Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Mashahoor Shayar

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
"mother" I Miss You.
Old
  (#1)
musharrafhusain
Registered User
musharrafhusain is a jewel in the roughmusharrafhusain is a jewel in the roughmusharrafhusain is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 1,310
Join Date: Mar 2003
Location: Karachi, Pakistan
Rep Power: 25
"mother" I Miss You. - 5th May 2003, 02:44 PM

Azeez doston
Mother’s day ke is purmussarat moquey per mein Wasi Shah ki ek nazm aap sab ki khidmat mein pesh ker raha hoon.
Please note that the poet of this poetry is Mr. Wasi Shah.
I just want it to share with you all and I know the mother is mother no matter what nationality, what religion or anything else.
Friends, I lost my mother about 2 ˝ years back and still miss her so much that it can not be expressed in words.

“YEH KAMYABIYAN, IZZAT, YEH NAAM TUM SE HAI
KHUDA NE JO BHI DIYA HAI MUQAM, TUM SE HAI
TUMHARE DAM SE HAIN MERE LAHOO MEIN KHILTE GULAB
MERE WAJOOD KA SARA NIZAM, TUM SE HAI
KAHAN BISAAT E JAHAN, AUR MEIN MUFLIS O NAADAAN
YEH MERI JEET KA SAB EHTIMAAM, TUM SE HAI
JAHAAN JAHAAN HAI MERI DUSHMANI WAJAH MEIN HOON
JAHAAN JAHAAN HAI MERA EHTIRAAM, TUM SE HAI

God bless you all .
musharrafhusain
   
Reply With Quote
ma to ma hi hoti hai
Old
  (#2)
meena chheda
Registered User
meena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to behold
 
meena chheda's Avatar
 
Offline
Posts: 5,436
Join Date: Dec 2002
Location: mumbai
Rep Power: 35
ma to ma hi hoti hai - 5th May 2003, 02:54 PM

dost,
itni achhi najam se pahechan karane ka shukria
   
Reply With Quote
salaam janaab
Old
  (#3)
Sawerah Hayat
Registered User
Sawerah Hayat will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 98
Join Date: May 2003
Location: usa
Rep Power: 21
salaam janaab - 5th May 2003, 04:24 PM

aap naay aaj humein humari maa yaad dila dee

wakai kiya khoob keha aap ne

agar aap kie ijazaat hoe toe hum kuch pesh karnaa chaatey hain Maa, teri god ki lazzat nahi bhooli ab tak
Wo teray pyaar ki hiddat nahi bhooli ab tak
*************************************
*************************************
Ab to aghaaz say anjaam ki jaanib hay qadam
sar pay chandi bhi ug aai hai magar teri qasam
*************************************
*************************************
Aaj bhi dil teray pehloo main samona chahay
Aaj bhi dil teri aaghosh main sona chahay
*************************************
*************************************

Sawerah


Sawerah
 Send a message via ICQ to Sawerah Hayat Send a message via Yahoo to Sawerah Hayat Send a message via AIM to Sawerah Hayat  
Reply With Quote
Old
  (#4)
musharrafhusain
Registered User
musharrafhusain is a jewel in the roughmusharrafhusain is a jewel in the roughmusharrafhusain is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 1,310
Join Date: Mar 2003
Location: Karachi, Pakistan
Rep Power: 25
5th May 2003, 04:39 PM

meena ji
bohat shuriya.
umeed hai aur dost bhi apne jazbaat share karen ge.

sawera
bohat bohat shukriya.
aur khas taur per itni achchi nazm bhejne kaa.
mein yehi chahtaa thaa.
aap ki bheji huee nazm mujhe bohat achchi lagi.
balke mein kahoon gaa ke mere dil ko choo gaee. yeh mere hazbe haal hai.
shukriya sawera.

musharrafhusain
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#5)
romana
Registered User
romana will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 754
Join Date: Sep 2002
Location: uk
Rep Power: 22
hi - 6th May 2003, 02:51 PM

hi

how r u vow this is really nice poem u know i m gona print it of for the next mothers day i know my mum will love it

tahnx ofr sharing it with all of us
take care
bye


~,ROMANA,~
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
musharrafhusain
Registered User
musharrafhusain is a jewel in the roughmusharrafhusain is a jewel in the roughmusharrafhusain is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 1,310
Join Date: Mar 2003
Location: Karachi, Pakistan
Rep Power: 25
6th May 2003, 04:03 PM

shurkiya romana
ham loag is forum per hain hi is liey ke eik doosre se in achchi achchi poems and writings ko share karein.
aur agar koee tanqeedi yah taameeri advice ho to zaroor den magar positive note ke saath not to hurt some one.
bye
musharrafhusain
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
zahra
Registered User
zahra is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 490
Join Date: Feb 2003
Location: U.S.A Chicago
Rep Power: 22
6th May 2003, 08:33 PM

asalam o alykum is really nice

thanks for sharing with us.

ma(mom) to wo chez ha jis ko koi bhi lafzo ma biyan nahi kersekta ha.....

or is duniya ma ma(mom) jesa koi bhi nahi ha.........or nahi kabhi koi ma(mom) ki jaga la sekta ha.....

allah hafiz and take care

be happy

your friend Zahra


Woh Mere Dil ko Kuchal ke Chala Gaya .
Anjane Mein Mujko Woh Shayar Bana Gaya
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
musharrafhusain
Registered User
musharrafhusain is a jewel in the roughmusharrafhusain is a jewel in the roughmusharrafhusain is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 1,310
Join Date: Mar 2003
Location: Karachi, Pakistan
Rep Power: 25
6th May 2003, 11:04 PM

haan zahra
bilkul sahi kaha tum ne. mein tum se bilkul muttafiq hoon.
Duniya ke sab rishte eik taraf aur maan eik taraf.
thanks for your message.
musharrafhusain
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
zahra
Registered User
zahra is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 490
Join Date: Feb 2003
Location: U.S.A Chicago
Rep Power: 22
6th May 2003, 11:52 PM

mushrraf bhia meri baat sa sirf app ko nahi, sub logo ko razi ho na chahiya.............allah hafiz take care


Woh Mere Dil ko Kuchal ke Chala Gaya .
Anjane Mein Mujko Woh Shayar Bana Gaya
   
Reply With Quote
Hi
Old
  (#10)
zeeshaan
Registered User
zeeshaan is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 116
Join Date: Feb 2003
Rep Power: 22
Hi - 19th May 2003, 01:25 PM

Dear Musharraf Shahib,.
Salam O Allecum,,
Mother is first teacher of LOVE,,,
Aak Bat Ha,, is Dunya ma Koi aap sa aap ki Dolat ki Wajha Sa Payar Kerta ha,,Koi Knowledg ki wajha sa,,Koi Baton Ki Wajha Sa,,,koi Aapna Mutlab ki Wajha Sa,,( means any body who loves you haves some reason,,means if you dont have the quality which other likes ,he/she dont love U) But Mother is the only person who love WITH OUT ANY REASON or QUALITY..
Kuch Share aap ki Mother ki Nazar,,,
''''Aak mudat Sa Mari Ma Nahi Soai Tabish''''
''''Ma Na aak Bar Kaha Tha , Mujhaa Dar Legta Ha''
and
'''Naveed-a-Subha Sar-a-Sham Hi Beham kar Di'''''
'''''Duay-a-Noor Mari Ma Na Mujh Pa Dum Kar Di''''
Musharraf Sahib,,,jis din Mari Mother Mujh ko Uthati ha wo DIN Mara Hota.
Allah Aap ki Mothe per aapni Rahmat Kara or Junat ma Un ka Darajat Buland Kara or Mari Ma ko lumbi Umar Aata Farmay (aamin)
Allah hafiz,
zeeshaanjan
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
musharrafhusain
Registered User
musharrafhusain is a jewel in the roughmusharrafhusain is a jewel in the roughmusharrafhusain is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 1,310
Join Date: Mar 2003
Location: Karachi, Pakistan
Rep Power: 25
19th May 2003, 01:58 PM

dear zeeshan
bohat shukriya itne khuubsoorat reply kaa.
dil khush ho gaya aap ke alfaaz se.
mein aap ke eik eik lafz aur jumle se muttafiq hoon.
ashaar aap ne jo bheje subhan Allah.
aur meri maan ke liey aap ke jazbaat aur duaaon ka bohat mashkoor hoon.
Allah aap ke sir per aap ki ammy kaa saya hamesha qaaem rakhkhe. You are lucky really.
bas aap un kaa hamesha khayal rakhen.
Wishing you all the best.
musharrafhusain
   
Reply With Quote
Thanks
Old
  (#12)
zeeshaan
Registered User
zeeshaan is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 116
Join Date: Feb 2003
Rep Power: 22
Thanks - 19th May 2003, 03:21 PM

Thanks Musharraf Sahib,
Pray for my mother,
thanks once again,
zeeshaanjan
   
Reply With Quote
Re: "mother" I Miss You.
Old
  (#13)
sahar
Registered User
sahar is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 10
Join Date: Jun 2003
Rep Power: 0
Re: "mother" I Miss You. - 6th June 2003, 04:23 PM

Quote:
Originally posted by musharrafhusain
Azeez doston
Mother’s day ke is purmussarat moquey per mein Wasi Shah ki ek nazm aap sab ki khidmat mein pesh ker raha hoon.
Please note that the poet of this poetry is Mr. Wasi Shah.
I just want it to share with you all and I know the mother is mother no matter what nationality, what religion or anything else.
Friends, I lost my mother about 2 ˝ years back and still miss her so much that it can not be expressed in words.

“YEH KAMYABIYAN, IZZAT, YEH NAAM TUM SE HAI
KHUDA NE JO BHI DIYA HAI MUQAM, TUM SE HAI
TUMHARE DAM SE HAIN MERE LAHOO MEIN KHILTE GULAB
MERE WAJOOD KA SARA NIZAM, TUM SE HAI
KAHAN BISAAT E JAHAN, AUR MEIN MUFLIS O NAADAAN
YEH MERI JEET KA SAB EHTIMAAM, TUM SE HAI
JAHAAN JAHAAN HAI MERI DUSHMANI WAJAH MEIN HOON
JAHAAN JAHAAN HAI MERA EHTIRAAM, TUM SE HAI

God bless you all .
musharrafhusain
Adab Musharraf Sahab,
aap ki post perahne ka ittefaq hua aaj
buhat umda ghazal share ki aap nae WASI SHAH ki.. Mother's Day ke hawale sae.
ab to kher mothers day guzre one month ho raha hai
lekin ye ashaa'r parhna aaj bhi aaccha laga.
SAWERA aur ZEESHAN na bhi buhat umda ashaar shaer kiey hain
thx
Sahar
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
musharrafhusain
Registered User
musharrafhusain is a jewel in the roughmusharrafhusain is a jewel in the roughmusharrafhusain is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 1,310
Join Date: Mar 2003
Location: Karachi, Pakistan
Rep Power: 25
6th June 2003, 04:30 PM

shukriya sahar
I shall appreciate your comments on my other post.
which is my own and is posted on shairy.dard.
wishing you all the best.

musharrafhusain
   
Reply With Quote
Salaam
Old
  (#15)
sanjoo
MriiGchiika
sanjoo is a name known to allsanjoo is a name known to allsanjoo is a name known to allsanjoo is a name known to allsanjoo is a name known to allsanjoo is a name known to all
 
sanjoo's Avatar
 
Offline
Posts: 1,664
Join Date: Sep 2002
Location: INDIA (Mumbai)
Rep Power: 28
Salaam - 10th June 2003, 10:51 AM

musharrafhusain...As salaam walekum!
Janaab hum bhii ap keN iss dard maiN shirqat karaN haiN..kyoN kii humNe bhii apnNi maa kooH chukeN haiN kuch saloN pehale..humM janateN haiN yeN kitana bada nuksaaN hota haiN jinNdagii ka kii isski koyii bharrpayii nahi kar sakta haiN.....humNe bhii kuch likha hain haiN apnii maa ko soch karr jo hum ap ki iss post maiN shyamil karr na chahateN haiN....Hume isseN post karNe ke liye isseN behatarr jagah kahii nahi dikkhi shayri.com main!!!!!!

Too hii tau ek thii
JissNe kooN se sicha tha mujhe
Mere hone se
Tere anson muskurayeN the
Mere harr ansooN ko
Achal maiN chupaya tha tuNe
Kitanni ratooN koo
Zhule ka pankhh laga sulaya tha mujhe
Abb bhi main woh hii
Tere Pyar aur dulaar seN bana sanju huN
Terii saseN jab thamm gayii
Mere saseN bhii kyon na ukhad gayii
Mere harr armaaN
Yatiim ho gayeN haiN tujjh binN
Dundhtii haiN ankheN tujhe
kyon too tassviron maiN sirfh nazar aatii mujheN........!!!!!!


Jindagi se to khair shikvaa tha,

muddato mout ne bhi tarsaaya hame..

.....
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
"kameene","laffange parindo.n" ki "badmaash compny" parveen komal Shayri-e-Dard 9 17th August 2010 11:59 PM
हम "ग़ज़ल" की "धुन" और "हवाओं" की "खुशबू" कí nalinmehra Aapki Shayri 11 23rd May 2009 09:24 AM
" "CHAHTA HU USE MAIN KUCH ISTARHA SE........". ........"mera wajud" Dhaval Shayri-e-Ishq 0 26th August 2006 11:20 AM
woh kush iss tarah tadpa....miss u "sonal" dostfromhell Shayri-e-Ishq 3 26th February 2005 10:06 AM
julf............miss u "sonal" dostfromhell Shayri-e-Ishq 0 24th February 2005 12:27 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com