam mujhe nahi hai .

“Chalo main chalun tumhare saath ,
Zaha tak tum chalo “
Kehta Ye humsaye Koi .

End
Waah...Absolutely wonderful!

Thanks for sharing such nice feelings...Touch ji!

Amanush...


Jeene ke liye mujhe ek sapna dedo
Haqeekat meri jaaN liye jaa rahi hai

  Send a message via Yahoo to Amanush... Send a message via MSN to Amanush...  
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com