Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Hamari Hadde Nigaah Se Daikho
Old
  (#1)
noor_noor
Registered User
noor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 545
Join Date: Feb 2009
Rep Power: 25
Hamari Hadde Nigaah Se Daikho - 6th May 2010, 12:54 PM

Haazreen e mehfil ek andna si koshish aap sabhi ki nazr apni qeemti aara se nawaaziyega

hamariHad'de nigaah se daikho, wo door hote hi jaa rhe hai.N
bhula rahe hai.n hum unko jitna qareeb utna wo aa rhe hai.n

mujhay pata hai ke har qadam pe waha.N to shole bichay huway hai.N
magr mein peechay hatu.N bhi kaise, ke uske aansu bula rhe hai.N

kisi ke jaane se kuch na hoga, chalegi dunya to yu.Nhi har dam
wo daikho suraj nikal rha hai, parinde bhi chehchaha rahe hai.N

adaab e mehfil ye keh rahe hai.N, ishaaro mai apni baat keh do
ghuma ke ungli mai apna pallu, wo jaate jaate dikha rahe hai.N

wo jaante hai.N meri kami ko, issi liy.N mujhse door thehre
jo wqt e ruqsat na keh sake kuch, wo apne aansu chipa rhe hai.n

jo zindagi mai hua na hasil, wo marke aslam hai meine paaya
lehd pe meri khade huway hai.n, wo rukh se parda utha rhe hai.N

aslam

you.n na samjhoge kinare pe khade rehkar tum
behta dariya hu.n mujhy haath se choo kar daikho
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
Love 6th May 2010, 03:37 PM

Quote:
Originally Posted by noor_noor View Post
Haazreen e mehfil ek andna si koshish aap sabhi ki nazr apni qeemti aara se nawaaziyega

hamariHad'de nigaah se daikho, wo door hote hi jaa rhe hai.N
bhula rahe hai.n hum unko jitna qareeb utna wo aa rhe hai.n

mujhay pata hai ke har qadam pe waha.N to shole bichay huway hai.N
magr mein peechay hatu.N bhi kaise, ke uske aansu bula rhe hai.N

kisi ke jaane se kuch na hoga, chalegi dunya to yu.Nhi har dam
wo daikho suraj nikal rha hai, parinde bhi chehchaha rahe hai.N

adaab e mehfil ye keh rahe hai.N, ishaaro mai apni baat keh do
ghuma ke ungli mai apna pallu, wo jaate jaate dikha rahe hai.N

wo jaante hai.N meri kami ko, issi liy.N mujhse door thehre
jo wqt e ruqsat na keh sake kuch, wo apne aansu chipa rhe hai.n

jo zindagi mai hua na hasil, wo marke aslam hai meine paaya
lehd pe meri khade huway hai.n, wo rukh se parda utha rhe hai.N

aslam
aslam bhai
radhe radhe

bahut khoob......daad......teesre sher par daad vishesh rup se
aise hi likhte rahen
duaon ke saath

Aapka Apna
Ishk

'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है

email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 86
6th May 2010, 05:28 PM

wo jaante hai.N meri kami ko, issi liy.N mujhse door thehre
jo wqt e ruqsat na keh sake kuch, wo apne aansu chipa rhe hai.n

jo zindagi mai hua na hasil, wo marke aslam hai meine paaya
lehd pe meri khade huway hai.n, wo rukh se parda utha rhe hai.N

Aslam Ji.....Aadaab ! yeh do ehsaas bahut khoob lage mujhe....matla bhi khoobsurat raha....tamaam ashaar tarannum me hai ......bayaani aur adaayegi bhi umdaa rahi....dil se daad hazir hai....yunhi behtar kalaam ke saath aate rahiye....khush rahen....

apna khayal rakhen...
duaaon ke saath....

YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...

---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#4)
zidd
Registered User
zidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zidd's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
7th May 2010, 04:16 PM

Quote:
Originally Posted by noor_noor View Post
Haazreen e mehfil ek andna si koshish aap sabhi ki nazr apni qeemti aara se nawaaziyega

hamariHad'de nigaah se daikho, wo door hote hi jaa rhe hai.N
bhula rahe hai.n hum unko jitna qareeb utna wo aa rhe hai.n

mujhay pata hai ke har qadam pe waha.N to shole bichay huway hai.N
magr mein peechay hatu.N bhi kaise, ke uske aansu bula rhe hai.N

kisi ke jaane se kuch na hoga, chalegi dunya to yu.Nhi har dam
wo daikho suraj nikal rha hai, parinde bhi chehchaha rahe hai.N

adaab e mehfil ye keh rahe hai.N, ishaaro mai apni baat keh do
ghuma ke ungli mai apna pallu, wo jaate jaate dikha rahe hai.N

wo jaante hai.N meri kami ko, issi liy.N mujhse door thehre
jo wqt e ruqsat na keh sake kuch, wo apne aansu chipa rhe hai.n

jo zindagi mai hua na hasil, wo marke aslam hai meine paaya
lehd pe meri khade huway hai.n, wo rukh se parda utha rhe hai.N

aslam
noor sahab....kya baat hai
bahut shaandaar peshkash rahi aapki

isi meter me jab aapne shuru kiya tha maine aapse ek din pahle kiya tha....aur phir apko ye meter suggest kiya tha....khair mai to matle ke baad hi phas gaya....apne to kya baat banaii magar....
apko vo matla sunata hu ,,shayad kabhi poori na ho sake

apka ek sher shayad kabhi sdc ke top ten ashaar ghusit hoga to ye jaruur shamil hoga usme

bus zara isko yun karke dekhiye
adaab e mehfil ye keh rahe hai.N, ishaaro mai baat apni keh do

bahut class sher hai ye........phir se daad..
lagta hai jaise hasrat mohaani sahab ko bhi aapne peeche chor diya ho....
ye sher to dil le gaya....

kash ye sher maine likha hota...i am damn envious about this sher...now its gone forever

is sher ko mai 'chupke chupke' wale legendary sher se kam nahi samaj raha hu.....

pjir se daad apko

ek word bhi faltu nahi isme...aur aisi strong rabt jaise fewikwick ka jod ho.....
wah wah nahi ye sher pad kar hai hai nikal gayi
yun samjiye ki ek aah nikal gayi

regards

Last edited by zainy; 27th June 2010 at 08:58 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
8th May 2010, 10:57 AM

kisi ke jaane se kuch na hoga, chalegi dunya to yu.Nhi har dam
wo daikho suraj nikal rha hai, parinde bhi chehchaha rahe hai.N

adaab e mehfil ye keh rahe hai.N, ishaaro mai apni baat keh do
ghuma ke ungli mai apna pallu, wo jaate jaate dikha rahe hai.N

wo jaante hai.N meri kami ko, issi liy.N mujhse door thehre
jo wqt e ruqsat na keh sake kuch, wo apne aansu chipa rhe hai.n

Bohat khoob Aslam sahab...yeh 3 ashar bohat pasand aaye mujhe....yuhi likhte rahiye...

Zainy

PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#6)
vikramjethi
masttt...
vikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.com
 
vikramjethi's Avatar
 
Offline
Posts: 2,151
Join Date: Sep 2009
Location: Chandigarh
Rep Power: 40
Love 8th May 2010, 05:47 PM

aslam saheb aadaab,

aapki i's ghazal par nazar padi, padhne laga to baar baar padha...
ek behtreen peshkash pe daad-o-mubaraqbaad, qubuul kijiyega....
neeche kuchh ashar quote kar raha hooN jo ki behad umda lage aur dil ke kuchh khaas kareeb rahe...

Quote:
kisi ke jaane se kuch na hoga, chalegi dunya to yu.Nhi har dam
wo daikho suraj nikal rha hai, parinde bhi chehchaha rahe hai.N
behad khoobsurat, maza aa gaya padhne ka....

Quote:
e mehfil ye keh rahe hai.N, ishaaro mai apni baat keh do
ghuma ke ungli mai apna pallu, wo jaate jaate dikha rahe hai.N
wah....kya baat hai...exceptionally beautiful..

Quote:
jaante hai.N meri kami ko, issi liy.N mujhse door thehre
jo wqt e ruqsat na keh sake kuch, wo apne aansu chipa rhe hai.n
yeh bhi achha hai...

Quote:
zindagi mai hua na hasil, wo marke aslam hai meine paaya
lehd pe meri khade huway hai.n, wo rukh se parda utha rhe hai.
wah....behad khoobsurat.......

maine aapko pehle bhi padha hai...lekin jo baat aaj dekhi hai, kya batauN saheb maza aa gaya....bahut badhiya janaab..yuN_hi likhte rahiye...

'E Taahire Laahuti!!!
Uss Rizk Se Tau Maut Bhali
Jis Rizk Se Aatee Ho
Tere Parwaaz MeiN Kotaahi....

vikramjethi@gmail.com
  Send a message via Yahoo to vikramjethi  
Reply With Quote
Old
  (#7)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
8th May 2010, 07:36 PM

Aslam

Maine tumhari ghazal ko kayi martba padha .. aur har miCre ko padha .. har ek lafz aisa lagta hai tumne sajaya hai .. mujhe bas ye kehna hai .. ki aapne door tak noor faila diya hai apne aashaaroN ka ...

khamoshi ko samajhiye aur mujhe ijazat dijiye...

Kunaal

KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#8)
vfor022
Registered User
vfor022 is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 3
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 0
8th May 2010, 09:11 PM

Bheeg jate hai khabi palak tanhai me
Darte hai dukh koi jaan na le,
Pasand karte hai barish me chalna
Taki rote hue koi pahchan na le
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
Mann
Registered User
Mann is just really niceMann is just really niceMann is just really niceMann is just really nice
 
Offline
Posts: 521
Join Date: Feb 2010
Location: New Delhi
Rep Power: 18
9th May 2010, 01:03 AM

Bahot hi Khoobsoorat! Aslam ji, daad qubuul ho!

Mann
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
noor_noor
Registered User
noor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 545
Join Date: Feb 2009
Rep Power: 25
17th August 2010, 04:21 AM

Quote:
Originally Posted by ISHK EK IBADAT View Post
aslam bhai
radhe radhe

bahut khoob......daad......teesre sher par daad vishesh rup se
aise hi likhte rahen
duaon ke saath

ye ghazal maine may mai kahi thi aur pata nhi kya hua ki is par reply nahi kar saka shayad un dino meiN site par aaya nhi honga aaj ittefaaq ye ghazal yaad aa gyi to isko talaash kia aap sabhi logoN se jinhone meri is ghazal par apni qeemti aara se mujhay nawaaza hai maafi chahta huN is takeer ke liyN umeed hai ki meri is khata ko aap log darguzar farma dainge................

Janaab aapka tahe dil se shukurguzaar huN ki aapne meri koshish ko pasnd kia bhut shukriya.... yuN hi hosla baDhaate rahiye

aslam

you.n na samjhoge kinare pe khade rehkar tum
behta dariya hu.n mujhy haath se choo kar daikho
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
noor_noor
Registered User
noor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 545
Join Date: Feb 2009
Rep Power: 25
17th August 2010, 04:23 AM

Quote:
Originally Posted by naresh_mehra110 View Post
wo jaante hai.N meri kami ko, issi liy.N mujhse door thehre

jo wqt e ruqsat na keh sake kuch, wo apne aansu chipa rhe hai.n

jo zindagi mai hua na hasil, wo marke aslam hai meine paaya
lehd pe meri khade huway hai.n, wo rukh se parda utha rhe hai.N

Aslam Ji.....Aadaab ! yeh do ehsaas bahut khoob lage mujhe....matla bhi khoobsurat raha....tamaam ashaar tarannum me hai ......bayaani aur adaayegi bhi umdaa rahi....dil se daad hazir hai....yunhi behtar kalaam ke saath aate rahiye....khush rahen....

apna khayal rakhen...

duaaon ke saath....
Naresh sahab jaise ki meiN tehreer kar chuka huN ke takheer ke liyN maazrat.........aapka tahe dil se mashkoor huN ke aapne adna koshsish ko rahakar meri hosla afzaaii ki bhut shukriya janaab

aslam

you.n na samjhoge kinare pe khade rehkar tum
behta dariya hu.n mujhy haath se choo kar daikho
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
noor_noor
Registered User
noor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 545
Join Date: Feb 2009
Rep Power: 25
17th August 2010, 04:48 AM

Quote:
Originally Posted by zidd View Post
noor sahab....kya baat hai
bahut shaandaar peshkash rahi aapki

Bhut shukriya Zidd sahab nawaazish..........aapse bhi maazrat janaab is gustaakhi ki ke bhut aur bhut takheer se reply kar raha huN hope aap is khata ko nazr andaaz kar dainge

isi meter me jab aapne shuru kiya tha maine aapse ek din pahle kiya tha....aur phir apko ye meter suggest kiya tha....khair mai to matle ke baad hi phas gaya....apne to kya baat banaii magar....
apko vo matla sunata hu ,,shayad kabhi poori na ho sake

jii yaad hai aur aapka matla bhi jo ki ab ek behetreen ghazal ki shakal ikhteyaar kar chuka hai mashaAllah kya rawaaN dawaaN ghazal kahi hai aapne

apka ek sher shayad kabhi sdc ke top ten ashaar ghusit hoga to ye jaruur shamil hoga usme

adaab e mehfil ye keh rahe hai.N, ishaaro mai apni baat keh do
ghuma ke ungli mai apna pallu, wo jaate jaate dikha rahe hai.N
bus zara isko yun karke dekhiye
adaab e mehfil ye keh rahe hai.N, ishaaro mai baat apni keh do
ghuma ke ungli mai apna pallu, wo jaate jaate dikha rahe hai.N

Zidd sahab ye aapka baDakpan hai jo aapne mujhay is zumreh mai la kar khada kar dia hai mere liyN isse baDi aur kya khushi ki baat ho sakti hai ki SDC par mujh jaise haqeer se shayar ka sher yahaN moujood sukhan fehem aur khoona mashq shayroN ki aala mayaari soch ke saath barabari kare is izzat afzaaii ke liyN mere pass lafz nhi haiN jinse mai aapka shukriya ada kar sakuN bas itna hi keh sakta huN ki dil mai ek khaas jagh hai aapke liyN bhut nawaazish, saath hi saath meiN yahaN ke mod se ye bhi guzaarish karunga ki wo mere is sher ko usi shakal mai tabdeel kar deiN jaisi ki tajweez Zidd sahab ne di hai inaayat hogi

bahut class sher hai ye........phir se daad..
lagta hai jaise hasrat mohaani sahab ko bhi aapne peeche chor diya ho....
ye sher to dil le gaya....

kitni tareef karenge sahab aap bhi kya gazab kar rahe haiN kahaN wo asaateza aise ustaad shayar jinki qalam ki nokoN ne aise aise mojzoN ko janm dia hai ke jinko paD aur sun kar log daantoN tale ungli daba laiN aur aap hamare ek chote se khyaal ko us payedaan par kada kar rahe haiN, kya keh sakta huN sahab bas yahi ke aapne shayd itni badi baat keh di jo mujhe hamesha aur hamesha yaad rahegi, shayad itna bada compliment mujhay nahi mila hai jo ki mujhay hamsha hi yaad rahega, aisa keh kar aapne meri zimmedaari aur baDha dia hai meiN apni tor par poori koshish karunga ke aage bhi aapki in sochoN par khara utruN

kash ye sher maine likha hota...i am damn envious about this sher...now its gone forever

is sher ko mai 'chupke chupke' wale legendary sher se kam nahi samaj raha hu.....

pjir se daad apko

ek word bhi faltu nahi isme...aur aisi strong rabt jaise fewikwick ka jod ho.....
wah wah nahi ye sher pad kar hai hai nikal gayi
yun samjiye ki ek aah nikal gayi

regards

aapke is dil se gehraaii liye mohabbatoN se labreiz tabsare ke liyN aapka meiN intehaaii shukurguzaar huN aur ek baar phir se aapse maazrat khwaah huN is dair se reply ke liyN nawaazish karm meherbaani hamesha hi aise tabsaroN se nawaazte rahiye

aslam

you.n na samjhoge kinare pe khade rehkar tum
behta dariya hu.n mujhy haath se choo kar daikho
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
noor_noor
Registered User
noor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 545
Join Date: Feb 2009
Rep Power: 25
17th August 2010, 04:51 AM

Quote:
Originally Posted by zainy View Post
kisi ke jaane se kuch na hoga, chalegi dunya to yu.Nhi har dam

wo daikho suraj nikal rha hai, parinde bhi chehchaha rahe hai.N

adaab e mehfil ye keh rahe hai.N, ishaaro mai apni baat keh do

ghuma ke ungli mai apna pallu, wo jaate jaate dikha rahe hai.N

wo jaante hai.N meri kami ko, issi liy.N mujhse door thehre

jo wqt e ruqsat na keh sake kuch, wo apne aansu chipa rhe hai.n

Bohat khoob Aslam sahab...yeh 3 ashar bohat pasand aaye mujhe....yuhi likhte rahiye...

Zainy saheba bhut shukriya is hosla afzaaii............yuN hi hosla baDhaati rahiyega aur takheer ke liyN maazrat.....hope u will not mind, shukrya

aslam

you.n na samjhoge kinare pe khade rehkar tum
behta dariya hu.n mujhy haath se choo kar daikho
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
noor_noor
Registered User
noor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 545
Join Date: Feb 2009
Rep Power: 25
17th August 2010, 05:04 AM

Quote:
Originally Posted by vikramjethi View Post
aslam saheb aadaab,

aapki i's ghazal par nazar padi, padhne laga to baar baar padha...
ek behtreen peshkash pe daad-o-mubaraqbaad, qubuul kijiyega....
neeche kuchh ashar quote kar raha hooN jo ki behad umda lage aur dil ke kuchh khaas kareeb rahe...

behad khoobsurat, maza aa gaya padhne ka....

wah....kya baat hai...exceptionally beautiful..

yeh bhi achha hai...

wah....behad khoobsurat.......

maine aapko pehle bhi padha hai...lekin jo baat aaj dekhi hai, kya batauN saheb maza aa gaya....bahut badhiya janaab..yuN_hi likhte rahiye...

VIkram jii ghzal ki pazeeraii ke liyN aapka tahe dil se shukruguzaar huN aap jaise log jab hosla baDhaate haiN to bepanah musarrat hoti hai umeed hai aage bhi aap yuN hi apni mohbbat se nawaazenge

aslam

you.n na samjhoge kinare pe khade rehkar tum
behta dariya hu.n mujhy haath se choo kar daikho
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
noor_noor
Registered User
noor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 545
Join Date: Feb 2009
Rep Power: 25
17th August 2010, 05:09 AM

Quote:
Originally Posted by KunaaL View Post
Aslam

Maine tumhari ghazal ko kayi martba padha .. aur har miCre ko padha .. har ek lafz aisa lagta hai tumne sajaya hai .. mujhe bas ye kehna hai .. ki aapne door tak noor faila diya hai apne aashaaroN ka ...

khamoshi ko samajhiye aur mujhe ijazat dijiye...

Kunaal

Kunaal sahab aapki is izzat afzaii ka tahe dil se maamnoon huN ghazal aapko itni achi lagi bhala isse ziyada khushi ki baat kya ho sakti hai ki qaari uski yuN tareef kare bhut bhut shukriya sahab aapki khamoshi mere zehen ke dareechoN ko par karti huii meri ruh tak mai utr gayi yuN hi nawaazte rahiye shukrya janaab

aslam

you.n na samjhoge kinare pe khade rehkar tum
behta dariya hu.n mujhy haath se choo kar daikho
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
noor_noor
Registered User
noor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 545
Join Date: Feb 2009
Rep Power: 25
17th August 2010, 05:21 AM

Quote:
Originally Posted by vfor022 View Post
Bheeg jate hai khabi palak tanhai me
Darte hai dukh koi jaan na le,
Pasand karte hai barish me chalna
Taki rote hue koi pahchan na le

MashaAllah bhut hi khoob....................

aslam

you.n na samjhoge kinare pe khade rehkar tum
behta dariya hu.n mujhy haath se choo kar daikho
   
Reply With Quote
Old
  (#17)
noor_noor
Registered User
noor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 545
Join Date: Feb 2009
Rep Power: 25
17th August 2010, 05:22 AM

Quote:
Originally Posted by Mann-Limitless View Post
Bahot hi Khoobsoorat! Aslam ji, daad qubuul ho!

Mann

bhut nawaazish Mann sahab hosla afzaaii ka bhut bhut shukriya

aslam

you.n na samjhoge kinare pe khade rehkar tum
behta dariya hu.n mujhy haath se choo kar daikho
   
Reply With Quote
Old
  (#18)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
17th August 2010, 09:45 AM

Quote:
Originally Posted by noor_noor View Post
Haazreen e mehfil ek andna si koshish aap sabhi ki nazr apni qeemti aara se nawaaziyega

hamariHad'de nigaah se daikho, wo door hote hi jaa rhe hai.N
bhula rahe hai.n hum unko jitna qareeb utna wo aa rhe hai.n

mujhay pata hai ke har qadam pe waha.N to shole bichay huway hai.N
magr mein peechay hatu.N bhi kaise, ke uske aansu bula rhe hai.N

kisi ke jaane se kuch na hoga, chalegi dunya to yu.Nhi har dam
wo daikho suraj nikal rha hai, parinde bhi chehchaha rahe hai.N

adaab e mehfil ye keh rahe hai.N, ishaaro mai apni baat keh do
ghuma ke ungli mai apna pallu, wo jaate jaate dikha rahe hai.N

wo jaante hai.N meri kami ko, issi liy.N mujhse door thehre
jo wqt e ruqsat na keh sake kuch, wo apne aansu chipa rhe hai.n

jo zindagi mai hua na hasil, wo marke aslam hai meine paaya
lehd pe meri khade huway hai.n, wo rukh se parda utha rhe hai.N

aslam

namaskaar aslam ji, aapki gazal ki tareef karna mere bas ki baat nahi, har lafz etna napa tulla, masha-allah aap to janaab bahut khoob likhtey haiN....hats off to ur poetry.

god bless u

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Old
  (#19)
LAMHA
beautiful moment.........
LAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant future
 
LAMHA's Avatar
 
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 42
Smile 17th August 2010, 06:45 PM

Quote:
Originally Posted by noor_noor View Post
Haazreen e mehfil ek andna si koshish aap sabhi ki nazr apni qeemti aara se nawaaziyega

hamariHad'de nigaah se daikho, wo door hote hi jaa rhe hai.N
bhula rahe hai.n hum unko jitna qareeb utna wo aa rhe hai.n

mujhay pata hai ke har qadam pe waha.N to shole bichay huway hai.N
magr mein peechay hatu.N bhi kaise, ke uske aansu bula rhe hai.N

kisi ke jaane se kuch na hoga, chalegi dunya to yu.Nhi har dam
wo daikho suraj nikal rha hai, parinde bhi chehchaha rahe hai.N

adaab e mehfil ye keh rahe hai.N, ishaaro mai apni baat keh do
ghuma ke ungli mai apna pallu, wo jaate jaate dikha rahe hai.N

wo jaante hai.N meri kami ko, issi liy.N mujhse door thehre
jo wqt e ruqsat na keh sake kuch, wo apne aansu chipa rhe hai.n

jo zindagi mai hua na hasil, wo marke aslam hai meine paaya
lehd pe meri khade huway hai.n, wo rukh se parda utha rhe hai.N

aslam

Aslam,

wahhhhhhhhhhh..... beautiful creation... keep up the good work... keep writing....keep smiling..........

"LAMHA"

mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
  Send a message via Yahoo to LAMHA  
Reply With Quote
Old
  (#20)
Radhika_2
RooH Se RooH Tak
Radhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Radhika_2's Avatar
 
Offline
Posts: 1,247
Join Date: Feb 2010
Location: Delhi
Rep Power: 53
19th August 2010, 02:46 PM

Quote:
Originally Posted by noor_noor View Post
Haazreen e mehfil ek andna si koshish aap sabhi ki nazr apni qeemti aara se nawaaziyega

hamariHad'de nigaah se daikho, wo door hote hi jaa rhe hai.N
bhula rahe hai.n hum unko jitna qareeb utna wo aa rhe hai.n

mujhay pata hai ke har qadam pe waha.N to shole bichay huway hai.N
magr mein peechay hatu.N bhi kaise, ke uske aansu bula rhe hai.N

kisi ke jaane se kuch na hoga, chalegi dunya to yu.Nhi har dam
wo daikho suraj nikal rha hai, parinde bhi chehchaha rahe hai.N

adaab e mehfil ye keh rahe hai.N, ishaaro mai apni baat keh do
ghuma ke ungli mai apna pallu, wo jaate jaate dikha rahe hai.N

wo jaante hai.N meri kami ko, issi liy.N mujhse door thehre
jo wqt e ruqsat na keh sake kuch, wo apne aansu chipa rhe hai.n

jo zindagi mai hua na hasil, wo marke aslam hai meine paaya
lehd pe meri khade huway hai.n, wo rukh se parda utha rhe hai.N

aslam
ji bhaut khoob................

Radhika

Seene Me Zakham Utarey Chale Gaye
Jo Humpe Guzari Guzarey Chale Gaye

Woh Aayega Ek Din Milne Humse
Naam Uska Hi Pukarey Chale Gaye

E-mail : radhika.nm2@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#21)
sajid_ghayel
Registered User
sajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant future
 
sajid_ghayel's Avatar
 
Offline
Posts: 1,849
Join Date: Feb 2009
Location: Mumbai
Rep Power: 32
26th August 2010, 05:55 PM

Bohat khoob Aslam Miya kya kehne janab aapke...............har sher khoobsurat hai par makhta lajawab raha.

jo zindagi mai hua na hasil, wo marke aslam hai meine paaya
lehd pe meri khade huway hai.n, wo rukh se parda utha rhe hai.N

Jhoot kehdu yeh meri fitrat me nahi shamil

Par tujhe bevafa bhi kehna achcha nahi lagta...

Mob.: +971 501297654
  Send a message via Yahoo to sajid_ghayel  
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com